Тёмный

Zakat kaise den ? | ज़कात कैसे दें ? | Zakaat ka hisab kaise lagaye ? by Mufti A.M.Qasmi 

A.M.Qasmi Official
Подписаться 622 тыс.
Просмотров 403 тыс.
50% 1

Zakat kaise den ? | ज़कात कैसे दें ? | Zakaat ka hisab kaise lagaye ? by Mufti A.M.Qasmi

Опубликовано:

 

21 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 419   
@syedamumtaz5568
@syedamumtaz5568 3 года назад
*LABBAIK YAA RASOOL ALLAH* *I Love ❤ My Prophet Muhammad Salallahu alaihi wasalam...🌹🌹🌹*
@Tradingapp2935
@Tradingapp2935 3 года назад
S/w
@shaikjamarudhbashashaikjam255
@shaikjamarudhbashashaikjam255 3 года назад
MASHA ALLAH GOOD SPEECH and GOOD ADVICE JAJAKALLAH KHAIR INSHA ALLAH
@multitube5517
@multitube5517 3 года назад
MashaAllah Subhanallah jazakllahu khaira mufti Sahab Bhaijan
@suhailmohammed3277
@suhailmohammed3277 2 года назад
BAHUT ACCHA TARIKA HAI AAPKA SAMJHANE KA MASSAHALLAH
@ummesalmaummesalma5838
@ummesalmaummesalma5838 3 года назад
Masha allah.. Bahoth achi trha se smjh me agaya shukriya
@marahi2217
@marahi2217 2 года назад
Mashaallah, bahut aasan tariqa aap ne bataya, Aaj mujhe jakat ke bare me khub achhchi tarah samajh me aa gayi. Allah aap ko Zaza e khair ataa farmaye
@hindustantrendz
@hindustantrendz 2 года назад
bahoy khub bahot khub
@izharulhasan2967
@izharulhasan2967 3 года назад
MashaAllah! kitna simple way me bata diye. Thanx
@syedashama1171
@syedashama1171 11 месяцев назад
Assalam Alikum wa Rahmamatullahi wa Barkatahu Jazakalahu khair mufti sahab 👌 🤲 ♥ 😑
@akberqureshi8426
@akberqureshi8426 2 года назад
Bahut hi achche andaz mein samjhya aapne allah jazaye khair de .
@abdulalwani4850
@abdulalwani4850 2 года назад
Masha Allah bahut khubsurati se aapne samjaya
@zinathkhatoon9116
@zinathkhatoon9116 3 года назад
Mashaallah,Bhai,ap,n,bhut,ache,s,samghaya,allapak,,so,ko,jajaykaer,ataakare
@achhibatein2371
@achhibatein2371 3 года назад
MashaAllah mufti sahab Bahut Achhe se samjhaya hai jazakallahu khaira😊
@Gulsher.ansari.penter
@Gulsher.ansari.penter 3 года назад
Ma sa allah bhut achche se smjhaya aap bde piyar se smjhate h
@mohammadrehan65
@mohammadrehan65 3 года назад
Mashaallah
@shoaibshaikh8731
@shoaibshaikh8731 3 года назад
Boht hi aasani se samjaya aap ne allah app ko jazaye khair aata farmaye
@maslakealahazratjindabad6334
@maslakealahazratjindabad6334 2 года назад
Allaha Aap ko kamyabi Aur kamrani ata Kare ameen summa ameen
@husainafzal7549
@husainafzal7549 3 года назад
Mashaallah bahott khoobsurat
@kamruddinmansury5771
@kamruddinmansury5771 2 года назад
माशा अल्लाह
@jahidjahid4612
@jahidjahid4612 2 года назад
Masha allah
@ameerunnisashaikh4673
@ameerunnisashaikh4673 3 года назад
Jazak Allah mufti bhai jaan
@IrfanAli-hr8zp
@IrfanAli-hr8zp 3 года назад
Thanks bhai allah aap ko kush rakhe
@arfaansari3789
@arfaansari3789 3 года назад
Mashaallah bahut aache se bataya h
@asifmirza1910
@asifmirza1910 3 года назад
Mufti sahab aap ne bahot ache se samjhaya
@bafateeali7510
@bafateeali7510 3 года назад
Assalamalaikum Apne bahut achha bataya
@Arts6620
@Arts6620 Год назад
Jazakallah khair
@sabirshaikhm.t.j174
@sabirshaikhm.t.j174 Год назад
Ji ustad ji belkul sahi jazakallahu khair duvame yad InshaAllah jarur
@unaizakhan4764
@unaizakhan4764 3 года назад
MashaAllah👌👌👌👌👌👌👌
@jiyankhan7642
@jiyankhan7642 3 года назад
Jazakallahu khairah Beshaq bar haq farmaya Molana Sahab be 😘😘😘
@vasiullahkhan1925
@vasiullahkhan1925 2 года назад
Mashaallah apne bahut achhi jankari di h mufti sahab
@nadimkhan-cn2bx
@nadimkhan-cn2bx 2 года назад
Shukriya jnaab
@noormohd7719
@noormohd7719 3 года назад
SubhanAllah
@asnadparveen5703
@asnadparveen5703 3 года назад
Asslamu alikum Mufati shahab Jazak Allah Masha Allah Ap ne bahot achi wajhat ki zakat ki bahot hi ashni se ap batye masha Allah jazak Allah
@aslamshaikh4111
@aslamshaikh4111 2 года назад
Shukriya bhai jaan
@husnararayeen262
@husnararayeen262 3 года назад
Agar hm ek bar apne jewellery ka zakat nikal diy h to kya dusri sal bhi usi jewellery ka zakat nikalna padega ??
@drosmanaziz539
@drosmanaziz539 3 года назад
Masha allah ZazakAlla Khairan Qaseera
@shafisharif6334
@shafisharif6334 3 года назад
Maulana sahab mujhe bataye Mutual fund or share market me jo share liye hue hai kya uspe bhi zakat nikalna hoga 2.5%...???? Please🙏🙏🙏🙏 reply
@tipuraza6463
@tipuraza6463 3 года назад
Masallah bhut ache tarike se btya aap ne
@VIP_GAMMER
@VIP_GAMMER 2 года назад
Masallah aap ka tarka samjhane ka bahut achha laga
@lizaahmadliza7163
@lizaahmadliza7163 2 года назад
Masha Allah bhut achhe se samjhaya mufti sahab
@AliHassan-tr1pp
@AliHassan-tr1pp 2 года назад
MashAallah Kay khub samjhaya app ne ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@shamshadsaiyyad8620
@shamshadsaiyyad8620 2 года назад
Very good jakat kaise nikale acche se samaz gaya. Thanks
@sabnamkhan411
@sabnamkhan411 3 года назад
Thank you
@aatifshirani9869
@aatifshirani9869 3 года назад
As salam alaikum aap ne bhut ache se samjhaya
@aykureshi2012
@aykureshi2012 3 года назад
Jazakallah , bahut behtrin tarike se aap ne samjaya..
@rasidaajmeri7754
@rasidaajmeri7754 2 года назад
Aapka mobile number?
@claramallick2499
@claramallick2499 2 года назад
Assalamalakum mufti sahib aap baut easily tarika se batya thanks a lot
@shaikhshehbaz7313
@shaikhshehbaz7313 3 года назад
assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Barakatuh mashaallah samj me aaya
@jannatmalik182
@jannatmalik182 3 года назад
Assalamu alaikum mufti sahab.. Agar kisi orat k paas itna cash hai k sahibe nisaab tak phnche or uske shohar pr karza hai to kya orat pr zakat wajib hogi?
@tabassumnaaz2205
@tabassumnaaz2205 3 года назад
Kiya zakat kisi bhi mahine me kisi bhi tarikh ko diya ja sakta hai?
@ayazahamedqureshi4959
@ayazahamedqureshi4959 3 года назад
Masha Allah. Very well explained.
@shaistahafeez8581
@shaistahafeez8581 3 года назад
Jazakallha mufti sahab
@asbaatshaikh1421
@asbaatshaikh1421 3 года назад
Allah humsab Ko amal ki tufiq atafarmaye aamin summa aamin jazakallahu Khairah ustad ji
@saidulrahman5097
@saidulrahman5097 3 года назад
❤️❤️❤️❤️
@sarikdani8630
@sarikdani8630 3 года назад
Bad coment
@hakimrahimjanidesiilajkend2941
@hakimrahimjanidesiilajkend2941 2 года назад
मौलाना साहब मलो मेरे पास 10 लाख है और उसका मैं पिछले साल नीकाल चुका हूं जब पिछले साल निकाल चुका हूं इस साल कमाई 2 लाख हुआ है तो मैं दो का ही दूंगा न 10 का तो पहले दे चुका हूं और ये पैसा अपनी बेटी की शादी के लिए रखा हु तो क्या 10 लाख का फिर से देना पड़ेगा क्या ज़कात तो मौलाना साहब रमज़ान में किसी भी दिन दे सकते है फिर डेट कयू मुझे पिछले साल की डेट नई मालूम तो तो उसके लिए कैसे करना है
@raquibmuzter9305
@raquibmuzter9305 3 года назад
Mashallah.allahu.akbar
@sharifaismail6435
@sharifaismail6435 3 года назад
Walkm aslm wrwb....Jazakallah khair....🌹💖
@sanik187
@sanik187 3 года назад
Aslam alikum hazrat Mne apna mkan sale kr diya h aur dusra makan abhi nhi khrida h to makan ki iss kimmt pr bhi jkaat nikalni pdegi .
@khuwaisheislam7515
@khuwaisheislam7515 3 года назад
Assalamu Alaikum hafiz kiii Agar ham 20 rakat namaz ek sath padh le or 4 rakat k bad theherna jaruri h
@abdulrashidkhan8677
@abdulrashidkhan8677 3 года назад
Mashallah bahut Achcha
@neelofrjhan5183
@neelofrjhan5183 3 года назад
Allah bohat Bada h.allah hu Akbar
@meharajbegum9693
@meharajbegum9693 3 года назад
Nasser.🚭🚭🚭🚭🤛🤛🤛🤛👍
@mrimran7994
@mrimran7994 2 года назад
Shukriya
@noorsalamrahi321
@noorsalamrahi321 2 года назад
Masha Allah Mufti sb bahut bahut sukrea itna achhe se samjhaya. Ek sawal hai Mufti sb ki bike bolor aour Gaddi waghirah ho to usko bhi add krna hai.plz hjrt jarur batayen sukrea allah aapko besumar izzat se nawaze ameen
@zabinsultanasyed4218
@zabinsultanasyed4218 3 года назад
Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuhu Bhai Saab! Gold aur Silver jewelry agar bechege to bohath kam mein jate lekin aap kehrahe k current rate se hisab karna hai? Please reply karo! Jazakallahu Khairan Kaseera
@malekmohammedyunus1943
@malekmohammedyunus1943 3 года назад
Assalamualaykum. . . Hamari loan chal rahi he. Ghar ki or car ki. Loan 2 years tak chalegi. To hamara karza 2 years ka Gina jayega ya month ka ya year ka.
@shaffishahmohammad6672
@shaffishahmohammad6672 3 года назад
Sir you superb.
@akhtarraza674
@akhtarraza674 Год назад
Assalamu alaikum mashallah aap umda tariqe se btaya hai mera ek sval hai hajate asliya kaise nikalenge
@the_study_...
@the_study_... 3 года назад
Masa Allah
@tabassumnaaz2205
@tabassumnaaz2205 3 года назад
Assalamualaikum! Bahut bahut shukriya
@farheenshaikh3908
@farheenshaikh3908 3 года назад
Asslamualaikum agar mera homeloan chalu ho to mere upper wajib hai?
@shahanurshaikh9908
@shahanurshaikh9908 3 года назад
Good😘 mashaallah nice info. Kya hm lockdown k chalte haafiz ji ki amdani n hone se unko zaqat dena vajib hai kya? Jldi reply kre
@roksanashaikh8253
@roksanashaikh8253 2 года назад
Assalam aalikum......... Aameen 🤲 🤲 🤲 🤲 🤲
@JunaidKhan-ci8gg
@JunaidKhan-ci8gg 3 года назад
Molana agar hamare 2 lakh rupay kisi par h Aur aane ki koi date nhi pata To un 2 lakh rupay ki zakat wajib h ya nhi
@salmakhatoon8630
@salmakhatoon8630 2 года назад
Subhanallah Allah pak apko jannat nasib kare ameen
@habibhasanusmani3568
@habibhasanusmani3568 3 года назад
Kya Zakat nikalna Ramzan me hi zaroori hai??
@ShaukatAli-kz9bp
@ShaukatAli-kz9bp 2 года назад
Mashaallah good advice for jakat assalamoalaikum Ek advice den agar shadi me in kisi ko jewar gift me in diya jaye to uska jakat nikalne ka kiya maska hai ? Meharbani kar batayen
@shoebshaikh1439
@shoebshaikh1439 2 года назад
assalamo-0-alikum agar kisi kaam me aadha paisa kisi aur ka laga ho aur hum us paise se kaam kar he ho use kar rhe ho to kya us paise ko bhi zakaat me ad karna hai????? plz answer de
@farrukhalamfaruqi663
@farrukhalamfaruqi663 3 года назад
اس میں مولانا ایک غلطی کر گئے،وہ یہ کہ جہاں انہوں نے ایف ڈی اور انشورنس وغیرہ کا ذکر کیا ھے،وہاں انہیں یہ بھی جتا دینا تھا کہ یہ چیزیں ناجائز ہیں اور ان سے آئندہ اجتناب کرنا چاہیے،اس تصریح کے بغیر لوگوں کو ایسا میسج جا رہا ھے کہ جیسے یہ چیزیں بھی جائز ہیں۔
@hhsahil1617
@hhsahil1617 2 года назад
Assalamu assalamu alaikum mein Banaras se bol rahi hoon Rehana Begum
@Sammy.77
@Sammy.77 3 года назад
Zakaat ka kitna ammount kisi ko dena chaiye jo haqdaar hai ? Ek laakh bhi de sakte hai kya kisi ek ko jo zakat lene ka haqdaar ho ? Please iska jawab dene ki koshish kre. Bahot bahot Shukriya aapka
@BHaiSUYUNUS
@BHaiSUYUNUS 3 года назад
Alhamdulillah
@meharajbegum9693
@meharajbegum9693 3 года назад
Yesaame.😈😈🤛🤛🤛🚭🚭❌🚫
@sabooransari9250
@sabooransari9250 3 года назад
Mere wife ko lakwa ho gaya hai wo baat nhi kar sakti aur yaddast gaye hai dua Karo ke jaldi thick Ho jaye unki yaddast wapas aajaye
@azeemazeem4433
@azeemazeem4433 3 года назад
Assalamu alaikum wa rahmatullahi barakatuh khairiyat se Hain main aapse ek masla puchna chahta hun ki agar koi shaks ke pass apna Ghar aur jameen Na Ho lekin vah thoda paise juda Ho jameen ke liye kya unka bhi jakat lagega inke bare mein kuchh masla bataiye badi meherbani hogi
@gufrangufrankhan1128
@gufrangufrankhan1128 3 года назад
MashaAllah
@mdriyashatali4465
@mdriyashatali4465 3 года назад
@mufti sahab...... zakat kis ko dena hai kis ko nhi dena hai aur jis ko dena hai us me kya dekhna hai .. ki woh zakat ka pura pura mustahik hai zara is ke bare me full detail me wazahat Karen ?? ....... Aur @mufti sahab jis ko yeah pta hi nhi hai ki wo kab sahibe nisab huya tha woh abb zakat nikalna chahta hai To woh abb kaise zakat nikale ga??? !!
@mominakhan8332
@mominakhan8332 3 года назад
Assalam o alikum mufti sahab.ap quran ki class bakadgi se dedeye mary naga na kia kry
@aliyasayed1449
@aliyasayed1449 2 года назад
Mashallah
@achhibatein2371
@achhibatein2371 3 года назад
Assalamu Alaikum Mufti shahab Aik Masla hai ki Biwi ke paas shadi k jewar hai Aur uss jewar ke Rakam se jyada shauhar Minus me hai to bhi uss jewar k jakat nikalna padega pllzz Mufti shahab Reply kariyega
@sparons
@sparons 3 года назад
Assalamu alaikum, aapne jo kharche less krne k liye kse workers ki salary, electricity bill wagera wagera ye sab sirf us mahine ka amount less Krna h ya pure saal ka? Misaal ke taur pr ek worker ki monthly salary 6000 h aur saal ki salary hui 72000 to pure saal ki salary less hogi ya sirf ek mahine ki Pls jawab dijiyega aapki meherbaani hogi
@TAlamansa
@TAlamansa 3 года назад
Jo salary aap pe karz h ya workers ko dena baki h sirf wahi salary less hogi.....
@javedattari7501
@javedattari7501 2 года назад
Jajakallahhu khaira bahut hi acche tarike se samjhaya plot aur jameen jaise hamare pass hai hamare naam nahin ya hamare abbu ne hamare liye khareed rakhi hai magar hamare naam nahin hai uski jagah kaise de
@sameergaradi5802
@sameergaradi5802 3 года назад
Assalamualikum Jamin ager hai toh uspar jakat dena hoga? Ager dena hai toh usaki jakat Kaise nikale
@syedkhadar6762
@syedkhadar6762 3 года назад
Assalamualaikum hazrat Mera kapde ka business hai..zakat jo hai kharidi wali amount pe zakat lagega ye bechna (sale) karne wali amount pe zakat lagana padega
@nishatm8
@nishatm8 3 года назад
Assalamu alaikum .. Mufti sahab bijli wagaire ka bill pure saal ka jodna hai.ya. Sirf us mahine ka.. Please bataye...
@Islamic_world0905
@Islamic_world0905 3 года назад
Subhanallah
@habibhasanusmani3568
@habibhasanusmani3568 3 года назад
Agar Ramzan se pahle hi sal pura hojai to??
@heenamulla6355
@heenamulla6355 3 года назад
Assalamualaikum mufti saheb hame hamare income me se ek saal ka kiraya, karcha nikalna ya sirf us mahine ka please bataye
@armaanshaikh340
@armaanshaikh340 3 года назад
Assalamu alaikum aapki dua me aap mujhe bhi shamil kare .meri sehat ke liye .mera namm naziya hai.aur zakaat ke bare me jo aapne bataya hai us ke liye shukriya bhaijaan.
@nasreenmajid9738
@nasreenmajid9738 Год назад
Bahut bahut shukriya, qarza kis type ka count hoga. Kya car loan ya house loan
@mohdafzal8737
@mohdafzal8737 3 года назад
Masha Allah bahut achha SE samajhme aagaya mufti Sahab shukriya
@anuaribrahim2407
@anuaribrahim2407 3 года назад
LoveGood
@farheenansari904
@farheenansari904 3 года назад
Maulana sahab Agar kisi ka paisa amanat k taur me humare paas hai to kya us par bhi jakaat dena hoga
@parishaikh7926
@parishaikh7926 3 года назад
Apne ghar k bare me nahi bataya k khud ka ghar hai usme se kuch hissa kiray per diya hai to use kaise add kare? Aur apne kaha k zakat ki date tak apne jitna b insurance diya hai uko b add karen lekin jab bill jo dene hai wo sirf wajibul ada ko hi minus karne hai ya fir jo pure saal ada kiy hai unko b minus karna hai plz zara in per b detail me batay
@sameer6504
@sameer6504 3 года назад
Bhi ji ak bt bato ap jakat ak sal ke bd jo ham dete he dosri year me jo phle sal ka pesa he uska bhi denga hoga ya nhi bhi jan
@rakhshandajaseem1455
@rakhshandajaseem1455 2 года назад
Samjhaya to aap ne bahut achhe tareeqe se Pr kya sab log Puri zakat puri imandari se nikalte hn ? Jazak Allaah khair Assalam o alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu
@achhibatein2371
@achhibatein2371 3 года назад
Assalam walaikum Mufti shahab plllzzz reply kardijiye hm bahut paresan hai Biwi ki jwellry Aur jo bhi Rakam hamare pas hai Business k saman Add krne baad baad fir sare karje minus karne ke baad jo Rakam bachega usi ka Jakat niklega ya fir Biwi ko Jwellry ka jakat Alag se nikalna padega pllzzz mufri shahab Reply krdijiye
@istiyakshaikh1899
@istiyakshaikh1899 3 года назад
Assalam alaykum mufti sahab Meri begum ke pass gol hai or Bank me balance hai jo hum ne ghar lene ke irade se jama kar ke rakhi hai 2 mahino baat ghar lena hai or maine mutual fund me bhi invest kiya hai to mera zakat ka hisab kis tarah banega ye bataye
Далее
БЕЛКА РОЖАЕТ?#cat
00:20
Просмотров 362 тыс.
LIFEHACK😳 Rate our backpacks 1-10 😜🔥🎒
00:13
Zyada Tension Lene Walo Suno | Mufti Tariq Masood
18:12