Hello... Mujhe aapse saligram ke bare kuch jankari lena tha... Saligram ko niyamit rup se puja nahin kar pate hein..kuch din bina puja ke rakh li maine.. Kripaye kar ke bataiye kya mandir mein rakh dena sahi rahega? Agar han to kartik mahine ke baad kis din de sakte hein..or mandir main rakhne se pehle unka ghar mein puja karein ya nahin.. Meri grandmother ki death hogayi hai ...1saal v nahin huya hai ..kya iss samay saligram mandir mein rakh sakte hein ya nahin Kindly reply!🙏🏻