Baba g ap ki baat 100% hai manai ap k videos deakh deakh k 11 bajai sai 3 bajai tak kabooter pohnchai koyi manai ya na manai mai apna bolta hu mai ap ki har ek baat sai agree karta hu
Baba ji ham ne aapse bahut sikha hai... Aager aaj mere ghar me 30 baby nilege.. 24 baby 2no bhai jaa 2no bhane nikalte hai.. Ye bas aapse sikha hai.. Jora lagana
Baba sikander mila hai plz 1 mulaqat jab ap log bolo tab hi ma faisalabad city new shoqeen plz plz🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ustad ji 13 hazari asal kabootar ke sath apne Jo Jo madine jora diye hain ! Un madio ka sokh karaie ji me pichle 3 sall se Jann na cah ta hu ??? Mere pass bhi same male hain par alag nasal ka ?? 3 nasal ke kabootar joker hain apse sikha hain ... Parr harr nasal ke kabootar ka ankh same nehi hota he ! Ish liye ap agar sokh karate to acha hota , plz ustad ji , ap kyaase he ?
Baba jii agar kabutar k point pure hona sahi h toh phir ustado k kabutar 100 se 100 kyu nhi urtey 100 me 50 kabutar hi kyu urtey hain kuch kabutar thappey hotey hain kuch kabutar gir jate hain 100 main 50 kabutar hi aise hote hain jo acha time dete hain aisa kyu h ustad k toh sare kabutar hi udna chahiye blood line bhot bada aitiyar h...apne dekha h cheel b baaz ki tarha h lekin wo kabutar nhi pakad ti baaz kabutar pakadta h kyu k uskey khoon main h shikar karna🥰🥰