Тёмный

Water In Boot Space  

Technical Gyan
Подписаться 441 тыс.
Просмотров 142 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

29 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 53   
@paramjeetsingh8746
@paramjeetsingh8746 2 года назад
Sir ji TECHNICAL KI SPELLING GALAT H,
@akshaydeshpande510
@akshaydeshpande510 Год назад
Fir sahi spelling kya hai
@akshaydeshpande510
@akshaydeshpande510 Год назад
Fir sahi spelling kya hai
@arunalex7580
@arunalex7580 Год назад
Technical
@pramodj2823
@pramodj2823 Год назад
👍👍👌
@JOSTON-rn5xc
@JOSTON-rn5xc 11 месяцев назад
No ur wrong not from the light it comes from below the Stepney whr thr is a rubber whole vch u hv to check first
@Explore_unseen_india
@Explore_unseen_india 2 года назад
Not open tail lamp other solution
@jitenderbishnoi163
@jitenderbishnoi163 2 года назад
Sir plate par TECHNICAL GYAN ki jagah par TFCHNICAL GYAN likh rakha hai.... kya iss naam se ek or channel bna liya kya...?
@vijaykanojia2995
@vijaykanojia2995 Месяц назад
Sir wagon r ki drive side floor per barish me paani aa raha hai plz suggest kre
@007cvsr3
@007cvsr3 2 года назад
Rubber grommet
@Akshay_Bhavekar
@Akshay_Bhavekar 2 года назад
Sir 5-6 din pehle meri car mai bhi boot me pani jam raha tha maine 2 bar Stepney jack bahar nikalke wo area saaf kiya....lekin fir bhi pani jamne laga tha..... aapne ye remedy pehli bhi batayi thi ki taillamp ke rubber se pani aa sakta hai .....maine meri taillamp May month me kholke uske picheke area ko saaf kiya tha laga shayd pani aane ka reason wahi ho!!! Lekin maine taillamp kholi to dono side ki rubbers thikse intact thi...... matlab meri case me taillamp se pani nhi aa rha tha ........maine abhi 3 din pehle rear door me dono side andar ki taraf jo rubber cubes lage huye lagte hai jisase door aur body me gap adjust kar sakte uski height kam kari hai kyuki mujhe lag raha ki maine wo rubber cubes naye dale hai to shayad door aur boot rubber strip me gap ban raha hui shayad usi vajah se pani andar aa raha hai!!! Yaha barish nhi ho rahi hai jyada 2-3 din se abhi kuch keh nhi sakte ki maine jo adjustment ki hai wo safal hai nhi!!
@automobiletech4885
@automobiletech4885 2 года назад
itna easy nahi hai
@TheGoti123
@TheGoti123 2 года назад
Aap k liye ek dialogue yaad aa gya Tushi great ho.. Keep it up.
@apkaapnamanmeet4072
@apkaapnamanmeet4072 2 года назад
Ap jo no. Plate lgate ho usme tfnical gyan kyu likha rehta hai?
@muhammadshiraz9946
@muhammadshiraz9946 Год назад
सर मेरे पास हुंडई i 10 है बरसात के मौसम में उसकी रूफ में पानी जमा हो जाता है और वो इंटरनल लाइट जो door se कनेक्ट होती उससे गिरता है इसका सोल्यूशन क्या है जो रूफ में पानी जमा न हो
@royaltoxicyt8931
@royaltoxicyt8931 2 года назад
Yaar kabhi kabhi confusion hota hai ke Google hamari baat to nahi sun raha hota hai chupke chupke kyoki 2 din pehle hi ye incident mere sath hua hai mere bootspace me pani Jana tha me soch raha tha washing krne ke karan pani chala gaya hai or dekho aaj is se related ek video dikh Gaya ke kyo pani jama hai or kese it's unexpected.
@faizanshaikh2044
@faizanshaikh2044 2 года назад
Tfchnical gyan 🤣🤣🤣🤣🤣
@AtulSharma-tw1eg
@AtulSharma-tw1eg 2 года назад
Sir barsaat me car ki care kaise kare rusting se per video banaye
@Akshay_Bhavekar
@Akshay_Bhavekar 2 года назад
Sir ka Car Gyan channel pe dekho sir ne iske regarding short bhi banayi hai
@AtulSharma-tw1eg
@AtulSharma-tw1eg 2 года назад
@@Akshay_Bhavekar aap ko pata hai to batana kon se date per aye hai video mujhe mili nahi
@Akshay_Bhavekar
@Akshay_Bhavekar 2 года назад
@@AtulSharma-tw1eg Car Gyan Channel pe 3rd and 4th number ki short hai wo dono dekh lena usme especially underbody cleaning ke bare bataya hai ......dono hi shorts 1 month pehle post ki gayi hai
@krazyzindgi
@krazyzindgi Год назад
Technical spelling mistake on number plate😊
@pradeepkumarsharma702
@pradeepkumarsharma702 2 года назад
Meri car wagour 2018 model h uski boot space m he spot m pani leakage ho kr k gir ta h uske uper hard form mating h use m pani nhi aata or boot space k chotte point pr he pani rhata kha se aata h pta nhi
@MrRoshu
@MrRoshu 2 года назад
Sir Wagonr me right side ke cabin me pani aata he, Plz tell me reason 🙏
@devnikhil2324
@devnikhil2324 Год назад
Jo old subscribers hai unha ye pta hai 😄
@Sagarchauhanhalduchaur
@Sagarchauhanhalduchaur 2 года назад
Sir apke technical me e ki jagah f likha hai isko e kar dijiye
@pradipnayak3216
@pradipnayak3216 2 года назад
Sir jee.. pehle back door beeding check Karo.
@arghyadeepsadhu2153
@arghyadeepsadhu2153 2 года назад
Bhai agar gari neutral par start hai to clutch ke sath accelator daba diya to koi nuksan hoga kya
@gaadi_wala_billa_
@gaadi_wala_billa_ 2 года назад
Is liye hi toh boot ko litres me measure karte hain
@manojhoro1714
@manojhoro1714 2 года назад
Sir ap jo bole wo reflector me. Fog ya dhul na jame uske liye rubber use hota.. Boot space me pani ane ka karan hota taillight k sides me rubber ki lining hota h wo dhila hota h.. Ya fir kaam krane pe nikal jata h ya proper tight seal ny kia jata
@princevlog8891
@princevlog8891 2 года назад
Hellonnn frendssss nice 😊
@narayanbhose2364
@narayanbhose2364 2 года назад
👌👌 एकदम मस्त, मेरे beat मे यही शिकायत थी | Solve ho गया
@aakashv5268
@aakashv5268 2 года назад
Iss khatara maruti sasti gaadi mai Pani aata hai....honda city mai toh nahi aata hai meri
@njoy51
@njoy51 2 года назад
Har gadi me hota hai jaise jaise purani hogi
@anmolsharmavlogs05
@anmolsharmavlogs05 2 года назад
Sir car ki Headlight me fog aane ki problem pr video bnaiye plzz
@papa2091
@papa2091 2 года назад
Dust cap yaa to thik se nhi lge h yaa firr missing h
@chaitanyapathak7797
@chaitanyapathak7797 Год назад
Jaguar se sidha wagon r me
@AniketPawar096
@AniketPawar096 2 года назад
Iske sath rubber beeding bhi check kariye. Vo bhi kharab ho gayi hogi to bhi pani andar jata hai.
@Akshay_Bhavekar
@Akshay_Bhavekar 2 года назад
Yes 💯
@farminglife6741
@farminglife6741 2 года назад
Sir meri gadi m wash karne pr pani ghus jata h siting space ke niche or barish hone pr bhi , plz ek video bnao
@njoy51
@njoy51 2 года назад
Check door rubber seals
@udaypremji
@udaypremji 2 года назад
Mere paas kuv 100 hai, last year aapne bataya too maine tail light kholkar check kiya rubber boot ok hai, too aur kya vajah se pani ata hai voh bataye 🙏🏻
@jethalalgada1791
@jethalalgada1791 2 года назад
Dikky seal rubber check kar lijiye waha se bhi leak hota h meri car me hua tha
@udaypremji
@udaypremji 2 года назад
@@jethalalgada1791 ok, that to I have checked sir, 🙏🏻
@showstopper270188
@showstopper270188 2 года назад
Number plate mein spelling mistake hai
@sagarrohilla5252
@sagarrohilla5252 2 года назад
Jo kaam ki baat hai vo to sunn le bsdkkk Number plate me spelling mistake hai Ye use pta hai
@abdulmalekrayhanxeno9538
@abdulmalekrayhanxeno9538 2 года назад
Idiot
@govimdspooja5804
@govimdspooja5804 2 года назад
So super 👌
@gj03musafir
@gj03musafir 2 года назад
Same problem in my car But i got it🙏
@nkankit3347
@nkankit3347 2 года назад
Number plate mei spelling galat hei
@Akshay_Bhavekar
@Akshay_Bhavekar 2 года назад
Ye to sir ki ek "Ninja Technique" hai....sir ne bataye huye knowledge ki taraf hum kitna dhyan dete hai isliye wo spelling galat likha hai 😂 jo bhi wo spelling wali mistake batayega uska ''sir jo knowledge bata rahe hai'' uspe dhyan nhi hai ye pata chalta hai is ninja technique ki vajah se 😂😂😂 joking😛
@TechnicalGyan1919
@TechnicalGyan1919 2 года назад
Ab aap samajh gaye to fir next video me aapko sahi milegi 😊
@Akshay_Bhavekar
@Akshay_Bhavekar 2 года назад
@@TechnicalGyan1919 Sir mujhe wo plate "Technical" hi dikhati hai 😄✌️
Далее
How To Fix Windshield Water Leaks
5:55
Просмотров 89 тыс.