महिषासुर का वध सतयुग में किया अलग अलग रूपों में और त्रेता युग में श्री राम जी ने इन्ही 9 दिन मां के अलग अलग रूपों की पूजा की जिससे वो युद्ध में मां शक्ति और आशीर्वाद लेके नवरात्रों की महत्ता को बता सके की भगवान भी माता की सकती के बिना युद्ध में विजय प्राप्त नही कर सकते। ❤❤❤
Narka sur ne maa lxmi ka haran kiya tha tb maa parvati ne maa kamakhya ka roop dharan kiya narka sur ka vadh kiya aur maa laxmi aur bhi bahut striyon ko mukt kraya phir maa parvati jb kailash louti toh unke swagat me kartikey and Ganesh aur sabhi ne deep jalaye real katha yahi h dear deewali ki raat bohot Kaali raat hoti h so negative energies high hoti h ye bhi ek karan h deep jalane ka and laxmi ji narka sur se mukt Hui isliye iss din unki Pooja ki jaati h Ganesh ji ke sath because Ganesh ji subhta pradan krte h and deewali ki raat asubh shaktiya high hoti h that's why hm laxmi ganesh ki pooja krte h Listen ram ji ke wapas aane pr deep jalaya gya tha dwaparyug me but deepavali satyug se hi manayi jaati h Actually kuch bure pandit the jo prajapati Daksh ke santan or vansaj the and Mahadev ke avtar veerbhadra ne Daksh ka sr kaata tha isiliye in kuch brahmano ne dharmik grantho se chhed chhad ki thi kyuki yeh Shivshakti se jalte the but ab satyug aane vaala h so saare satya se parda hatega and satya sabke samne aayega
Mata Di Mata Ji aapane perfect bola yah log Jante hi Nahin Hai sach mein Naam Dene Ki Navratri hi yahi hai ki yuddh Chala aur Mahishasur madini ka vadh Karke Mata ka naam Mahishasur Vardhini Pada mardani Kyunki dasvan dashara Hota Hai asuron Ko mata ne Singar Kiya hota hai aur dashara Vijay pane ke liye