Baby aap single main hun na aapke sath aap aise single single mat bola kariye ki pata nahin kab meri shaadi hogi Delhi mein rahtey hai na kyunki main bhi Delhi mein hi rahti agar aap kahin aur rahte honge to bataiye main vahi Aakar aapse shaadi kar lungi pore jab aap apni patni ke sath apni video dikhaiye to pahle to main so gai thi ki main aapse itna pyar Karti hun dusri ladki se shaadi kar raha hai bahut Rona aaya FIR aapane bataya ki shaadi kar lete hain na bataiye ham log kab shaadi karenge❤❤❤❤❤