As sallam alaikum, Kindly pls give my sallams to all the Darga sharif you go to and pls dp dua for me and my younger brother who si very very sick Jaazak Allah Khair
Video bahut acchi lagi lekin urs to bataya hai ke manaya jata hai Lekin aur kis tarikh kis mahine mein manaya jata hai ya nahin bataya aapko puchna chahie tha
Hum bata dete hain hazrat, Khanqah e Naqshbandiyah Balapur mei ek saal mei 2 baar bade urs hote hain, 25th of Safar Ul Muzaffar Shaykh Ul Islam Hazrat Syed Inayat Ullah Hasni Wal Husaini Naqshbandi Rehmatullah alahey💖 28th of Rajab Ul Murajjab ko Hujjat Ul Islam Hazrat Syed Shah ZahirUddin Naqshbandi Rehmatullah alahey💖 Khanqah e Naqshbandiyah mei buzrugon ki kaseer taadat hone ki wajah se saal mei sirf 2 hi urs manaye jate hain, aur urs bagair kisi gair sharai umoor aur Bagair khurafaat ke manaye jate Hain Jo ke Khanqah ka Durra-e-Imtiyaaz hai Alhamdulillah, 🥰