Utna time nahi leta hai. Jis design ko trace kar rahe ho wo complicated design hoga sayad. Ya fir aaka pc me RAM kam hai. Ya fir aap purana version use kar rahe ho. Bahut sara kaaran ho sakta hai.
@@oldrahul program ko agar backend me jyada processing karna padega to jyada time bhi legaga. But itna time nhi lagta chahiye jitna aapke condition me lag raha hai. Aap alag alag imagee try kar lo. Tracing ke waqt details kam rakhna .. dekho agar koi fark padta hai to.