Bhai mane 25 din ki mung ki phasal me iris Dali lekhin sankari pati ke kharpatvar nhi khatm hui to ajil kitene din bad spray kar skte h bhai jarur batana
Bhai mene hurbiside ka use kiya tha par vo jyada dal gayi jise soyabin par bahut jyada asar hua to uska koi solution hai ab jise fasal fir achi groth kare..
Kyaa in kharpatwar nashak on ka yadi fasal ke upar spray ho jaaye Tu fasal ko to nuksan Nahin hoga yeah matra weeds ke upar he hi spray karna padega kripya Jarur Bataye Kapas ke liye Ye kharpatwar nashak Sujan Jo buddy fasal Mein nuksan Na Kare Matra kharpatwar ko jalaya Lekin in Kapas ko nuksan Na Karen Kyunki Ki Ab ismein Phool aur Fallon aa chuke hain
Bhai mene targa super 23 din ki soyabin me Dali 5 din ke baad bhi koi asar nahi hua 600 ml ka upyog 3.5 bhiga Dali ab phir dawai dal sakte hai ha to kab bhaiya jawab jarur de