Mashallah bohat khoob iss waqt Pakistan mein Pinjra banany waloon mein sab se ziada safai aur khubsoorti aap k hath mein hai aap ka kaam Kamal ka khubsoorat hota hai jo b aap se aik baar pinjra banwata hai woh baji sab Bhool jata hai.Iss mein koi shak nahi aap kaam ki safai k lehaz se Pakistan mein 1st Nummer Pay hein.Allah Mazeed kamyabian de aap ko.bass isi tarah se apna kaam Jari rakhein.God bless you