Main type kiya bahut Achcha hai thank you dada.. Aapka Hath Mein Jo dusra wala LED tha O use Kiya Maine but ek problem..hai bike Jab start kar raha hun indicator bahut jaldi jaldi blink kar raha hai ❤️aur jab start Mein Nahin Hai tab thoda slow blink kar raha hai yah kya problem ho raha hai aap batao???Na thik thak hai bolo?