Ose ko uthr kar again achy say fit kary or oski chori par kio achy say daga wagra lagai insha'Allah phr nae kare ga maine be ise tara save kea hwa haun
Mehran ka reverse switch leaked hai pr working theek hai switch ke . leakage hona ke waja sa gare oil khtam hai leakage kasa roku ?? bhai plzz video bana dy..
Junaid bhai, ye kindly batain ke reverse lights/ishaaray to theak kaam ker rahain hain, gear oil leakage ko kaisy rokain, main Qabli wala original reverse switch search ker k lagwaloon to kia leakage ruk jay gi. matlab main masla reverse lights indicators ke jalny ka nahi hy, wo to kaam kerty hain, main masla daily gear oil leakage ka hy