Тёмный

"Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun" | HD Video Song | Ghazal 

Подписаться
Просмотров 2,5 млн
% 22 888

Legendary Singer Ustad Rahat Fateh Ali Khan Performing Live...."Terey Ishq Ki Inteha Chahta Hun"
Label : Virsa Heritage
Production: Digital Entertainment World

Видеоклипы

Опубликовано:

 

18 май 2016

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 878   
@osamaali3053
@osamaali3053 3 года назад
استاد آپ کی گائیکی ۔۔سبحان اللہ۔۔❤❤❤
@biglife510
@biglife510 6 лет назад
Iqbal addressing to muslim youth , " tere ishq ki inteha chahta hu " wah iqbal tujhe salam
@alisha75006
@alisha75006 Год назад
Ghustaqi muaf huzur, Aap ka lhegaah koi izzatt ke kaabil nahi. "Saadji ki toheen" muafi chahtaa hoon. (Koi shuck) Lol
@hamzafidasatti2443
@hamzafidasatti2443 4 года назад
اتنا بہترین کلام اور ایسا بہترین انداز راحت فتح علی خان کا۔ 10 سے زیادہ بار سن چکا ہوں اور بار بار سننے کو جی چاہتا ہے۔ عمدہ
@SabirJan-i1v
@SabirJan-i1v 4 месяца назад
100 دفعہ سے بھی زیادہ سن چکا ہوں بھائی
@busy_nomi
@busy_nomi Год назад
Words of Alama Iqbal + voice of Rahat Fateh Ali khan ❤️❤️🔥
@khizarmuneeb8309
@khizarmuneeb8309 3 года назад
Agr ye clear audio me ustad Nusrat qawali krte to kasam se parinde or hevaan bhi ro ro k sunte💯💯💯
@huzaifaejaz389
@huzaifaejaz389 6 лет назад
Nadaan hai bulbul-e-shourida tera naam abhi Apne seene mein isse aur zara thaam abhi Pukhta hoti agar muslehat andaish ho aqal Ishq ho muslihat andaish to hai khaam abhi Beqadar kood pada aatish-e-namrood mein ishq Aqal hai mehv-e-tamasha-e-lab-e-baam abhi Ishq farmouda-e-qasid se sabak gham-e-amal aqal samjhi hi nahi maani ye paigaam abhi Shewa-e-ishq hai azadi-o-dehr ashobi Tu hai zunnari-e-butkhana-e-ayyam abhi Tere ishq ki inteha chahta hoon Meri saadgi dekh, kya chahta hoon Tere ishq mein, Tere ishq mein... Ishq teri inteha, ishq meri inteha Tu bhi abhi na tamaam, mein bhi abhi na tamaam Tere ishq mein, Tere ishq mein... Agar ho ishq toh hai kuffar bhi Musalmaani Na ho toh Mard-e-Musalman bhi kafir-o-zandeeq Banaya ishq ne dariya na-payda karan mujh ko ye meri khud nigahdari mera sahil na ban jaye Tere ishq mein, Tere ishq mein... Rulaati hai mujhe raaton ko khaamoshi sitaron ki Niraala ishq hai mera, niraale mere nale hai Ishq dam-e-jibraeel, ishq dam-e-mustafa Ishq Khuda ka rasool, Ishq Khuda ka kalaam Tere ishq mein, Tere ishq mein... Aqal-o-dil-o-nigah ka murshid-e-awaleen hai ishq Ishq na ho toh sharaa-o-deen, boutkudda'ay tasawwuraat Sidq-e-khalil bhi hai ishq, sabr-e-hussain bhi hai ishq Maarka'ay wajood mein badar-o-hunain bhi hai ishq Tere ishq mein, Tere ishq mein... Jamal-e-ishq-o-masti ne-nawazi Jalal-e-ishq-o-masti be-niazi Kamal-e-Ishq-o-masti zaraf-e-Haider Zawal-e-ishq-o-masti harf-e-razi Tere ishq mein, Tere ishq mein... Kabhi awara-o-be-khanama ishq Kabhi shah-e-shahan nausherwan ishq Kabhi maidan mein ata hai zaraposh Kabhi uryan-e-be-taeg-o-sanaa ishq Tere ishq mein, Tere ishq mein... Kabhi tanhai-e-koh-o-daman ishq Kabhi souz-o-suroor-o-anjuman ishq Kabhi sarmaya-e-mehrab-o-manbar Kabhi maula Ali khaibar shikan ishq Tere ishq mein, Tere ishq mein... Tere ishq ki inteha chahta hoon Meri saadgi dekh, kya chahta hoon Tere ishq mein, Tere ishq mein... Yeh jannat mubaarak rahe zahidon ko... Umeed-e-hoor ne sab kuch sikha rakha hai waaiz ko Ye hazrat dekhne mein seedhe saadhe bhole bhaale hai Yeh jannat mubaarak rahe zahidon ko... Ke mein aapka saamna chahta hoon Kabhi ae-haqeekat-e-muntazir, nazar aa libas-e-majaz mein Ke hazaro sajde tadap rahe hai teri jabeen-e-niaz mein Ke mein aapka saamna chahta hoon... Koi dam ka mehmaan hoon ae ahl-e-mehfil Nahi begaangi achhi rafiq-e-raah-e-manzil se Theher ja ae sharar, hum bhi toh aakhir mitne waale hai Koi dam ka mehmaan hoon ae ahl-e-mehfil... charagh-e-seher hoon, bujha chahta hoon... Sitam ho ke ho waada-e-behijaabi... Koi baat sabr aazma chahta hoon Ishq bhi ho hijaab mein, husn bhi ho hijaab mein Ya tu khud ashkaar ho ya mujhe ashkaar kar Koi baat sabr aazma chahta hoon... Bhari bazm mein raaz ki baat keh di... Bada be-adab hoon, sazaa chahta hoon Agar kaj ra hain anjum, asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyun ho, jahan tera hai ya mera Agar hungaama ha'ay shauq se hai la-makan khali Khata kis ki hai ya Rab, la-makan tera hai ya mera Usse subah-e-azal inkaar ki jurrat hui kyu kar Mujhe maloom kya, woh razdaan tera hai ya mera Muhammad bhi tera, Jibreel bhi, Quran bhi tera Magar ye harf-e-shireen tarjuman tera hai ya mera Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Meri jafa talbi ko duaen deta hai Woh dasht-e-sada, woh tera jahaan-e-bebunyad Maqam-e-shauq tere qudsiyon ke bas ka nahi Unhi ka kaam hai jin ke honsle hai zayyad Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Huzur-e-haq mein israfeel ne meri shikayat ki Ye banda waqt se pehle qayamat kar na de barpa Mein sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Bagh-e-bahisht se mujhe hukum-e-safar diya tha kyun Kaar-e-jahaan daraz hai, ab mera intezaar kar Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Farig toh na baithega mehshar mein junoon mera Ya apna girebaan chaak ya daaman-e-yazdaan chaak Mein sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Roz-e-hisaab jab mera paish ho daftar-e-amal Aap bhi sharmsaar ho, mujh ko bhi sharmsaar kar Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Hum ko jamiat-e-khatir ye pareshani thi Warna Ummat tere Mehboob ki diwani thi Hum se pehle tha ajab tere jahan ka manzar Kahin masjood the pattar, kahi maboot shajar Khugar-e-paikar-e-mehsoos thi insaan ki nazar Manta phir koi un-dekhe Khuda ko kyunkar Tujh ko maloom hai leta tha koi naam tera Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Safah-e-daher se baatil ko mitaya hum ne nau-e-insaan ko ghulami se chhudaya hum ne Tere kaabe ko jabeeno se basaya hum ne Tere qaran ko seeno se lagaya hum ne Phir bhi hum se yeh gila hai ke wafadar nahin Hum wafadar nahi, tu bhi toh dildar nahin Mein sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Ummatein aur bhi hai, in mein gunhagaar bhi hai Ejz wale bhi hai, mast-e-mai-e-pindar bhi hai In mein kahil bhi hai, ghafil bhi hai, hushyar bhi hai saikdon hain ke tere naam se bezaar bhi hai Rehmatein hai teri aghiyar ke kashaano par Barq girti hai toh bechaare musalmaano par Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Boott sanam khanon mein kehte hain, musalmaan gaye Hai khushi in ko ke kaabe ke nigehbaan gaye Manzil-e-dehr se unthon ke hudi khawan gaye Apni baglon mein dabaye hue qaran gaye Khandah zan kufr hai, ehsaas tujhe hai ke nahin Apni touheed ka kuch paas tujhe hai ke nahin Sazaa chahta hoon, bada be-adab hoon... Tere ishq ki inteha chahta hoon Meri saadgi dekh, kya chahta hoon
@asrana9919
@asrana9919 4 года назад
Thanks brother, I am Abdus Sakour Rana, from Bangladesh, Chittagong Medical College, an MBBS Studious student , I love Allama Dr Iqbal.
@Raihans2003
@Raihans2003 4 года назад
Thanks
@MOON-zr3fd
@MOON-zr3fd 4 года назад
Thanks brother love from India ❤️
@kamrulshibli4779
@kamrulshibli4779 4 года назад
Tnx brother I am from Bangladesh . Mrs kaniz fatema shokhi.bht accha laga Puri gajal apna likh dia.mujha ya gajal accha lagta ha.mana ASAR ki aoyaj ma shuna tha..ab Rahat fatah ali khan ki aoyaj ma shuna.
@toobajahan2835
@toobajahan2835 4 года назад
Thank you so much 🙏♥️
@djayeshv84
@djayeshv84 6 лет назад
Bhari bazm me raaz ki bat keh di, bada be adab hu saza chahata hu..... Vah gem of pakistan... Love from India...
@mahamalikhan2976
@mahamalikhan2976 6 лет назад
beautiful lines
@reflection5057
@reflection5057 6 лет назад
Goosebumps! ~Hind se Iqbal ka adna shagird
@JeetayJee
@JeetayJee 3 года назад
Appreciated! ❤
@ashrafali-xv3vt
@ashrafali-xv3vt 3 года назад
Muslim he ham watan haisara janha hamara. I belive in Iqbal's this line. I am from India too but never believed in boundaries.
@JeetayJee
@JeetayJee 3 года назад
@@ashrafali-xv3vt I salute your bravery, Brother!
@malikameerhaider2164
@malikameerhaider2164 2 года назад
@@ashrafali-xv3vt islam tera deis hai aur tu mustafai hai..iqbal said that🙂
@ayushsharma5088
@ayushsharma5088 2 месяца назад
@@ashrafali-xv3vthe also said saare jahan se achaa Hindustaa humara
@SDM0204
@SDM0204 Год назад
Proud moment is that when Gulam Ali sahab is your audience and listener 😍😍
@arifhussain7414
@arifhussain7414 3 года назад
Kalaam of Allama Iqbal...what a kalaam with the Almighty.. Bada be adab hoon saza Chahta hoon...the best line n punch of the entire nazm..Rahat sung it so beautifully...
@umairshaikh632
@umairshaikh632 2 года назад
MASTERPIECE......💟💟💟USTAAD K BHATIJE BHI USTAAD......love from BOMBAY INDIA
@kariyabaaman6415
@kariyabaaman6415 Год назад
KAUN KAHTA HAI KI RAHAT GATA HAI ? USPER ASHAAR E IQBAAL KA ALQA HOTA HAI. RAHAT FATEH IQBAAL KE ASHAAR KO JITNI QABLIYAT SE SAMAJHTA HAI UTNI HI DIL KI GAHRAAIYON SE, KALLAM PADHTA HAI, IQBAAL SE RAHAT. KI AQEEDAT KO 10000000 BAAR SALAAM. FROM INDIA.
@toobajahan2835
@toobajahan2835 4 года назад
Tery ishq ki inteha chahta hoon Meri saadgi dekh mai kya chahta hoon Allama Mohammad Iqbal so much respect 🙏♥️
@bachaparty2501
@bachaparty2501 10 месяцев назад
Ur Golden voice nd beautiful poetry of Iqbal ji ,no words to describe.
@moosabro6762
@moosabro6762 6 лет назад
ishq he farmoda e qasid se sabak game amal , aqal samjhi hi nhi maine pegam abhi , kia deep sheir hei iqbal ka , wow superb
@ophonehkt839
@ophonehkt839 2 года назад
this is my favourate kalaam e iqbal. and with rahat , it is going beyond of my thoughts.
@meermehvish9455
@meermehvish9455 3 года назад
Alama Iqbal is Amazing poet...every single word has Stories behind...great man ♥️♥️♥️
@anwarsumra2599
@anwarsumra2599 3 года назад
Deeply
@DrKhan-wv9xg
@DrKhan-wv9xg 3 года назад
Is or was🤔 surely was.....He isn't more........but his poetry is living...
@meermehvish9455
@meermehvish9455 3 года назад
@@DrKhan-wv9xg some ppl never die ..hope u got what I mean
@asifjawed3385
@asifjawed3385 3 года назад
Every single word has NOT gotten stories behind, but has gotten realities behind and AHEAD..
@imtiyazgul3287
@imtiyazgul3287 2 года назад
Wah, Aapne Tu woh baat likh di jo mere zahan mai tab se goonj rahi hai jab se mai ne allama Iqbal ki shayiri ko samajne ki koshish ki hai, 🌹
@moneebkhalid
@moneebkhalid 10 месяцев назад
Rahat Fateh Ali Khan did justice to this kalaam by demonstrating his mammoth skills, passion and energy. Truly special and an absolute treat!!
@FarrukhAbdullahiMehervi
@FarrukhAbdullahiMehervi 3 года назад
kamal... is ko srf wo smjh skta hai js ny ishq haqiqi kia ho aur majazi bhi
@nimz241089
@nimz241089 4 года назад
Hidden gem. Love from across the border ❤️
@amirawan6351
@amirawan6351 3 года назад
❤️🌹😘😋🥀
@ashfaqhaider6593
@ashfaqhaider6593 3 года назад
@@amirawan6351 I'm kmkmmkkkkooooooooooookkkk
@ashfaqhaider6593
@ashfaqhaider6593 3 года назад
@@amirawan6351 OK kkkkkkkkkkkkkkk kkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk
@ashfaqhaider6593
@ashfaqhaider6593 3 года назад
@@amirawan6351 Kk kmkkkmmmmmmkmkmomkmkkmmmmklkm9m0k9ll km kkoolloll9lkk9ll on 9
@usmankazi5931
@usmankazi5931 3 года назад
F
@shahidjerk
@shahidjerk 4 года назад
English Translation: Naala hai bulbul-e-shourida tera khaam abhi [O dejected nightingale your lament is immature, still] Apne seene mein isse aur zara thaam abhi [You should hold it in your heart for a little while, still] Pukhta hoti agar muslehat andaish ho aqal [If the intellect is prudent, it is considered mature] Ishq ho muslihat andaish to hai khaam abhi [If love is prudent, it is considered immature, still] Beqadar kood pada aatish-e-namrood mein ishq [Love fearlessly jumped into the fireof Namrood] Aqal hai mehv-e-tamasha-e-lab-e-baam abhi [Intellect is absorbed in the spectacle from roof-top, still] Ishq farmouda-e-qasid se sabak gham-e-amal [Love moves fast into action under the messenger's precept] Aqal samjhi hi nahi maani ye paigaam abhi [Intellect has not even understood the message of Love, still] Shewa-e-ishq hai azadi-o-dehr ashobi [The way of love is freedom and world revolution] Tu hai zunnari-e-butkhana-e-ayyam abhi [You are imprisioned in the day and night's temple] Tere ishq ki inteha chahta hoon [Completion of your Love is what I desire] Meri saadgi dekh, kya chahta hoon [Look at my sincerity, what little I desire] Lyrics Translation by iqbalurdu.blogspot.in
@jasmeethanjra174
@jasmeethanjra174 3 года назад
Thankyou a lot for lyrics and translation. Really appreciate.
@arshankveersingh7495
@arshankveersingh7495 2 года назад
Bro 🙏🙏🙏🙏🙌🙌🙌🙏
@iqbaleasy6761
@iqbaleasy6761 Год назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-lgIZEPSQaDY.html
@arrehmanqureshi8654
@arrehmanqureshi8654 Год назад
good
@azharadeeb4889
@azharadeeb4889 Год назад
Excellent 👌
@anasabbasi7307
@anasabbasi7307 3 года назад
Wah Iqbal! ALLAH IQBAL KI QBR KO MUNAWWR KRY.
@raadimran
@raadimran Год назад
لا جواب عمدہ ❣️♥️😍
@alisha75006
@alisha75006 Год назад
Marvelously Sufiana, while utterly enjoyed every bit of this presentation from Sir Nusrat Fatay Ali Khan's DNA. "Koi shuck"
@poetn7617
@poetn7617 Год назад
I'm listening this Qawalli at 2 o'clock at night Love you so much Rahat ji from Bangladesh 🇧🇩
@SuperMirzamohsin
@SuperMirzamohsin 4 года назад
Be khatar Kudd pada aatish e namrud m ishq aql hai mahv-e-tamāshā-e-lab-e-bām abhī Kya kamaal hai ishq Ishq ne aag Gulzaar kardi subhan Allah
@kariyabaaman6415
@kariyabaaman6415 Год назад
KAUN KAHTA HAI KI RAHAT GATA HAI ? USPER ASHAAR E IQBAAL KA ALQA HOTA HAI. RAHAT FATEH IQBAAL KE ASHAAR KO JITNI QABLIYAT SE SAMAJHTA HAI UTNI HI DIL KI GAHRAAIYON SE, KALLAM PADHTA HAI, IQBAAL SE RAHAT. KI AQEEDAT KO 10000000 BAAR SALAAM. FROM INDIA......
@bilaljuttbilaljutt1601
@bilaljuttbilaljutt1601 2 года назад
Rehat ali khanki awaz ne kamal krr diya jalame iqbal her dore mein zinda rehe ga
@faizanahmad5349
@faizanahmad5349 4 года назад
Absolutely mesmerizing...had frist listened it in 2012 from one of my frnd Wasi.....now i can feel the real beauty of it...addicted to the beauty of nazm... the way Rahat sahab has done justice to the song and given it a new level altogether. I am a big fan of him....
@dadyalcity5801
@dadyalcity5801 Год назад
MaShahAllah Bahot khoob. Rahat is getting better at it now.
@imranalig8256
@imranalig8256 Год назад
This video deserves billion views!
@TAJEEish
@TAJEEish 4 года назад
Kalaam e iqbal in front of iqbal’s family ... wish i was part of this amazing ceremony
@tablert2952
@tablert2952 2 года назад
Iqbal kya kehne apke Dil khush ker diya Iqbal me kya khne apke
@maazhussaini3994
@maazhussaini3994 5 лет назад
I love this Gazal.... From India Maaz Ansari
@nizamsiddiqui642
@nizamsiddiqui642 5 лет назад
God gifted singer I appreciate
@arifhussain7414
@arifhussain7414 3 года назад
Even you listen this Iqbal e kalaam in Rahat voice I will never be bored.Love from India.
@S.A7776
@S.A7776 2 года назад
Kalam e Iqbal *
@muhammadnisarwazir964
@muhammadnisarwazir964 6 лет назад
یہ جنت مبارک رہے زاہدوں کو . کہ میں آپکا سامنا چاہتا ہوں.
@tasneemakhtar2849
@tasneemakhtar2849 3 года назад
Z Ed uh
@emraanbhat6794
@emraanbhat6794 6 лет назад
Speechless 😑 Tere ISHQ ki intiha 👌👌👌
@matloob66
@matloob66 3 года назад
Salam from Turkey.....What a Kalam....out of this world!
@bilalmohameed8952
@bilalmohameed8952 2 года назад
Kya kehne iqbal
@syedhussaini45
@syedhussaini45 6 лет назад
Huzur e haq me israfeel ne meri shikayat ki.. Ke banda waqt se pahle khayamat kar na de barpa..
@raoatiftufail3712
@raoatiftufail3712 2 месяца назад
unbelievable, unforgettable, mind-blowing
@readingexperience9349
@readingexperience9349 3 года назад
کمال ہے ہر ایک لفظ ایک داستان ہے
@rasikbilal3007
@rasikbilal3007 2 года назад
Music s so beautiful, ever i love to listen this beautiful ghazal sung by Rahat sahb, love u from IOK.... Indian occupied kashmir....
@muhammedsaqibbeigh7586
@muhammedsaqibbeigh7586 2 года назад
Heart broken poetry of the Allama Muhammed Iqbal Rah ❤️❤️❤️❤️❤️.💕💕💕💕
@ruksanalehri3840
@ruksanalehri3840 3 года назад
SubhanAllah Tere ishq ki inteha chaahta hoon Kabhi to tu saamne Aa🌟🌙
@aqsahi4514
@aqsahi4514 6 лет назад
ye jannat mubarrak rahe zahidon ko........k mein aap kas samnaa chahta hn...... lyrics at its best...IQbal is best
@ArmanAli-tp5dq
@ArmanAli-tp5dq 3 года назад
You did not get Iqbal's point! The best blessing in Jannah is the vision of Allah! So if no jannah then no vision of Allah for his salves in the hereafter!! What Iqbal means is that FOCUS IN THE BEST BLESSING OF JANNAH!!!
@adilmeer3020
@adilmeer3020 3 года назад
@@ArmanAli-tp5dq2 If P M
@adilmeer3020
@adilmeer3020 3 года назад
@@ArmanAli-tp5dq xgk 😬😈😉😯😄😯😄
@tasnimanwar2687
@tasnimanwar2687 3 года назад
@@ArmanAli-tp5dq p
@mohdfaisalkhan6660
@mohdfaisalkhan6660 3 года назад
@@ArmanAli-tp5dq Don't corrupt this poetry by imposing your perspective, we should have our own vision but it doestn't mean everyone have to believe in same meaning. I have my own meaning of these kind of kalaams...
@quadrim.a.2816
@quadrim.a.2816 2 года назад
Nothing more than this " Ishq " could be defined in words as it has been defined in this kalam .
@iqbaleasy6761
@iqbaleasy6761 Год назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-lgIZEPSQaDY.html
@mohanlalwarikoo6511
@mohanlalwarikoo6511 6 лет назад
Ustad Rahat fata Ali as usual at his best. There is no parallel. He is the king of kawali. Long live the King.
@mahipalsinghshaktawat1395
@mahipalsinghshaktawat1395 3 года назад
I am hindu and i love this song.. ❤
@k.ukhan7865
@k.ukhan7865 3 года назад
Brother no Hindu Muslim good is good
@bhawanisharma5735
@bhawanisharma5735 2 года назад
Yaar, yahan hindu-musalmaan karkey kyun apna zehani diwaliapan dikha rahey ho ??
@nishantdhama650
@nishantdhama650 2 года назад
Stupid comment. Delete it mahipal ji.
@pathans...283
@pathans...283 3 года назад
Very nice kalam..And amazing sung by Nusrat sahab....Love from.. INDIA....
@iqbaleasy6761
@iqbaleasy6761 Год назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-lgIZEPSQaDY.html
@wordsareswords
@wordsareswords 5 месяцев назад
Parminder sent this song which I understood after too long ❤
@filmysite904
@filmysite904 2 года назад
This line jannat rahe zahido ko mubarak Is ek line se bahot kuch sikha ja saka hai bina alim paye
@AlimujtabaMr
@AlimujtabaMr 4 года назад
Jazakallah for this masterpiece
@breezekhan8391
@breezekhan8391 6 лет назад
I got goose bumps though I had performed this Ghazal in inter school Ghazal Khwani Competition and I stood first... I love this Ghazal
@cganaseer
@cganaseer 2 года назад
Congratulations 🎉
@AbdulRahman-mk3wl
@AbdulRahman-mk3wl 3 года назад
Wah saheb wah kya shairi hai kya gaaiki hai tilismaat hai jadoo hai
@mdahsan4271
@mdahsan4271 Год назад
Subhan Allah. What a brilliant performance.
@ruksanalehri3840
@ruksanalehri3840 3 года назад
Sabre Husain AS bhi ishqe Husain AS🌙🤲💫💎
@gajokarora
@gajokarora 6 лет назад
Ya Allah mai tere ishq ki intha chahta hon. ♥️
@quadrim.a.2816
@quadrim.a.2816 3 года назад
Kalam e Marfat ; Ishq is above Aql ( love is above knowledge )
@sultanimunawwar7010
@sultanimunawwar7010 3 года назад
Love is above wisdom Ishq aamad har do aalam kamyab Aql aamad deen o duniya shud kharab
@Huuk_writes
@Huuk_writes Год назад
Aql Is Itself Love 😊
@iqbaleasy6761
@iqbaleasy6761 Год назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-lgIZEPSQaDY.html
@dairyfarmingsolutionindia
@dairyfarmingsolutionindia Год назад
तेरे इश्क़ की इंतिहा चाहता हूँ मेरी सादगी देख, क्या चाहता हूँ कोई दम का मेहमाँ हूँ ऐ अहल-ए-महफ़िल चराग़-ए-सहर हूँ, बुझा चाहता हूँ ☝️☝️☝️
@z.rahmanrahman8545
@z.rahmanrahman8545 Год назад
Hi
@dairyfarmingsolutionindia
@dairyfarmingsolutionindia Год назад
Yes
@sahilqadirizindanawazi4658
@sahilqadirizindanawazi4658 6 лет назад
tere ishq ki intaha cahta hu subhanAllah isko samajhne wale agar samjhe to bahot badi baat hai masaAllah Rahat sahab kya baat hai bahot khub ....magar mujhe abhi tak new Qawwli Gazal nhi mil raha hai net par mai aap la ek bhi aisa gazal nhi hai jo ke nhi suna ho masaAllah bahot khub
@patelkunjal1132
@patelkunjal1132 6 лет назад
👍
@nnfjannnfjan4870
@nnfjannnfjan4870 5 лет назад
Bs Slam nice dil ko chou gya
@rehansiddique5282
@rehansiddique5282 5 лет назад
Apko samajh hai kya waqai is kalam ki tu raabta karen 0333-6135188
@javedmd393
@javedmd393 4 года назад
kya baat hai waw
@navedahmad5632
@navedahmad5632 5 лет назад
I dnt have words how to express the way I am feeling ....!!
@saimaarfan9470
@saimaarfan9470 6 лет назад
Incredible awsome. Great poetry lajawab andaz e bayan.
@muhammadmustafavi8925
@muhammadmustafavi8925 6 лет назад
Rahat took the great poetry to next level. 👌👌
@rosieindica5663
@rosieindica5663 Год назад
یہ جنت مبارک رہے زاہدوں کو میں تو بس آپ کا سامنا چا ہتا ہوں❤❤❤❤❤❤❤❤
@shahidpervaz5383
@shahidpervaz5383 4 года назад
Heart touching voice. Also the way he presented and expression matching with the meaning of Kalam e Iqbal. Kamal hey.
@ajaykumaryadav1474
@ajaykumaryadav1474 Год назад
What the voice, Amezing mind blowing 🙏🙏
@mohddaniyal6385
@mohddaniyal6385 Год назад
Ishq ke upar Allama Iqbal ki jo 3 Rubaiya Padhi La jawab, Be Mislal ,kamaal ki hai! Ishaq e Haqiqi, par shayad Allama Iqbal se zyada kisi me nhi likha hai, Ishaq e Majazi par to sabhi shayar likhte hai! Mai ye Rahat Fateh Ali Khan ki ye char Qawwaliya jo Kalam e Iqbal par hai Saikdo baar sun chuka hu
@sheikhxahim8952
@sheikhxahim8952 Год назад
Imagine Nusrat Sahab singing this ❤❤
@JeetayJee
@JeetayJee 2 года назад
I listen this masterpiece every night while sleeping! It gives comfort to my soul!
@jannatmirza9824
@jannatmirza9824 Год назад
really
@JeetayJee
@JeetayJee Год назад
@@jannatmirza9824 yes. Every day!
@jannatmirza9824
@jannatmirza9824 Год назад
@@JeetayJee lakin mujhy toh Kuch khas ni Laga lakin sab ke apni apni pasnd Hoti Hain lakin in Sy zyda laa phir aik bar Wohi jaam ay saki Wala zyda acha hai main NY aj he Sona main ab Wohi Sona karon ge Raat ko
@JeetayJee
@JeetayJee Год назад
@@jannatmirza9824 asal me ye sara kalam Allama Iqbal ka hai, iqbal ki poetry versatile hai, kisi ki pasand na ka is se koi taluq ni, iqbal ki poetry sb Quran pak se makhooz hai. Jo insan apne paida hone ka maqsad janna chahta hai wo iqbal ki poetry se samjhna asan ho jata hai. Behtrhaal is py jitni b baat jr lain km hai. Ye Saki Aur Jaam se booohat aagy ki baten hain.
@jannatmirza9824
@jannatmirza9824 Год назад
@@JeetayJee hm
@durgeshsingh2563
@durgeshsingh2563 2 года назад
❤❤❤ listening to this master piece 👌 🙌
@gandhifellowambalika7413
@gandhifellowambalika7413 3 года назад
Awesome 2021; love you sir❤️
@گڈےخیلپٹھانکمرمشانیمیانوالی
بھری بزم میں راز کی بات کہ دی بڑا بے ادب ہوں سزا چاھتا ہوں میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں ❤️ حضرت علامہ ڈاکٹر محمد اقبال رَحْمَةُ اَللهِ عَلَيْہ ❤️
@allarakhushaikh79
@allarakhushaikh79 4 года назад
Kitna behtarin kalam hai bar bar sunneko ji chahtahai masha Allah
@fazlurrahman5554
@fazlurrahman5554 4 года назад
Allama ke elhami ashkia kalam jo ishqe haqiqi se labrez hai aur ishq ki ahmiyat ko ayan karta hai. Rahat saheb ne is elhami kalam ko aawaz dekar isme ruh baksh di. Tarif aur satayish se lab mazoor hai Ye kalam dil ki ameeq gaharayi ko chuta hai
@ahamedbasha6303
@ahamedbasha6303 4 года назад
How beautifully expressing the lovely feelings in the song.
@bilaljuttbilaljutt1601
@bilaljuttbilaljutt1601 2 года назад
Beauyiflly expressng the lovely feeling my heart and soul
@muskaan.khan.07
@muskaan.khan.07 2 года назад
یہ جنت مبارک ریے زاہدوں کو🤲🤲 کہ میں آپ لا سامنا چاہتا ہوں😌🙃 ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔💯💯 میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں🥀🥀
@kausarjamila6106
@kausarjamila6106 6 лет назад
Wonderfull.Iqbal ka iqbal buland.
@mdisrail7612
@mdisrail7612 9 месяцев назад
"Khudi ko kar buland itna, Ki har taqdeer se pehle, Khuda khud bande se kahe, apna 'shiqwa' bhi keh le'". (Md. Israil Arbi)
@amiranmol3585
@amiranmol3585 Год назад
میرے سیدھے سادے مزاج کو کیا خبر عشق ھوجانے۔ کی غالب تیری اک تبسم ناز نے میرے سارے ذوق بدل ڈالے 🍁🖋️ مرزا غالب 🪶🍁۔ 🍁 جوگی بادشاہ 🪶🖋️🍁
@raziahmad1130
@raziahmad1130 3 месяца назад
Legend choice this type of gazal ❤❤❤❤❤
@sajjadfareed6893
@sajjadfareed6893 5 лет назад
تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں Kamal......what a wish
@patgohil
@patgohil 4 года назад
0000000000a I 0and my 0year I 00
@bilaljuttbilaljutt1601
@bilaljuttbilaljutt1601 2 года назад
Rehat ali khan ne kamal ker diya kalame iqbal pert ke
@basictricks9156
@basictricks9156 3 месяца назад
کتنی خوش نصیب اولاد ہے جو اپنے باپ کا لکھا ہوا کلام دنیا کے سامنے سن رہی ہے جسٹس جاوید اقبال مرحوم کو اللہ اپنی جوار رحمت میں جگہ دے آمین🤲🏻
@santoshsabharwal9029
@santoshsabharwal9029 2 года назад
❤🎉😢😮thanks in appreciation of presentation🎉thanks inspirational for the golden presentation thanks
@Truthseeker2609
@Truthseeker2609 4 года назад
Well communal poet easy to describe. Never ever compare to ghalib sahab, ghalib was insanely genious.there is no comparison.
@shakilahmed9397
@shakilahmed9397 4 года назад
Agar parmatma ki talash hoti ko communal nahi likhte, seen your comments elsewhere too , didn't you notice that he was equally critical about sufi & mullahs, interesting that you end up listening along the way
@imtiyazgul3287
@imtiyazgul3287 2 года назад
There is indeed no comparison between allama and galib, Because in galib's poetry there is nothing but disappointment, While in allama Iqbal's poetry there is only hope.
@daydreaming2890
@daydreaming2890 Год назад
Allama is great philosopher ever born . To understand him you need to take 7 born
@andaazesukhan7872
@andaazesukhan7872 2 года назад
bhari bazm ma raaz ki bat keh di.. bara be adab hn saza chahta hon..these lines took me so deep and and this is the punch line for me that hit my heart so deeply..
@umairu4977
@umairu4977 3 года назад
Asraar version is on next level
@sharaqafzaal1546
@sharaqafzaal1546 6 лет назад
Living Legend Rahat
@danishkashif307
@danishkashif307 5 лет назад
Wah allama sb Allah aap ki qabar per lakhon rahmaten nazal kare
@sheikhashiqashiq1823
@sheikhashiqashiq1823 4 года назад
Danish Kashif aameen Suma aameen
@samirarabehi8792
@samirarabehi8792 Год назад
موسيقى و أداء ساحر اكثر من روعة .
@sudarshangoswami2676
@sudarshangoswami2676 4 года назад
Ustad nusrat fateh Ali khan blessings in his voice
@ChShoaibAhmedTV
@ChShoaibAhmedTV 4 месяца назад
کمال انتخاب ❤
@nazirbhat9210
@nazirbhat9210 8 месяцев назад
Great of rahat fateh ali khan.. Mesmerising..
@themns120
@themns120 7 лет назад
Marvelous thoughts by Iqbal and unparalleled performance by Rahat.
@zahidhassan2007
@zahidhassan2007 7 лет назад
Zabardast
@gk_perspective1713
@gk_perspective1713 6 лет назад
N Syed yes. It seems as Iqbal Ji’s soul has transcended into Rahat Ji during this song.
@enganeeskhan8470
@enganeeskhan8470 6 лет назад
I am a pushtoon..i like iqbal because he always spoke of all muslims neither of a single community...iqbal thoughts were collectively...
@iampakistani4092
@iampakistani4092 3 года назад
Urdu translation???
@aali87
@aali87 7 лет назад
Yeh jannat mubarik rahe zahidon ko Ke me aap ka saamna chahta hu...
@muhammadshakeel5295
@muhammadshakeel5295 6 лет назад
Very.nice.........s
@arifraza9389
@arifraza9389 4 года назад
یہ جنت مبارک رہے زاہدوں کو میں آپ کا سامنا چاہتا ہوں
@mujahidulislam3917
@mujahidulislam3917 Год назад
A genius watching a genius Ghulam ali watching rahat fateh ali Great
@ruksanalehri3840
@ruksanalehri3840 3 года назад
Ishq hai Khuda ka Naam🕋❤️🌟🤲💎