सर जी मेरे पास 400 वाट का amplifier बोर्ड है,,जिसमे 4pcs,,1943,,,और 4 pcs,5200,,ट्रांज़िस्टर लगे हुए है और ड्राइवर सेक्शन में BD140,,,औऱ BD 139,,ट्रांज़िस्टर लगे हुए है,,उस बोर्ड को 60,0,60,,DC, से चलाने के लिए क्या क्या चेंज करना पड़ेगा?
2sc5200 China manufacture karta hai ttc5200 Japan ka Toshiba manufacture karta hai Pehle naam sirf c5200 hota tha lekin China bhi copy karke c5200 banane lagi uske baad Toshiba ne naam badal Diya aur ttc par apna copyright kar liya tabse 2sc Chinese hai aur ttc original Bro pehle research karke tab video banaya Karo genuine jaankari Diya Karo
2sc 5200 अभी बंद नहीं हुआ है बात क्या है की किसी एंगले कँगले के लिए उपलब्ध नहीं है हा जिसे हजार ya 2 हजार की पेकिजिंग chaye mil सकते है आज भी toshiba बना रही है लगातार और हा जो ओरिजिनल है उसपे बार cod आप रहा है पेकिट पर स्केन करके नंबर चेक किया जाता है अगर मैच कर गया कंपनी से to ओरिजिनल है नहीं किया to लोकल है 👍🏻ok
😂😂 licence bandh kar diya hain bhai japan ka, kaha ho app kaun si duniya main ho guru, jis bhi 2sc transistor main japan likha wo sare fake kiuki abb ye china main banta hain, abb japan sirf ttc banta hain isiliye ttc ka original market main issiliye mill jata hain .
Ttc toshiba ka self made product he aur 2sc 2sa generic brand name jo koi bhi use kar sakta he par wo bhi original he par cdil proper Indian brand he jo original he aur best he