@@junaidhunterOfficial qadmo mai bethna sa koi baap ni ban jata zakir Hussain jo tabla play karta wo tafo ni kar sakta kabi history dekho jo tabla play karna ya sunna wala ha unko es cheez ka zayda knowledge ha aur zakir hussian ak educated person hain aur tafo uneducated so ak parha likha or ak unprah mai buht farak hota.
@@Ayeshamalik-ib2gr Tafu khan ke Apne record hain Nusrat sab pagal nai the salamat ali pagal nain the jo tafu ko beth ke sunte the aj tak uno ne kisi or is taran nai suna jyse tafu ko suna or ye sub bachy hain abi tafu ne ye kam kar kar k chora
@@junaidhunterOfficial hahahahahahahahhahaha tafo ak jahel insan hai zakir hussian bap ha tafo ka wo alag baat ha indian wala banna data hain insan ko ap nusrat fatha ali ki baat kr raha pakistan mai enko koi janta ni tha enko koi kam ni tha data kabi sunna nusrat fatha ali khan ka interview indian walo na naam banya unka unho na song gawa movies mai kam diya buht lambi debate ho jaya gi fida ni zakir educated person hai tafo ko to bt karna ka ni pata or jo artist hota os mai anna ni joti tafo sa acha tari khan saab hai
Very true dear, but we should not use hard words, all these are artists and no doubt Zakir sb one and only in this world and when we discuss Punjab culture Filmi style, Mujra there is only Tafu sb.
Tafu ka qasoor wo pakistan me ha zakir polish hua aagy brha india me. Apni ghalti b hmen man-ni chahiye hal artists ko kya dety hain siwaye zehni tension k depression k .. nhi yaqeen tou jis mehdi Hassan Sahab ki wja se sub naraz tafu se tou wo mehdi hassan kis haal me mara?
Tafo ko zakir hussian or tari khan ka sath compare nahe kry ya na ak acha insan hai aur dosra esa tabla pa bethna ka ni pata bajna buht door ki baat ya tabla pa be badmasho ki tarha betha bas khana ka matlb tafo tabla ka mazak banta bas
Tafu ka qasoor wo pakistan me ha zakir polish hua aagy brha india me. Apni ghalti b hmen man-ni chahiye hal artists ko kya dety hain siwaye zehni tension k depression k .. nhi yaqeen tou jis mehdi Hassan Sahab ki wja se sub naraz tafu se tou wo mehdi hassan kis haal me mara? Hmari industry kya krwati ha kya pay krti hain in ko 😢 ye log apny balboty pr hi jeety hain