difficult questions 1)abdul ki dukan ka kya naam h? 2)champak chacha gaav me kya kaam krte the ? 3) abdul ki dukan ke pass vale laundry vale ka kya naam h? 4)sodi apni jeep kha park krta h? 5)daya ki ma ka face reveal konse episode me hua h? 6)jetha lal ki fav ipl team konsi h? 7)natu kaka ke pita ka naam kya h or patni ka bhi? ....Comment answers
Mujhe mammi hamesha bolti thi ki serial dekne ke bad uske bare me koi puchne wala hai kya. padhai kr zra. Ajj pata chal game me kyu na ho puchte hai... #don't mind👀