Тёмный

Why We LEFT PAKISTAN 🇵🇰? 5 Reasons | Emotional Story 😭 Life Update | BaBa Fun RRC | Ramish Ch Vlogs 

BaBa Fun RRC
Подписаться 231 тыс.
Просмотров 397 тыс.
50% 1

🚀 Experience the joy of trading on Binomo and earn up to 17000 PKR per day: binomo.click/babafunrrc3
👉Transparent trading, fast deposits and withdrawals, unlimited demo account and more!
🔥 Get a 50% bonus on your deposit with my promo code BABAFUN
With care from Binomo: your capital may be at risk 🙌
-----_----------_---------_-----------_------
Why We Leave PAKISTAN 🇵🇰? 5 Reasons | Emotional Story 😭 Life Update | BaBa Fun RRC | Ramish Ch Vlogs
Follow me on Instagram-
@ramishrizwanch
/ ramishrizwanch
Facebook : @ramishrizwanch
/ chramishrizwan
Tiktok: @ramishrizwanch
www.tiktok.com/@ramishrizwanc...
Snapchat : ramishch99
www.snapchat.com/add/ramishch...
Instagram : @salaar.ramish
/ salaar.ramish
For Business Inquiries
⬇⬇⬇⬇⬇⬇
babafoodrrcbusiness@gmail.com
I hope you enjoyed this video
hit like.
And do subscribe to my channel
Thank you so much for watching
God bless you all.
lots of ❤️
My Vlogging setup-
Iphone 12pro max
Mini Tripod

Опубликовано:

 

1 фев 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 1,6 тыс.   
@BaBaFunRRC
@BaBaFunRRC 6 месяцев назад
🚀 Experience the joy of trading on Binomo and earn up to 17000 PKR per day: binomo.click/babafunrrc3 👉Transparent trading, fast deposits and withdrawals, unlimited demo account and more! 🔥 Get a 50% bonus on your deposit with my promo code BABAFUN With care from Binomo: your capital may be at risk 🙌
@ertgrulghaziclipsandstatus1307
@ertgrulghaziclipsandstatus1307 6 месяцев назад
sis apki English Language boooht achi ha
@zeeshanali-eg3ek
@zeeshanali-eg3ek 6 месяцев назад
Yeh to jua hai kya karre ho aap
@Ssssg4
@Ssssg4 6 месяцев назад
Bhai house wife kesy kary binomo
@samiachaudhry4360
@samiachaudhry4360 6 месяцев назад
Bhai mane first dipozit 3000 ka kiya ha binomo ma but wo real account nahi chal raha
@Infobysabah
@Infobysabah 6 месяцев назад
Aap logon ka pas pasa aa gia hay mager aap log boht selfish hen ur khten hen na choty pandy Pakistan ko Bora khnay wally logon ko waky he apny deas ma rhny ka koi haq hay rho bahir 3rd class ban ka
@NoorAl-QuranStudio
@NoorAl-QuranStudio 6 месяцев назад
لکھتے لکھتے قلم ختم ہو جائے گی لیکن میرے پیارے رسول جناب محمد الرسول اللہ صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی تعریف کبھی بھی ختم نہیں ہو گی
@Kashif-js5lg
@Kashif-js5lg 6 месяцев назад
SubhanALLAH SubhanALLAH SubhanALLAH SubhanALLAH beshak
@WahibBabar
@WahibBabar 6 месяцев назад
Sbhan Allah
@abidaahsan2760
@abidaahsan2760 6 месяцев назад
SubhanAllah
@kiefali3769
@kiefali3769 6 месяцев назад
سبحان الله بے شک
@umermazherinfo2739
@umermazherinfo2739 6 месяцев назад
Boht acha kia hy bhi good
@kamrangali5751
@kamrangali5751 6 месяцев назад
بھائی یہ دنیا ایسی ہے اس کے پیچھے جتنا مرضی بھاگو یہ اگے بھاگے گی اس لئے ہمیں ہمیں دین کو ترجیح دینی چاہیے اور اللہ تعالی ہماری اخرت
@fatima.aliyan
@fatima.aliyan 5 месяцев назад
Beshak ✨⭐
@gorgeous85uuifcgdkxyecb68
@gorgeous85uuifcgdkxyecb68 5 месяцев назад
Bhtreen baat ki hai
@raheelaakhtar1732
@raheelaakhtar1732 5 месяцев назад
دین نے یہ کب کہا ہے کہ دنیاچھوڑ دو اور صرف نماز روزہ عبادت پکڑ لو تارک دنیا سختی سے منع ہے
@inspirationaldrift4176
@inspirationaldrift4176 5 месяцев назад
​​@@raheelaakhtar1732 دین نے یہ کب کہا ہے کہ، ہر وقت ہر لمحہ ساری پلاننگ، ساری طاقت، اپنے ارادے اور مقاصد صرف دنیا پانے میں ہی لگا دو؟ جب اللہ نے آپکی ساری دنیاوی ٹینشنز، ضروریات اور مقاصد پورے کر دیئے تو بجائے پھر سے صرف دنیا ہی حاصل کرنے کے آپ اپنا اس دنیا میں آنے کا مقصد کیوں نہیں پورا کرتے؟ آپ اللہ کے نظام کے نفاذ، اور اللہ کے دین کے لیے جب جدوجہد کریں گے تو آپ کے پاس فضول ٹائم ویسے ہی نہیں بچے گا۔ آپ اپنے آپ کو سست، نااہل، بے مقصد اور ناکارہ محسوس نہیں کریں گے۔ ایک ایک چیز، دولت اور جو وقت اپنے اس دنیا میں گزارا ہے اسکا سوال ہونا ہے۔ جب دنیا مل ہی گئی ہے تو اب دین کا مقصد یعنی مقصد عظیم حاصل کرنے میں جدوجہد کی جائے۔ بجائے اسکے کہ دنیا مل جانے کے بعد پھر سے نئے سرے سے دوبارہ دنیا ہی کمائی جائے۔ افسوس کی بات تو یہ ہے کہ جب دین کو وقت دینے کی بات ہوتی ہے ہمیں دنیا یاد آ جاتی ہے، لیکن جب دنیا کی بات ہو تو اکثر یہ سننے کو نہیں ملتا کہ کیا اب دنیا کو ہی ٹائم دیتے رہیں، مزے ہی کرتے رہیں۔
@Hg-gameing288
@Hg-gameing288 5 месяцев назад
G bikul
@Havvakibeti
@Havvakibeti 5 месяцев назад
Shuru shuru main ye neat, green and clean countries bohot appeal karti hain. Baadal aur baarish haseen lagte hain. Lekin kuch waqt guzar jane ke baad ehsaas hota he ke roz roz ke baadal aur baarishain kitni depressing hain. Phir kuch dair baad ehsaas hota he ke yahan kitni tanhai, udaasi aur veerani he. Sabzion aur phalon main apne watan jesa zaiqa he nahi milta. Phir pata chalta he ke in countries ke restaurants main jo khana milta he, uss main bhi Pakistani khanon jesi lazzat nahi hoti. Intehai expensive hone ke bawajood, khanon ka wo meyar wo zaiqa he nahi milta. Jab insaan apni jawani main, in countries main kuch khaab basaye hijrat karta he, tab shuru shuru main bohot optimistic hota he, usay lagta he bas kuch he arse ki baat he, phir main bohot taraqqi kar loon ga, pese zyada kama loon ga, phir nationality milne ke baad jab dil chahe ga apne watan aaun ga jaaun ga, aur walidain ko ya behen bhaion ko bhi bulwaun ga. Lekin permanent residency se nationality milne tak ke safar main bohot kuch tabdeel ho jata he. Is arse main aap apne ghar walon ke liye ek madham si yaad ban kar reh jate hain jo sirf phone ya message par taaza hoti he. Out of sight, out of mind wala hisaab hota he. Aap ke apne walidain ke ghar main aap ki wo jaga nahi rehti jo aap kabhi chor kar aaye thay. Aap ke walidain aur behen bhaion ke dilon main bhi kisi had tak aap ka wo maqaam baki nahi rehta. Aap ka rishta apne ghar walon se, bari had tak, un ki zaruriayaat tak mehdood ho jata he. Maslan, behen ki shadi ke liye kharcha, bhai ki shadi ke liye kharcha, surgery, bijli ka bill, mausam ke suit, motor cycle, gari aur najane kya kya. Yeh experience khaas tor par middle aur upper middle class logon ke liye hota he. Aur jin ke ghar wale ameer hote hain un ke aur tarha ke kharche hote hain. Aur wo bhi aksar yehi chah rahe hote hain ke baahir jane wala bhai ya behen un ke ya ghar ke kisi bhi muamle main dakhal andaazi na kare. Aur jo young families zyada taraqqi karne ke chakkar main in jesi countries main aati hain aur jab un ke bache hote hain aur jab wo yahan ke education system main enter hote hain, phir wo ek na khatam hone wala cycle hota he. Jab tak aulaad university graduate kar ke further post graduate karti he tab tak un ka mindset, completely change ho jata he. Wo bache kabhi bhi Pakistan ja kar settle nahi ho sakte, kunke un main wo street smartness nahi hoti ke wo wahan ja kar koi business kar sakain ya settelle ho sakain. Lekin dusri janib, waqt ke saath saath wo young couple, jo kabhi taraqqi karne ka khaab basaye in jesi countires main migrate ho kar aaya tha, usay ye ehsaas hota he ke is taweel arse main uss ne bohot kuch kho diya. Maslan, walidain (dono, ya dono main se kisi ek) ki wafaat, couzin aur best friend ki shadi, Eid, Saalgirah waghera waghera. Han, kuch log in events ko attend karne ke liye bar waqt pohonch bhi jate hain. Lekin aksariyat nahi ja paate, aur uss ki bohot si reasons hain, jese ke, bachon ke exams, funds ki kami, permanent residence ya kisi aur paper work ka intezar, annual leave ki unavailability. Ya aksar log, in countires main, apna zaati ghar ( mortgage per ) lene ke chakkaron main hote hain, jis ki waja se un ki aamadni ka bara hissa ghar khareedne ke ke liye deposit jama karne ke liye save ho raha hota he. Aur bhi beshumar wajuhaat hain. Western countries ki nisbat, middle eastern countires se apne watan jana abhi bhi nisbatan aasaan hota he, kunke distance itna zyada nahi hota aur tickets bhi relatively affordable hoti hain. Bahar haal, baat itni si he ke, apne watan jesa koi watan nahi. Aur watan jesi zindagi kahin aur nahi. In mulkon ki zindagian bas door se achi lagti hain, yahan zindagi bohot mushkil he. Har kaam, ghar ka ho ya bahir ka, aap ko khud he karna parta he. Shayed ye comment kisi ko faisla lene main madadgaar saabit ho. Agar insaan ke paas pesa he tou in countries main sirf ghoomne phirne ki had tak aaye. Aur zindagi apne watan main, apnon ke saath, apne waalidain behen bhaion ke saath he guzare. Agar ghar walon se disagreement he tou koi baat nahi, sepearte reh lain, lekin phir bhi ek dusre ki khushi ghami main kam az kam shaamil tou ho sakain ge. Tou phir, baahir rehne waale jab itni mushkilaat ka shikar hote hain tou wo apne watan waapis kun nahi chale jate, rona kun rote rehte hain ? Kunke, majority logon ke resources, pesay, baahir he lage huwe hote hain aur wo sab wind up karna bohot mushkil hota he. Ye masla hal ho bhi jaye, tou bache apne waalidain ke watan jaane per raza mand nahi hote aur unn ka is main kasoor bhi nahi hota. Kunke wo usi zindagi ke aadi ho jate hain. Albatta, Kuch examples dekhi gai hain jahan husband and wife dono ko jese he is baat ka shaoor ho jata he wo sab kuch wind up kar ke waapis apne watan chale jate hain. Lekin ye har ek ke bass ki baat nahi hoti. Na he kisi ke pass itne funds avaialable hote hain ke wo waapis ja kar ghar bhi le lain, business bhi set kar lain etc etc.
@Forescity
@Forescity 5 месяцев назад
👌👌👌
@soniaqureshi8469
@soniaqureshi8469 5 месяцев назад
Sari baaten thik Magar yeh bahar rehney waley bhi ,na bahar mulk ke rehtey hain na hi apney mulk ke ,wapas chaley kayen bhi ,tou apni adaat bhi itni badal jati hain ke apnay mulk main bhi dam ghut ta hai ,wahan ke har cheez se uljhan si honey lagti hai ,Na yahan ke rahtey hain na wahan ke 😢
@sadbun4615
@sadbun4615 5 месяцев назад
Agree
@saimausman4114
@saimausman4114 5 месяцев назад
Havvaki beti thora chota comment dalo Pura ka pura Essay like dia 😅😅
@humamazhar6398
@humamazhar6398 5 месяцев назад
Wo mohawra tu suna hoga k ""Dhobi ka kutta na Ghar ka na ghaat ka""
@syedanusrat27
@syedanusrat27 6 месяцев назад
Kitna future banayoge duniya fani hai
@Syedahmedrazaattari-uu4it
@Syedahmedrazaattari-uu4it 5 месяцев назад
bilkul such😢😢😢😢😢
@thebcde
@thebcde 5 месяцев назад
bhai phr aap apna sb kuch baich kr ghaeeebun may bantain aur khud jungle may rehna shuru krain ku k dunya faani hai.....jb khud kuch kar ni saktay life may tu bs yi kehna ota hai. deen may Dunya aur akhrat dono hain....baray o jao
@areejshams3253
@areejshams3253 4 месяца назад
50,000 ki tangdasti wali naukri se bohat behtar hai.
@haiderbhai88
@haiderbhai88 4 месяца назад
Naaa shukri ki ala masal h k apny ap ko tough time daina tha ... Apk pass agar pakistan nay itnaa kuch tha to ap yahan yateemo maskino k liyeh kuch karty apnay ap ko masrof b rakhty or dil may zameer nay sakoon b milta
@user-px9uc4nz2i
@user-px9uc4nz2i 6 месяцев назад
اصل بات یہ ہے کہ انسان کو جب اس کی اوقات سے بڑھ کے مل جاتا ہے تو وہ اپنے اپ میں نہیں رہتا ہے تمہارے ساتھ بھی یہی ہوا ہے پاکستان خراب ہے نارے بال میں گندگی بہت ہے کبھی سوچا ہے کہ اسی گندگی میں پل کے بڑے ہوئے ہو اسی پاکستان نے تمہیں نام دیا ہے پیسہ دیا ہے دنیا میں کہیں پہ بھی چلے جاؤ رہو گے غیر ملکی ہی پاکستان میں کتنی بھی کمزوریاں سہی مگر یہ ہماری شناخت ہے باہر رہ کے تم کبھی بھی انگریز نہیں بن سکتے پاکستان زندہ باد
@ab_syed
@ab_syed 5 месяцев назад
اور وہ فلسطینی ہیں جو اپنی بدترین حالت میں بھی اپنا وطن چھوڑنے کو تیار نہیں .
@shaistabilal8592
@shaistabilal8592 3 месяца назад
Allah unko apni hifz.o.aman MN rakhy aur apna rehm kry aameen
@zareenshah516
@zareenshah516 5 месяцев назад
Kittna kittna aor kittna. Islamabad m bhi Akellye Rahsakte thaye.. wahee Kamate Aor poriy Duniya Bhi Ghomte.. aor Maa BaBa to Sathe hote.. ❤❤❤❤❤❤❤❤
@user-wc8lz4kw7v
@user-wc8lz4kw7v 6 месяцев назад
Insan bohat naa shukria hay, Allah bohat ziyada b nawaaz day tou phir b aor aor ki huwas lagi rahti hay, Allah Ka shukar Ada Kia karain, Allah nay Kahan say Kahan ponchaya hay
@shahnazalvi7167
@shahnazalvi7167 6 месяцев назад
I agree..
@rehananaseem1026
@rehananaseem1026 6 месяцев назад
Sb theak hy in sub ko maintain krny k liye mehnat tu zarori hy laykin mama baba aur family aik sath rahin tub success hoti hy single person k liye kam krna mushkil hy jald se jald apney parents ko bulain judai na dalain ye sirf regret reh jatey hain apney parents ki duain lain unhain baray ghr ki kia zarort hy jub ap ka saath na ho parents tu mehman hotey hain plz think es se phlay k der ho gaye 😊
@shabbirzakir5361
@shabbirzakir5361 6 месяцев назад
Behen hum sub hi mehmaan hen sirf parents nahi
@MisbahAbeer01
@MisbahAbeer01 6 месяцев назад
Agreed 👍 inki AJ ki batein ajeeb hein Koi khas reason Nahi bataya wahan janay Ka Smog reason bta rahy bachy k liye mushkil tha Banda pochy Baki dunia Ka bachy wahan Nahi rehty
@farzanauk6260
@farzanauk6260 6 месяцев назад
I agree
@banatefatima4323
@banatefatima4323 6 месяцев назад
باباجی کی حسین فیملی سلامت رہے
@Bluesparrow111
@Bluesparrow111 6 месяцев назад
Ameen
@HaniaKhan-we4lk
@HaniaKhan-we4lk 5 месяцев назад
Aameen 🤲
@humasyed8535
@humasyed8535 6 месяцев назад
Maa bapp sey zadea qeemty cheez duniya mai khuch nahi un ke duway dunuyia mai paa ley samjho duniya paa ley... 😢
@tamoorkhan920
@tamoorkhan920 6 месяцев назад
Bhai hum bhi Narowal ke hain ur is waqt South Africa me business kr rahy ha...Ur Apny Country se bohat Pyar karty ur Yaad krty ha...Families hamari pakistan me hain...Alhamdulillah yaha sari facilities ha lakin kabhi pakistan chorny ka nae socha...Ur ap ke Vlogs hum is liye dekhte thy kyun ke humy khushi hoti thi ke ap bhi Narowal se belong krte ha...Lakin ap ki Reasons sun kr bohat dukh hwa...Narowal Bohat acha city ha...agr gandagi ha to Towns bhi Bohat achy ha...Choice apni haisiyat ke hisab se hoti ha...is lehaz se to ap ke parents bhi Pakistan me ha agr ap ke liye pakistan ka environment acha nae tha to ap ke parents ke liye kese acha ha...ap ko unhy bhi phr sath le kr jana chahiye tha na...jis country ne ap ko itni izat di us ke bary me ap ko aesa nahi kehna chahye tha...ap ko apny country ko support karna chahye ...Very Disappointed
@wasiulhassan4110
@wasiulhassan4110 6 месяцев назад
Right 👍
@aliwali8949
@aliwali8949 6 месяцев назад
Aoa, ap NY bilkul thk kaha, ya wahi Pakistan, ha jis ko ya gandgi kah rahy, jb in ko, is Pakistan, Pakistano my inko pasand kr k yaha pohncha, AJ wahi Pakistan in ko gandgi lag raha, maaza, ALLAH, , khana nahi chahia, ap phly kud kia thy, k ab pasa any k bad ap ko gandgi laga, shame for, you, an sary Pakistan waly ap ko unsubscribe kar dy tu phr Sara New Zealand oar in k karachy afford k qabil nahi rahy gy
@MuhammadZaheer137
@MuhammadZaheer137 5 месяцев назад
Bhai Well Said. Ramish Jese log He hain Jinho Ne Pakistan ko Kharab Kiya hua Hai.
@ifrakitchenvlog
@ifrakitchenvlog 5 месяцев назад
Teak kah pr yah buht kuch horha ju ensan ko sakoon nahi de rahy pr hum Pakistani hy kushi sa sb kuch bardsht kar rhy hy
@Gulamsajid-zj6co
@Gulamsajid-zj6co 5 месяцев назад
La'anat Pakistan per bolny walon py.
@AmnaKhurram-xh2xx
@AmnaKhurram-xh2xx 6 месяцев назад
Ramish bhai kahan ap ny zero sy start kiya hai New Zealand aa kr zero sy krty to lg pta jata😂😂
@user-wv1wf7qo9n
@user-wv1wf7qo9n 6 месяцев назад
Agree Ghar gari SB easily lalye khana peena bh acha ha.jo new hoty hn unko BHT mushkalat k samna HOTA ha rent p hoty hn bhut time lgta ha settle honey MN...👍
@user-ew2tk3co5p
@user-ew2tk3co5p 6 месяцев назад
Phr ziyada feel huta comfort zoon chor kar Phr ziyada pata chlta wha k culture or new peoples ka Well its own decision Good luck
@Honeyvlogsofficial
@Honeyvlogsofficial 6 месяцев назад
😂😂😂😂zero agr yeh ha tuu socho asal zero kis ko khtay hain
@aasimbutt7582
@aasimbutt7582 6 месяцев назад
Khali haat atte to lg pta jta.ALLAH nazere bad se bachae.her cheez tray mein sagi mil gi.rul ke jan mar ke ache din kese aaye.koi hum se pouche.but bta nhi skte
@farzanashaikh2516
@farzanashaikh2516 6 месяцев назад
Apnay maa baap ke khidmat Karo goal achieve ho jay ga is say Mera Allah Bhi razi or dunia bhi because dunia m kitnay din rah lo gay
@Ms-anonymous
@Ms-anonymous 6 месяцев назад
اللہ آپ کو اور ہم سب کے بچوں کو اسے ہزاروں خوشیاں نصیب کرے آمین یارب
@farzanafmt2883
@farzanafmt2883 6 месяцев назад
Bohat fazool batyn.... family bohat important hoti ..ye rishty nai milty..Maa baap.behn bhai...sb sy brh kr family ❤❤
@wasiulhassan4110
@wasiulhassan4110 6 месяцев назад
Right 👍
@AsifaTariq-mu5pl
@AsifaTariq-mu5pl 5 месяцев назад
Ya apnay maa baap ki merzi sa hi bahir gae hain.ak din wo bi pakistan chor jaen gey.paisa inlay pas ha ya jab chahain pakistn aen jab chahain newziland rahain
@ajjubhai7647
@ajjubhai7647 5 месяцев назад
Bilkul
@ajjubhai7647
@ajjubhai7647 5 месяцев назад
Madam g agar Pakistan acha ni to ap na bolen
@foziashahid4282
@foziashahid4282 6 месяцев назад
اپنوں کو سے دور جانا آسان نہیں ہے اللّٰہ پاک آپ کو بہت خوشیاں نصیب فرمائے آمین ماشاءاللہ ماشاءاللہ
@MasoomMedia
@MasoomMedia 6 месяцев назад
Ali Ko Alag Channel Bana Lena Chahiye : Rashim K Vlog Ab Bore Kerne Lage Hai. Ali Our Baba Ko Dekhna Chahte Hai.
@rehananaseem1026
@rehananaseem1026 6 месяцев назад
Main ye pochna cha rhi hon k mom aur baba ko aur ali ko smog se denger nahin hy unhain bhi yahan bula kr sath rkhain ye sub maa ki dua hy ap ky waldain bhi udas hain zindagi hy kitni beta waqat jaldi guzar jata hy jhan rhain apnay waldain k sath rhain Allah pr twakal krain maa ki duaaon se sab thek ho jaye ga your mom is missing you so much !!!!!
@MisbahAbeer01
@MisbahAbeer01 6 месяцев назад
Agreed 👍
@fakhrashahid9315
@fakhrashahid9315 6 месяцев назад
sahi kaha ap ny choti si family hy ikhtay rehna chaiye maa bap jaisy borhy hoty jaty hein olad ko zayad miss kerty hein bazahir tou wo bht khush azer aty hein lakin olad door ho tou woudas ho jaty hein
@manalbeautytips
@manalbeautytips 6 месяцев назад
Well done 👍👏👏
@shahnazakhtar9988
@shahnazakhtar9988 6 месяцев назад
maa ko dekh kar sadness feel hoty he i agree with you
@SamiUllah-co6vt
@SamiUllah-co6vt 6 месяцев назад
Ggg sister 8n logo ko samog Ni kuch kehti in ko hi masla h wesy pesy ka calach Ni jata asy logo
@ayyanhashmi9163
@ayyanhashmi9163 4 месяца назад
This proves that a person never gets satisfied by what he has
@food.secrets
@food.secrets 5 месяцев назад
Maa bap ko smog me chor k beta New Zealand ki fresh air inhale kr raha he 😂😂😂😂 meri jutti kithy ay😅
@user-rl6db6ml7y
@user-rl6db6ml7y 6 месяцев назад
Badnaseeb bete hote Hain Jo man baap ki khidmat se mahroom rahte hain
@nuzhatnaqvi4261
@nuzhatnaqvi4261 6 месяцев назад
Mother n father ko udas n rula kr koi aabad n khuch nahi rehta fuzul reasons jatey waqt kinza n unki mother ki khush nazar a rahi thi aap say ziada baba ne strggle ki baba ka ziqr nahi kia afsoos.
@tahminagulnaz3875
@tahminagulnaz3875 6 месяцев назад
Very true
@AliBhai-qr1cy
@AliBhai-qr1cy 2 месяца назад
Allah ap dono ko kaamyaab karey , ore aap dono ka pyar salamat rahey ..... life partner acha ho tou dunya ki koi takleef bhi asaani se guaazri ja sakti hai ......... ap dono ko Allah khush rakhey ....
@sumaramurtaza7433
@sumaramurtaza7433 6 месяцев назад
Full of natural beauty our Auckland our newzealand but still my country PAKISTAN 🇵🇰
@foziajabeen677
@foziajabeen677 6 месяцев назад
Inteha k fazool reasons. Iss waqat aap ko maa baap yaad nahi aatay k wo bhi smoge may reh rakhay hein.
@aqsatehreem623
@aqsatehreem623 6 месяцев назад
Unhey b ultimately bula he lain gey
@ADil_____HUSSAYN
@ADil_____HUSSAYN 6 месяцев назад
Smoge ke ilawa bhi dusri reasons batai hai Ramish Bhai ne 😒 Kisi ne thik he kaha hai 🙄 ke aap apne piyaro ko apne nazro ke saamne rakkho ya phir unhe kamyab hone dO... Pakistan ke lOg nuskh nikalne main no.1 hain .. jabhi is Qaom Ka ye haal hai..😏
@GhiasPannu-jp7hj
@GhiasPannu-jp7hj 6 месяцев назад
ap es trhan keh k hurt na kryn un ko Fzul rznz hon ya jo b hm ko cncrn ni hna chaheay
@ra12a12
@ra12a12 6 месяцев назад
Kiya fazol reasons batai hn app ny ,,
@munirnasir8099
@munirnasir8099 6 месяцев назад
Mind your own business
@soniyazdan8590
@soniyazdan8590 6 месяцев назад
Paisa jitna bhi ho kam hai. Ap chahty tu apny country mei reh k bhi creativity showcase kar sakty thy. Actually paisa tha issi leye Australia gaye. Pakistan business friendly nhi tha tu ap logun ny itna bara ghar car sab kese leiya????? Lame excuses.
@ra12a12
@ra12a12 6 месяцев назад
Buhatkhub ❤
@aimankhan7573
@aimankhan7573 5 месяцев назад
Bht acha kaha kamaya yaha Pakistan ma r batien bahir ki kar rahy h
@soniyazdan8590
@soniyazdan8590 5 месяцев назад
@@aimankhan7573 thank you
@zunishajutt7281
@zunishajutt7281 5 месяцев назад
Phly dill krta Tha ap dhkna ko liken ab ni
@faizaali911
@faizaali911 5 месяцев назад
ھم نے بھی دیکھنا چھوڑ دیا جس دن سے آپ لوگ پاکستان سے چلے گئے کیا کمی تھی یہاں۔۔
@MisbahAbeer01
@MisbahAbeer01 6 месяцев назад
Koi itni khas reason Nahi hai yeh Jo ap bta rahy bahir move hony ki Smog plutioin har jagha ha Or ap yahi pe bharay huwe ho Wese alag bat ha ke Insan Ka apna dill ho wahan chala Jaye paisy hony ki bat hai Pakistan ki smog plutioin yeh koi bat Nahi ha Kya Baki bachy dha k smog wagaira mein Nahi rehty 12 month smog Nahi hoti winter mein normal bat ha Ap Tou ab aisy batein Kar rahy hain jese pata Nahi Kahan SE aayein Hain aap
@Pathanifamily
@Pathanifamily 5 месяцев назад
Sari umer gozri or last mai somiking 😂
@aaishakhan6644
@aaishakhan6644 4 месяца назад
😂
@NadiaAsif-sx9pj
@NadiaAsif-sx9pj 6 месяцев назад
Itne drama na karain Jo bardashat na ho
@digitalboxdb8089
@digitalboxdb8089 5 месяцев назад
Juru ki waja say aya😂 simply
@sikandarparvez4729
@sikandarparvez4729 3 месяца назад
TANQEED kyun. ITS THEIR CHOICE AND WHY ARE YOU BOTHERED
@sikandarparvez4729
@sikandarparvez4729 3 месяца назад
​@@digitalboxdb8089 Its none of your business.
@sikandarparvez4729
@sikandarparvez4729 3 месяца назад
Let them decide what they feel is good for them. Hamesha khush rahein Ramish aap aur aap ki family aur aap ke parents
@AA-qf4jd
@AA-qf4jd 6 месяцев назад
It is Pakistan and Pakistanis viewership that gave u all this luxurious life, so it is not nice to complain about Pakistan. Go to slums in India or any other country then u find out.
@ra12a12
@ra12a12 6 месяцев назад
App kiya Pakistan ki borai kerny lag gaiey hn ,,, herat h Allah subhantallah ny app ko beyintaha ata kiya mager ,, app ny nashukri ki h ,,, sab kuch khny ky badh humdardi lyrahy hn ,,, app ko pata hi nahi h ky Pakistan,, waldein ,, bhai orr rishty dar kiya hoty hn ,, ye sab aik neamat sey kam nahi hn , socheye ga zaror ,,❤
@fnkkiduniya1774
@fnkkiduniya1774 6 месяцев назад
Allah pak k hukam k baghair pata bhi nhi hilta ap ka Rizq Allah pak ne is mulk mein likha hai khush rahin ❤
@HaiderAli-livestreaming
@HaiderAli-livestreaming 6 месяцев назад
Bohat mayosi hoi apsy apny mylk k baray asy bat krty sad
@StoicPhilosopher821
@StoicPhilosopher821 6 месяцев назад
Truth hurts
@MuhammadZaheer137
@MuhammadZaheer137 5 месяцев назад
Aise log he Hain Jo Sub Kuch hasil krte hain Pakistan Sey or Phir Bahir ja k Batein krte Hain.
@erumnew5481
@erumnew5481 5 месяцев назад
Why sab kuch sach hy or wo afford kar sakyq hy alhumdulillah
@nabilakamran2294
@nabilakamran2294 6 месяцев назад
یو ٹیوب پر پاکستان سے کامیابی نہ ملتی تو پاکستان کی سموگ میں ہی رھنا تھا ۔پیسے انے کے بعد باتیں ھی بدل جاتی ھیں
@marrybutt6060
@marrybutt6060 5 месяцев назад
Brother you can’t do shopping while leaving ur son alone like this please next time be careful it can be dangerous
@foodiescelebritiesvideos3250
@foodiescelebritiesvideos3250 6 месяцев назад
Your wife is the only reason sasural may reh nae sakti thi madam
@manalbeautytips
@manalbeautytips 6 месяцев назад
Right 👍
@foziaimran5301
@foziaimran5301 5 месяцев назад
Is unphar ka visa kasy laga wo b new Zealand ka samn sy Bahar hai or bewi ko Dr bana ky paish kar raha Dr ko ye he unphar mila tha
@ajjubhai7647
@ajjubhai7647 5 месяцев назад
Bilkul
@ajjubhai7647
@ajjubhai7647 5 месяцев назад
​@foziaimran5301 😂😂
@tompakistan0878
@tompakistan0878 5 месяцев назад
Suna nhen ramish ko passion travelling ka n grow krny ka n passport
@astro-animate
@astro-animate 6 месяцев назад
You’re following babajis foot steps and struggling for a good future. Keep it up
@Mus-654.3f0.j
@Mus-654.3f0.j 5 месяцев назад
Namaz is the permanent solution of all problems who's agree with me ❤❤❤
@nazlikitchenfood6015
@nazlikitchenfood6015 5 месяцев назад
Jinhon nay pakistan ko sanwarna hai taraki dani hai sab bahir k mulakon main chalay jatay hain to phir pakistan ka kia ho gha
@muhammadbutt1420
@muhammadbutt1420 6 месяцев назад
دل دل پاکستان جاں جاں پاکستان ❤️❤️ پاکستان ذندہ باد اور ہماری پہچان پاکستان
@enamahmad4370
@enamahmad4370 6 месяцев назад
😂😂😂😂😂😂
@kaneez.E.Rasool
@kaneez.E.Rasool 5 месяцев назад
Hahahahahahah
@asmahome880
@asmahome880 5 месяцев назад
❤❤❤❤
@ahmednisar4763
@ahmednisar4763 6 месяцев назад
اللہ کے بندے ریزی نا بتاتے بس کہتے اور اچھے کے تلاش میں آیا ہو پاکستان میں 30سال کے عمر تک سب ٹھیک تہا اب تہم نے پاکستان میں 5خرابی نکالی بہت افسوس ہوا
@ADil_____HUSSAYN
@ADil_____HUSSAYN 6 месяцев назад
Pakistani Log har cheez pe nuskh nikalne main no.1 hai 🙄 jabhi is Qoum ka ye haal hai.. aap he lOg tO reasons puchte ho 😏 aaplog reasons puchna Banda kardo.. tarha tarha ke logon ko tarha tarha ki baatein Karne de dO ...
@ADil_____HUSSAYN
@ADil_____HUSSAYN 6 месяцев назад
Bhai har cheez Pakistan tO nahi na .. Ye ALLAH PAK ki banai hoi Dunya Hai sO inko Apne RAB ki Dunya ko Explore Karne ka Pura haq hai 😊 Baqi ALLAH ne Jo naseeb main likkha hai na us se Ziyada milna hai or na Kam 🙂
@pakistanibaba6438
@pakistanibaba6438 5 месяцев назад
Ajeeb e koi reason hai Allah k bando socially active ho jate at least gharibo k lia e help kr dety wo b challenging e the
@duakhanlove
@duakhanlove 6 месяцев назад
Assalaamualykum bhai ramish pehli bat meri b ankhen num ho gai apko dekh 🫤baqi ap apny maan baap k sath raho apko dekha ni sakty wo k wo apky bager khush ni hai wo apko ye khushyan apni is liye dekha rahy k pakistan me bohat mazy hain ap apni marzi se wapis ajao unky pas together happy family. Or khas apky baba apky bina adhory hain .me ny apni soch batae. Baqi Allah pak apko mazeed kamiyab kry ameen summa ameen..
@shahnazalvi7167
@shahnazalvi7167 6 месяцев назад
R beta ap chahy jis maqsad kliye bhi outof country gaye hon.bass mujhe to salar baby py tars ata ha kitna akela hogya ha wahan ja kr..yahan py usk cahcu dada dadi or bht say log jo usk ird gird ronaq laga k rakhtay hon gy.or wo kitna enjoye krta hoga..but ab wo akela akela sa lgta ha..Allah ap sabko salamat rakhy..but yahan bhi apk pas kisi bhi cheez ki koi kami nhi thi..
@ash2237
@ash2237 5 месяцев назад
Very very true observation😢😢😢😢 waqai mujhay is bachay per taras araha hai.... Ramish Sahab ne ajeeb o ghareeb reasons bataye Han Jo woh khud justify Karnay mein sarasar naakaam han😢😢😢
@humarajpootnri5465
@humarajpootnri5465 6 месяцев назад
Ramish, your decision to move from Pakistan to New Zealand reflects not just geographical change but a powerful choice to surround yourself with positivity. Your strength is evident in navigating this transition. Stay resilient, avoid negativity, and continue crafting your inspiring narrative. Your journey is a testament to the impact of positive choices. Wishing you ongoing success and joy!
@jamshedtarar4979
@jamshedtarar4979 6 месяцев назад
😊😊😊
@user-xp7uy8in7v
@user-xp7uy8in7v 5 месяцев назад
Sch tu kih rai hy par Pakistani ko sch karwa he lgta hy 😏
@rafaqatbibi36
@rafaqatbibi36 5 месяцев назад
میں اسلام آباد میں رہتی ھوں میں بھی 2ماہ۔رھی ھوں بہت اچھا ملک ھے
@N28381
@N28381 5 месяцев назад
Ye bat likh k rkh lo. 10, 15 saal baad khud ho kaho gay k pakiatan ka skoon or araam chor k yahan q ayaa. Ye log aisa phnsa detay hain k na ap idher k rehtay hain na odher k.pakki naseehat ...jis k pas pesa hay wo pakaitan mai rhay. Or haan aik or bat. Apnay bchay k sath urdu hi bolna.english to yahan her koe seekh leta hy koe beri bat nhi. Apki her cheez loan p ho gi. Ghr, gari,taleem, karobar, grocery sab ki sab.. phir isi ghuman chakkar mai zindge k kaee saal guzr jatay hain, ghr own nhi hota.
@humzaali9225
@humzaali9225 6 месяцев назад
bat clear hogai bivi ly gai apko bahr bhai afsos hai
@nabiharasool1987
@nabiharasool1987 6 месяцев назад
No worries stay blessed and strong...u people are doing for ur whole family but do tell us how people can come...or what countries are feasible. Secondly do pray for Pakistan
@arsumarsum2741
@arsumarsum2741 6 месяцев назад
اللہ پاک آپ کا حامی وناصر ھو اور آپ کو اللہ مزید ترقی اور کامیابی عطا کرے آمین
@throughmylens7472
@throughmylens7472 6 месяцев назад
Agr pakistan mein pesa hei to phir pakistan jesi zindgi kahien nai apna mulk apny maan bap apna ghar apna hi hei perdeis ki life bari mushkil hei Allah apko bhut kamyab kary ameen
@al-hamid3998
@al-hamid3998 5 месяцев назад
Qs is why you migrated. You had all the comforts back home in your motherland PAKISTAN.
@maria.mehwish
@maria.mehwish 6 месяцев назад
Kafi invaluable reasons hen or fazool bhi app dono kafi nashukry hen Allah ka khouf kren agr itna sukh tha Pakistan men to Islamabad shift hojaty maan baap ko sath rkhty Allah talaa ki ibadat krty or agr duniya fhomni hai to kese bhi banda ghom skta hai udhr kufar ke mulk men to aulad ki tarbiyat bhi kufar ke nazriye pr hogi baqi Allah apko logon ko samajh de or hidayat de.
@KanwalAqil143
@KanwalAqil143 5 месяцев назад
Yes Off course 😂😂😂😂
@shehkhan5598
@shehkhan5598 6 месяцев назад
is orat ki waja sy baba jee ko is omar me bety ki judai sahni par rahi hai.
@Tannu898
@Tannu898 5 месяцев назад
Kal ye kanjri apne aolad k liye royegi, insha ALLAH
@aaishakhan6644
@aaishakhan6644 4 месяца назад
Bekar aurat...koe khubsurat b nae ya koe highly educated b nae lgti k bahr he jana h....waqae parents itney sweat h Lkin hurt huey becharey in k janey se
@myinsights3752
@myinsights3752 Месяц назад
Yes she is behind it
@nomore12344
@nomore12344 6 месяцев назад
Jo comment kar k keh rahy han maa bap yh comment karny walon k pas paisy ajaen sab sy pehly yh kud maa baap ko chor dengy yh haqeeqat ha bolna asan ha karna mushkil ha
@my5startalent716
@my5startalent716 5 месяцев назад
ماشاءاللہ آپ نے تو بہت ترقی کر لی ہے ۔کچھ پانے کے لیے تو کُچھ کھونا ہی پڑتا ہے ۔کبھی جینا اور کبھی مرنا پڑتا ہے لیکن پریشان ناں ہوں اللّٰہ تعالیٰ سب بہتر کرے گا ۔انشاء اللہ
@kukuchannel4365
@kukuchannel4365 6 месяцев назад
Chef ramish u should be strong many people left country .best thing is that ap kahin pur ho u should luv and respect your country .facts upni jaga pur ha.in future u will have your own business in newzeeland and u lighten the name of your baba all over the world .inshallah .lots of prays for kinza and salar 🎉.
@abbasmasih2455
@abbasmasih2455 6 месяцев назад
himat kro jawan jo faysla kr lia hai to KHUDA behtr frmae ga ❤
@tahminagulnaz3875
@tahminagulnaz3875 6 месяцев назад
Very sad for your life you have lost biggest love of grandparents they don’t say but they feel Ali is lucky MashaAllah he is enjoying
@TahreemFatima12345
@TahreemFatima12345 6 месяцев назад
Buht acha lga aik nai such ko sun kr Confort or luxuries ko chorna asan ni huta .....but when you do what you love then life becomes more meaningful
@humarajpootnri5465
@humarajpootnri5465 6 месяцев назад
Ramish, your journey from Pakistan to New Zealand is nothing short of inspiring. The deliberate choice to distance yourself from negativity and negative influences displays a remarkable strength of character. It's evident that your decision wasn't just about a change in location, but a transformative shift towards a more positive and fulfilling life. Navigating such a major move requires resilience, and you've demonstrated it with grace. Your vlogs not only entertain but also serve as a guide for others facing similar challenges. May your path be adorned with continuous growth, success, and the unwavering positivity you radiate. Your story is a beacon for those seeking strength and optimism in their own endeavors. Keep shining, Ramish!
@user-bs4yn6xw6p
@user-bs4yn6xw6p 5 месяцев назад
Sadky
@sanamwaqar3318
@sanamwaqar3318 3 месяца назад
Wahhh wahhh ma sadky
@tabanaambreen4274
@tabanaambreen4274 6 месяцев назад
Sab peson ki game hai pesa ho to ap ye step utha skty werna jinki roti hi poori na ho rahi ho wo kesy trvelling ka shoke ya bahir jany ka soch skty
@ADil_____HUSSAYN
@ADil_____HUSSAYN 6 месяцев назад
Baat tO thik hai but Ye Baat Ramish Bhai pe Fit nahi beth taa 😊 Ramish Bhai or Unki Family ne Kafi Struggle ki Hai phir Jakar is muqam par pohnchen Hain..
@liaqatkhan5625
@liaqatkhan5625 5 месяцев назад
Yatu koi bat nhi hy ke ap Pakistan ku ghalat samach rahe hu Allahmdulilah i love my Pakistan
@ZulfiqarAli-yb2bu
@ZulfiqarAli-yb2bu 4 месяца назад
Aslamwalikum wa rehmatullahi wa barkatuhu. Allah paak protect our sisters and brothers in Palestinian. Free Palestinian in sha Allah. Very good beautiful Great brilliant video. Allah hafiz ❤️ ♥️
@jugnizeblovethisgirlveryni3478
@jugnizeblovethisgirlveryni3478 6 месяцев назад
MaaShaaAllah Allah bless you successful healthy life Ameen
@astro-animate
@astro-animate 6 месяцев назад
Don’t let people use Islam as a weapon against you. Always aspire for a better future. Your parents did the same. Or you would still be where your father was born. You are following in his footsteps. Keep it up
@astro-animate
@astro-animate 6 месяцев назад
@@user.xrxs.3p8nubro how does moving throw away Muslim values?
@astro-animate
@astro-animate 6 месяцев назад
@@user.xrxs.3p8nubro I’m talking about the comments saying he’s nashukra and left a Muslim country and abandoned his parents to try and make money. That’s using religion as a weapon to feel guilty. I don’t understand where I said to ignore Islamic values
@kiranahmad1144
@kiranahmad1144 6 месяцев назад
Hmmm boht afsos ha tumhari soch pr rakho dunya jesy mrna to ha nahe islami values ko chorr k kesy reh skta hz aik muslim
@kiranahmad1144
@kiranahmad1144 6 месяцев назад
Lame excuses just lame..... dunya ghoomni the to jaaty sari sunya phirt Allah ke bnai hue hr hr jgah dekhty but aona ghr apna he hota ha 2 nmbr citizens ke trah he rehta ha insan ..sb kuch apny country ny deya sari buraeyan kr k end ma keh deya dil hs pakistan .... afsos Dekhna tum zaroor pachtao gy maa baap ko jo akela krty hn un ke na dunya na,akhirt ... yahan reh k ya wahan jaa k zero say start lety to phir koi baat the ye sb baap ke wjah say ha
@mrab9579
@mrab9579 5 месяцев назад
These people forget where they come from
@rehanakouser9061
@rehanakouser9061 5 месяцев назад
Aap ne khud he hr baat ka jawab de dya ha aap ne lahore ka kaha Aap k maa baap b wahi rah rahey ha onk ly b smok ha ye koe waja nai ha pakistan chorney ke apna ghar ko kabhi b bora nai kahna chahey boht afsos hoa aap ne jo b waja btai suon kr aap logo ne boht heart kya ha
@dailyforyouvlogs
@dailyforyouvlogs 6 месяцев назад
Allah apko salamati de . .آمین ،،❤❤❤❤
@alibaba7658
@alibaba7658 6 месяцев назад
Be Strong Yr🥀🌸
@user-uo8sr4jx8o
@user-uo8sr4jx8o 5 месяцев назад
Yay video bnani hi nhi chahiyay thi izzat hi gawai hai logon ki nazron may.
@user-nn8vg3oe5v
@user-nn8vg3oe5v 5 месяцев назад
hr banda ko apni life ma best decissions lena ka haq hota ha❤best of luck for your future❤
@BABY13427
@BABY13427 6 месяцев назад
اللہ آپ لوگوں کو کامیاب کرے آمین
@Hg-gameing288
@Hg-gameing288 5 месяцев назад
Ameen Summa Ameen
@nazimshahg53
@nazimshahg53 6 месяцев назад
Ramish, your decision to move from Pakistan to New Zealand seems like a profound and well-considered choice. The cultural shift and new experiences undoubtedly bring valuable perspectives. Your journey, documented in your vlogs, not only entertains but also serves as an inspiration for others contemplating major life changes. Wishing you continued success and fulfillment in this exciting chapter of your life!
@canpakcooking2585
@canpakcooking2585 6 месяцев назад
Very well said
@RAJPOOTBROTHER24
@RAJPOOTBROTHER24 6 месяцев назад
love you ramish bhai Allah pak ap ka kamyab kry har ek nek kam me or ap ki mushkil asan kary
@nomanmughal5568
@nomanmughal5568 6 месяцев назад
Apko feel ho ga k ap ka ye fesla darost nai tha
@ParveenJohn-vy8jf
@ParveenJohn-vy8jf 6 месяцев назад
You are presenting Pakistan. Shame on you.
@shehlanaz8659
@shehlanaz8659 6 месяцев назад
WEISE BABA JEE WITH OUT APP KE UDAAS NAZAR AATE HAIN
@HafizAbdullahShakirOfficial982
@HafizAbdullahShakirOfficial982 5 месяцев назад
رامش صاحب! پیسے کی تپش بڑی ہی ظالم چیز ہے..........!!!
@rubinamujtaba4347
@rubinamujtaba4347 6 месяцев назад
MashaAllah Allah pak ap sb ko kr ziada Nawazy Ameen 🤲 magrvasal Zindagi ALLAH pak ko Pana hy or Sony piyary Nabi saw ki Zindagi py Amal krna hy .
@mirzaadnanbaig8467
@mirzaadnanbaig8467 6 месяцев назад
اپ نے بہت اچھی بات کی مجھے بھی بہت پسند ائی اسی لئے میں فرانس موو ہو ایا ہوں پاکستان چھوڑنے کا دل تو نہیں کرتا بہرحال مجبوری ہے❤
@salmaasad3358
@salmaasad3358 5 месяцев назад
Is umar me maa baap ko dukh diya. Un ka pota un se juda kiya wo b bagair kisi waja k. In saan waqi barha na shukra hai. Maa baap ki qadar karein please
@m.a.tchorahi8650
@m.a.tchorahi8650 4 месяца назад
15:32 Astaghfirrullah ALLAH PAK ne dia hy selfmade koi b ni ho skta agr ALLAH PAK na chahy prhn sora kehf
@twinkie8600
@twinkie8600 4 месяца назад
Is mein usne ghalat kiya kaha ha? Keh toh raha ha mehnat kar ke bana hn.. Sahi toh keh raha ha
@Ahsan_ImranImran
@Ahsan_ImranImran 6 месяцев назад
Jub paisa a jaiy banda sensitive ho hi jata ha takabur ki wajah sy
@ADil_____HUSSAYN
@ADil_____HUSSAYN 6 месяцев назад
😒 Kisi ne thik he kaha hai 🙄 ke aap apne piyaro ko apne nazro ke saamne rakkho ya phir unhe kamyab hone dO... Pakistan ke lOg har cheez pe nuskh nikalne main no.1 hain .. jabhi is Qaom Ka ye haal hai..😏
@nasirafzaal6472
@nasirafzaal6472 6 месяцев назад
g asa hi hy tuff time dena tha khud ko tu narowal ko hi seedha kr lety
@akashaasif9435
@akashaasif9435 6 месяцев назад
Drama Baz
@bushranaz1412
@bushranaz1412 6 месяцев назад
AP Pakistan ko bohat bura Bhala Keh rhy ho.Sorry apny mulik k bgair Koi shnakht nhi.
@manalbeautytips
@manalbeautytips 6 месяцев назад
Lanat hy tum pr Apne wife k liye apne Maa Baap😮 or Pakistan ko chhoda idhar kaun si mehnat krte ho🤔 vlog he banate ho😂
@tompakistan0878
@tompakistan0878 5 месяцев назад
Suna ne ramish ko shouq tha grow krun n passport
@zahidayasmin9476
@zahidayasmin9476 5 месяцев назад
Saari batain bekaar ki hain na hi Narowwal main koi khraabi hy na hi Lahore main bass apni apni choice hy only and only i love pakistan 💖🇵🇰💖👍👍👍👍
@muhammadtanveer9444
@muhammadtanveer9444 5 месяцев назад
My friend: piece of advice for you as an experienced person who has been in overseas nearly 2 decades. “””Never degrade your first identity which is your Pakistani passport. It is our motherland and kindly have respect for your original country that is Pakistan 🇵🇰. There are some countries in the world where you can travel on your Pakistani passport.”””””” You maybe talented as well as lucky to be in New Zealand, wish you and your family good luck. Thank you!
@musicmania8558
@musicmania8558 6 месяцев назад
I am really surprised to see that it is unbelievable that you left your parents 🤔🤔🤔🤔🤔
@killergamingclub5444
@killergamingclub5444 6 месяцев назад
Ramish Bhai parents k aga Kush NAHI .plz wap's chaly Jain 😢😢 Pakistan ❤plzzzzz
@dadiammaofficial
@dadiammaofficial 6 месяцев назад
Sahee kaha Ap ne.
@zahidmanzoor
@zahidmanzoor 5 месяцев назад
22 sal ho gaye hain pardes mein bahut koshish ki Pakistan mein set hone ki inshallah Allah apna Ghar bhi dega Pakistan mein Bhai aap sidhe sidhe bolo aapko luxury life chahie naraj mat Hona Allah aapko Khush rakhe kash aap Apne maaa baap ke sath rahty hai re pardes 😢 Mera boss 15 sal Canada mein Raha ab vah Apne mulak wapas a gaya hai apna vatan apna hota hai aap jahan bhi rahe hain khush rahe Allah aapko duniya aur akhrot mein kamyabi ata farmae aammen
@AmberShah-oc5df
@AmberShah-oc5df 5 месяцев назад
Honestly speaking , i am living in Uk with my Mother in law and Husband. But jb say main Yahan aye hon, mujhay PAKISTAN ki qadar hoti hai. I am missing my family specially mother. UK anay kay liye sara paperwork maine khud karwaya, Spouse visa , ielts test pass karna, but jb main Pakistan Chur kar aye, tb realize hua muj say galti ho gae itni dur shadi kyn ki. I am missing my COUNTRY so much. I wish meray bhas mein hota main kbi PAKISTAN na churti but My husband is the citizen of Uk , its mean mujhay Yahan ye rehna hai...
@rubanasadiq8128
@rubanasadiq8128 6 месяцев назад
Be blessed and happy You guys are doing great
@sofiasultanusa5726
@sofiasultanusa5726 6 месяцев назад
Love from USA 🇺🇲 Ramish, your vlogs resonate deeply, especially with those navigating a move from Pakistan to New Zealand. Your advice to stay strong is a powerful reminder that resilience is the key to success. Your insights inspire and guide, making the journey feel less daunting. Keep sharing these empowering messages!
@asmahome880
@asmahome880 5 месяцев назад
❤❤❤
@aneelasabir9572
@aneelasabir9572 6 месяцев назад
Jen ke hoty howay koi kami NY hoti JB chaly jatay hain tu hamesha yaad aatay hain wo hain parents Jen k Jany k baad un ke kami koi poraa NY kr Sakta or un ke zendage ma nuker chaker Kia aik oulaad ke kame ko puraa kr dain gy abhi hain shayed es leya ehsase ny
@allahuakbar4059
@allahuakbar4059 6 месяцев назад
I really pity those ppl who r targeting kinza. She is such a sweet and decent girl. Can't u all see??? There is nothing wrong if husband and wife both r passionate about their career and growth. This is golden time for them. They r young and energetic. And once they r settled down. They can bring baba g, mama g, nd Ali to their place. Sometimes they can also visit Pakistan to meet them. What's the big deal??? Allah ap dono ko or saalar ko or baba or maa G ko or Ali ko hmesha apni hifazat me rakhay or Khush rakhay. Or nazr e bad se bachaye Aameen summa aameen
@MAAN_TV41
@MAAN_TV41 5 месяцев назад
Aameen 👍 Positive
@kiranchaudhry4528
@kiranchaudhry4528 6 месяцев назад
Ap ko dekh kar nashukarey aur wo log jin ka pass kuch nahi phir b Allah ka shukar kartey hai .
@iffatmir8562
@iffatmir8562 6 месяцев назад
Mashallah God bless your family 👍❤️❤️❤️❤️🤲🤲🤲🤲
@sheikhmoonis
@sheikhmoonis 6 месяцев назад
Allah bless you with success... you are doing great, you have to come out of your comfort zone to achieve more.
@SaimTv8
@SaimTv8 5 месяцев назад
Allah ny apko bht kuch ataa kia howa business alag sy ap k han or kia chahye apko???bs Log Allah ka shuker ada ni krty
Далее
Ne jamais regarder une fille à la plage 😂
00:10
Просмотров 837 тыс.