Hloo sir level kesayga paper kaa plz Btaye .sir kitnaaa question ayege total .sir. ..salary kitniih total esicc Mai ...approx. Starting ...❤❤❤❤❤plzz btayee ..
aapka question bahut VALID hai... jaha tak hum samjhte hain, aapko rankwise OPTION milna chahiye... LEKIN ek doubt bhi hai... ESIC me TRANSFER POLICY ko lekar, issliye aapse bina puchhe kahi bhi DEPLOY kiya ja sakta hai...
🙏🙏🙏🙏 सर सादर प्रणाम आपकी जानकारी अत्यंत महत्वपूर्ण है उत्तर प्रदेश स्टाफ नर्स मुख्य परीक्षा से संबंधित भी कोई वीडियो बनाकर डालें पेपर कब होगा पेपर का पैटर्न क्या होगा पेपर में किस प्रकार के प्रश्न आएंगे तथा कैसे हम अच्छे से अच्छे प्रकार से मुख्य परीक्षा दे सकते हैं अति शीघ्र वीडियो बनाकर डालें त्रिभुवन शर्मा
sir, humne nahi bola ki CHO, Rajasthan ka exam RPSC ne liya hai... humne kaha hai ki RAS ka exam jo RPSC leti hai, uss pattern par NHM and CHO ka paper aaya hai... please see again
Sir ek cheej h jisse cutoff pr farak pad sakta h Kyuki Jo log other states AIIMS ya central hospital m kaam kr rahe h woh apne ghr k pass aana chahte h ? Aap apna suggestion dijiye kuch?
aapne candidates ke number wise sahi PICK kiya hai BUT innke exam me appear hone se MERIT par koi EFFECT nahi hoga... KYUKI jo achchi knowledge rakhte hain, already ghar ke paas hain...
ohhh... hum bhi yahi soch rahe the... LEKIN... Fact check kiya to TRUE nikla... agar 310311 applications ki NEWS fake hai to phir yeh bhi NOTE kijiye ki ESIC ki koi vacancy aayi hi nahi hai...
1. Low fees 2. Easy questions 3. Less tough 4. Reservation Iye sab hain reason mere kheal se kiuki jin logo ko vital signs ka normal value nehi pata wo esic ke liye apply kiya hain ... & That's all