Pata nahi kya h mene tumhari sari video like kari thi Bhai magr mene Aaj dubara dekha to nahi howa h like dobara se ki h bhai 😢sare pahadi vloger se Jayda mehnat ki. Hui h apne magr afsos like nahi de reh h you tubewale apko 😢😢
Bhai ji.. Namaste.. Ham dakshin bharath karnataka se hai.. Bhagavan ki puja pat kar साधन karenekilye aapka ka gao me toda sa kethi ka jag milega? Krupaya बताइये.. Apka videos aur gao bahuth badiya hai.. 🙏🏼🙏