Тёмный

अगर लोकोपायलट को Green या Yellow सिग्नल मिला हो फिर भी वह ट्रेन को रोके रहें तो क्या होगा? 

Knowledge Knorr
Подписаться 1,1 млн
Просмотров 44 тыс.
50% 1

#locopilot #indianrailway #knowledgeknorr #vandebharatexpress
dosto is video me bataya gya hai ki agar kisi loco pilot ko green ya yellow signal mila ho fir bhi wah train ko na chalaye to kya hoga janane ke liye video ko pura dekhiye pasand aye to like kijiye share kijiye
Follow me on:-
Instagram:- / knowledgeknorr
Facebook:- / knowledge-knorr-156577...
Website:- knowledgeknorr.in

Опубликовано:

 

5 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 137   
@ravijethwani
@ravijethwani Год назад
Sir mere papa ek bar bhopal-jodhpur gaadi se jaipur ja rahe thhey jiska madhopur me loco aur rake riversal hota hai toh loco change hone ke baad signal milne ke baad bhi jab train nahi chali toh papa ne bataya wahan announcement hui ki bhopal jodhpur gaadi ke driver ko aadesh diye jaate hain ki wo train ko lekar yahan se jaipur ke liye rawana ho baad me pata chala driver ka wahan quarter thha wo usme chala gaya thha
@ShubhamKumar-zb4tx
@ShubhamKumar-zb4tx Год назад
Whan quarter tha mtlb?
@deepakranjansahuindianrailway
@@ShubhamKumar-zb4tx Uska ghar
@modiji268
@modiji268 Год назад
@@ShubhamKumar-zb4tx 🤣🤣🤣🤣🤣uska ghr bhai
@ravijethwani
@ravijethwani Год назад
@@modiji268 Shubham bhai 30 ML wala quarter samjha hoga 😁😅🤣
@modiji268
@modiji268 Год назад
@@ravijethwani sahi bola... Pakka bewda hai.. 🤣🤣
@DayanandKapoorBabukingTv
@DayanandKapoorBabukingTv Год назад
nice
@sarveshshrivastava7121
@sarveshshrivastava7121 Год назад
Mere 2 questions hai 1️⃣- icf coaches wali trains m generator car ki nhi zarurat nhi padhti thi usme bhi ac hota h .,to lhb wale sabhi trains m generator car alg se kyu lgane padhte hai kya bina uske possible nhi hai bekar m ek coache ki jagh leleta h nhi to uske badle ek general coachelag jata 2️⃣-Train ka running status itni jldi kaise show hojata hai apps sabh apps m Ekdam immediately sahi status ?kaise pta chlta h
@modiji268
@modiji268 Год назад
Kai bar galt show hota
@indianrailloverbynikhilvats
Bro Icf coach me Dynamo system laga hota wheel ke pass , toh jab train chalti hai to wheel ke ghoomne se vo Dynamo systems work karta hai aur energy' banata hai , jisse frr poore coach me electricity dii jaati hai , par LHB coaches me neeche yeh system nahi hai , toh coaches ko electricity generator car se milti hai
@sarveshshrivastava7121
@sarveshshrivastava7121 Год назад
@@indianrailloverbynikhilvats 😊 thankyou
@sunirbanbiswas6038
@sunirbanbiswas6038 Год назад
Bhaiya .. har 2 din mai.. LHB coaches ki coupling q khul jati hai chlte chlte?? Aur yeh . ICF k sath q nahi hota hai??
@VikashPoojaGupta
@VikashPoojaGupta Год назад
Kya har train ki ek speed limit hoti .. Or agar hoti hai to koi train ki speed limit se jyada kar sakte hain kya Jaise :- koi express train ki speed 80kmph hai or wo train late hai to kya us train ka time manage karne ke liye train ko 110kmph tak chala sakte hai kya 🙄🙄🙄 Video bana kr bataiye jarur...🙏🙏🙏
@rajhans9607
@rajhans9607 Год назад
Sir, station master cabin me teliphone kaise Kam karta hai chabhi Dene ke bad??
@aakashjadham7271
@aakashjadham7271 Год назад
Best Video.........🇮🇳
@skrishnan1163
@skrishnan1163 Год назад
Signal green hote hi gadi turant nahi chalate, kuch second intezaar karne ke baad horn baja ke phir gadi chalate hain. Aisa kyun Amit Sir? Aur kya aise mein un par action Liya ja sakta hai?
@rahulpathak9649
@rahulpathak9649 Год назад
Excellent information amit sir
@maheshchotai3291
@maheshchotai3291 Год назад
अमितजी, क्या डीज़ल लोकोमोटिव से जो बिजली उत्पन्न की जाती है वह सिंगल फेज़ होती है? कृपया बताइये। धन्यवाद।
@abhisheksawarn
@abhisheksawarn Год назад
नीले आईसीएफ कोच आने के पहले वाले कत्थई रंग के कोच के बारे में कुछ जानकारी दीजिए।
@JayKumar-ke8xp
@JayKumar-ke8xp Год назад
Nice information. Very useful
@vinodgoudnewada4498
@vinodgoudnewada4498 Год назад
सर हमें बताइए स्लीपर और जनरल कोच में इतने पैसेंजर होते हैं आए दिनों में फिर भी रेलवे कहती है रेलवे घाटे में है ऐसा क्यों और देखा जाए तो एक कोच में देखा जाए तो एक कोच में 72 सीट होते हैं फिर भी उस में तो कम से कम 300 पैसेंजरते हैं
@dhirajtourstravels2600
@dhirajtourstravels2600 Год назад
Namaskar amit bhaii....😇😇😇😇✌️✌️✌️✌️✌️✌️✌️
@adityapathak3295
@adityapathak3295 Год назад
Sir,normal red lhb coaches ke saath wap 4 kyun nahin hamesha lagta hai?
@abhisheksawarn
@abhisheksawarn Год назад
Give some information about the brown colored coaches before the introduction of blue ICF coaches.
@damipandeykrishna7052
@damipandeykrishna7052 Год назад
Sir kya ak video bna sakte hai ki Kohare me train ko signale kaise dikhai padta hai aur aur kohare me train kis hisab se chalta hai puri jankari de aap
@sukhdevmullick
@sukhdevmullick Год назад
Good information ♥️
@rajverma9473
@rajverma9473 Год назад
Thanks for the information ❤️❤️
@govindsaxena4138
@govindsaxena4138 Год назад
Being a ALP i also thats type of doubt 😁😁
@prafullamishra5697
@prafullamishra5697 Год назад
Very nice information
@AkashKumar-ot3nr
@AkashKumar-ot3nr Год назад
Amit bhai ek Question ❓ hai Diesel locomotives ke horn ki awaaz electric locomotive se jada kyun hoti hai jabki dono horn pressure wale hote hai
@keshavvasisth8215
@keshavvasisth8215 Год назад
Good Question
@harjitkumar4787
@harjitkumar4787 Год назад
Bhai howrah to New Jalpaiguri vande bharat mai aap ji kyu nahi aye . We miss
@shankarprasad5100
@shankarprasad5100 Год назад
Very nice video 😊
@sayantanmondal2007
@sayantanmondal2007 Год назад
Outer Home, Inner Home , Starter, Intermediate Starter, Advance Starter, Distant, Warner, Mid Platform Starter Signal ke bare mein ek video banao bhaiya
@Aditya_dhuriya449
@Aditya_dhuriya449 Год назад
Sir kya loco pilot ko bouncer matlab Security suvidha milty hai ya vo le sakte hai ki nahi Sir please is par ek video banaiye
@GAMER-gu9us
@GAMER-gu9us Год назад
हमने स्टार्टिंग प्वाइंट से ट्रेन टिकट बुक किया और स्टार्टिंग प्वाइंट से न बैठ के कहीं और 4 से 5 मैन स्टेशन के बाद बैठे तो क्या टीटी हमारी सीट किसी और को दे सकते है। और ऐसा क्या करे की टीटी सीट न दे किसी को
@kanhamewada1864
@kanhamewada1864 Год назад
Sir plese reply me? Sir indian railway main kavach security kya hai or kya iske fayade hai or kya yeh sabhi locomotives main hai ya fir passenger rail main hi hai or kya iska working proses hai ..
@Ind940
@Ind940 Год назад
अमित सर जी मुझे कृपया शब्दभेदी एक्सप्रेस के ऊपर वीडियो बनाइए और हमें बताइए शब्दभेदी एक्सप्रेस का नाम कैसे पड़ा कैसे बताइए हमें
@kishorejha2610
@kishorejha2610 Год назад
Excellent. Very nice information.
@ronakshah7554
@ronakshah7554 Год назад
Namaste sir my question is if suppose if any coincidence A.C of 3,2 n 1st (full compartment) tier stops working in middle of journey what railway will do for this problem
@railloversayan.1662
@railloversayan.1662 Год назад
Very Good Video For Amit Sir.✌👌
@manishsahu6979
@manishsahu6979 Год назад
Andhra Pradesh express ki durghatna ke baare me batao
@anishmanitripathi4876
@anishmanitripathi4876 Год назад
Sir kabhi chain par vedio banaye hum chain pulling kis condition mein kar sakte hai
@soundplanet799
@soundplanet799 Год назад
Mumbai me barish ke samaye locomotive me Pani jata hai to....kya problem hoti...
@TheTejaskam
@TheTejaskam Год назад
What is the name of music used in the background?
@addlightcoachingcentremark8077
Good evening sir Sir mera ek request hai ki aaj main jo story apse share karunga usko aap Sunday ke special video ke roop me dikhyega. Sir mera naam Nishant Kumar Singh hai main jharkhand ke koderma district se hu.sir 3/12/2022 din Saturday ko main koderma station se chandrpura jaane ke liye koderma station par tha lekin kisi karan was 18625/12802 dono train lagbhag 3 ghanta delay tha jiske karan koderma station par 18625 ki bhid kaafi badh gayi thi ussi bich kya hua ki lagbhag 6pm tak purshottam express 12802 pahuchi jisme main v Chad Gaya ab thodi der ke baad ek lagbhag 18year ki ladki mujhe se puchti hai ki bhaiya Parsabad station kitni der me aayegi .tab main batata hu ye train Parsabad station me nhi rukti hai ab uss ladki ka hoss udd gaya fir ladki achanak rone lagi jiske baad waha train me RPF aaye aur Tte v aaye Maine saari baat batayi . Aur request v kiye ki sir aap kisi tarah train ki stop karwa dijye lekin RPF aur Tte ready nhi huye unka kehna tha ki next stop station Hazarbag road hai waha utar jana lekin Ladki andhera hone ke karan ladki next station par nhi utarna chahti thi . sirf uska uccha tha ki kisi tarah train Parsabad me ruk jaye .lekin ab train Parsabad station ke najdik ho chuki thi aur train v kaafi speed ho chuka tha ussi bich me koi jents uss ladki ka problem dekh kar train ki chian pulling kar diya uss samay wahan tte aur RPF nhi tha lekin train thodi dur Parsabad se aage jaaki ruki fir waha ladki to train se utar gayi lekin wahan RPF turant aa gaye aur mujhe pakad liye .kyu ki chain pulling karne ka charcha hum kiye isliye wo mujhe pakad liya fir kaafi request karne ke baad aur aas paas ke logo ke samjhane ka prayas kiye uske mujhe choda gaya.uss time main to kaafi tension me ho gaya tha.ki maine kyu Aisa Kiya Lekin sir main apse ye jaana chahta hu ki kya mujhe chain pulling ka tarika batana sahi tha ya galat.
@sourabhdhiman9816
@sourabhdhiman9816 Год назад
pantograph क्यों नहीं घिसता इस पर वीडियो बनाए और आप कौनसे जिले से है
@deathray8978
@deathray8978 Год назад
Ghista hai
@tawarjitendrakumar286
@tawarjitendrakumar286 Год назад
Amit sir agar koi express train jati hai toh signal green ke bad double yellow ke bad singal yellow aur uske bad red ho jata hai par rajdhani aur gatiman train ko green signal ke bad green signal hi milta hai aise kaise hota hai kyo hota hai hai ?????????
@sunilsharma1157
@sunilsharma1157 Год назад
Bihar ke thana bihpur ko jn kyon kahte hai jabki wahan se koi dusri track nahein nikalti hai please tell me
@abirbarmashe4393
@abirbarmashe4393 Год назад
Sir betul station pe chindwara itarsi passenger express me aag lagi and 3 dabbe rakh ho gye uss pe video bnao
@surendravkamath
@surendravkamath Год назад
mera ek sawal hai. agar kabhi overheaed wire toot jati hai aur niche girti hai to kya usme voltage barkarar hota hai. is se bachane ke liye railway me kya uay hai.
@akshaypawar1854
@akshaypawar1854 Год назад
वैसे तो ग्रीन सिंग्नल पर लोको पाईलैट दूम दबाकर ट्रैनको दौडाता है???हो सकता है ऊसके ईंजिन मे कोई फैलीव्हर हो???
@RustamAli-br8nm
@RustamAli-br8nm Год назад
Sir mera ye sawal hai ki ek loco pilot agar for example gorakhdham express chala rha hai to wo loco pilot daily wahi train chalega ya kisi dusre route ki train bhi chala skta hai sir please btaye ?
@indianrailloverbynikhilvats
Driver ka route hamesha vahi rahega , ab us route pe jo train chalti hongi vo koi bhi train loco pilot chalayega
@Samir-e2y
@Samir-e2y Год назад
Hello amit sir aap mera story par video kab banaoge.
@gamingchannel6106
@gamingchannel6106 Год назад
Sir jab bhi koi bada bridge aata h to railway track ke beech me gap kyu bad jaata h please bataye or sir lhb ke ac coaches m fan kyu nahi hota h jabki purane ICF ke ac coaches m fan laga hota h
@vickytiwari2552
@vickytiwari2552 Год назад
Sir railway m anausement ki vacancy aati h kya is m kese job aati is par video banau sir
@ashimkumarkundu9842
@ashimkumarkundu9842 Год назад
AC coach se pillow le sakte hai ya fir nahi
@amitsinghspear915
@amitsinghspear915 Год назад
informative one👏👏
@sarvanvaghela316
@sarvanvaghela316 Год назад
Sir mera ek savaal he jab Train ko chalane ke liye singal Locomotive se kaam ho jaata he to phir Railway vaha Twins Locomotive kyo USE karti he VIDEO PLEASE..
@indianrailloverbynikhilvats
Agar train passenger hai toh usme electricity wala ek hi engine laga hota hai , par Diesel engine 2 lagte hai kyoki diesel engine ki power electric engine ke mukable kam hoti hai , aur diesel engine ki acceleration ko badhane ke liye bhi 2 engine lagaye jaate hai
@kkde7831
@kkde7831 Год назад
Sestion controller ki information do
@swayamchoudhary
@swayamchoudhary Год назад
Hello sir! I request you to please make the video of ajmer sealdah rail disaster case study🙏🙏
@IndianRailwaysNewsChannel
@IndianRailwaysNewsChannel Год назад
जब LHB कोच की ट्रेन किसी रेलवे स्टेशन पर पहुंचती हैं तो उनके पहियों मे से अजीब प्रकार की आवाज क्यों आती है।
@SameerKashi
@SameerKashi Год назад
Nice Information
@kiranpatankar3465
@kiranpatankar3465 Год назад
Aisa Kai baar dekha gaya hai ki train green signal ko pass karti hai phir bhi Signal green hi rahta hai red nhi hota. Aisa kyu ?
@NeerajKumar-yw2yt
@NeerajKumar-yw2yt Год назад
Driver agar train ko jaan bujh ke delay kare aur mps par agar train ni chalye toh driver ke upar kya action ho skta h? Ispar eke video banye please
@tawarjitendrakumar286
@tawarjitendrakumar286 Год назад
Sir Green signal ke uper green signal milte rhe to kya hoga aur kisi ne chain pulling ki ho aur train rajdhani ya gatiman superfast train ho tab kya karege loco pilot
@gautamkumartawargautamkuma4691
Sir kisi station ke light khambo me jali kyo Dali jati hai station ke bad nhi????
@munishsahota4204
@munishsahota4204 Год назад
Sir ager duty per koee b loco pilot bimar ho jaya to kya kiya jaya ga
@Saurabhkitchen07
@Saurabhkitchen07 Год назад
Sir, Mera ek question hn DHR (Darjeeling Himalayan Railway) route mein ek bhi signals kyon nii hn jabki hamari Indian Railway mein trains signals ko follow krte huve jati hn
@ankush.kushwah.
@ankush.kushwah. Год назад
Thnx sir
@subhamsahu8776
@subhamsahu8776 Год назад
Sir train green signal milane se hi train Ravana hogi na lekin redd signal tha aur train Ravana hua kis liye sar ek video banaaiye thoda doubt hai please sar 🥺
@tawarjitendrakumar286
@tawarjitendrakumar286 Год назад
Sir agar kisi situation me koi vaykti chain pulling karta hai aur loco pilot ko green signal mila hua ho tab kya hadsa ho sakta hai ?????? Amit Sir please video
@rakeshnaik5144
@rakeshnaik5144 Год назад
agar 2 station ka distance 100 km. se bhi jyada hai, is situation me next train ki signal system kaise parichalit hoti hai?
@studyraiserailway8660
@studyraiserailway8660 Год назад
Pahle ki 2 station ke bich ki distance 100km ho hi nahi sakta...
@ramkishanpoonia1912
@ramkishanpoonia1912 Год назад
सर जी नमस्कार मेरा नाम रामकिशन मैं आप से जानना चाहता हु कि एक ट्रेन को एक किलोमीटर चलकर जाने पर वह कितना यूनिट बिजली खर्च करेगी
@priyadipswarnakar6935
@priyadipswarnakar6935 Год назад
WHY GREEN SIGNAL MEANS OFF AND RED SIGNAL MEANS ON IN RAILWAY???
@somenathchakraborty432
@somenathchakraborty432 Год назад
Sir kya simulator hire Kia ja sakta hai
@slaycybergamer4395
@slaycybergamer4395 Год назад
Iam 175th viewer and liker of this video
@benupanibhoi2697
@benupanibhoi2697 Год назад
Sir mera ek question🙋 hai where is my train app me train kaise show karte hai train kahan par hai eske upar video banao sir 🙏🙏🙏plzz
@MukeshKumar-kq6uz
@MukeshKumar-kq6uz Год назад
Sir railway normal superfast train se 3AC economy coach ko hata raha hai fir ush coach kya kiya jayega kya garib rath me lagaya jayega agar aisa huwa to bahut achha hoga garib rath ko bhi LHB coach mil jayega
@sandeepkumargupta5675
@sandeepkumargupta5675 Год назад
Sir.. 3A me aagar mujhe Sheat nomber change kar sakte hai sir.
@rizwanchoudhary07
@rizwanchoudhary07 Год назад
Bhai maine apse pucha tha ki ankai ko junction q nhi bola jata jabki waha se 3 line katti hai Pune line nanded line aur manmad line bhai plz batao kitne baar puch juka hu nahi ata to wo bhi bata do
@MDSamir-mj3eb
@MDSamir-mj3eb Год назад
Passenger train local train kita Raha metro ma dhi metro number
@Faniwap12
@Faniwap12 Год назад
Sir ham sab ya koe aadmi locomotive ke adar ja sakta h
@mr.deshmukh1160
@mr.deshmukh1160 Год назад
Sir Railway medical me eye vision 6/6 hona chahiye but jis person ko already chashma laga ho to kya hoga sir.....?
@studyraiserailway8660
@studyraiserailway8660 Год назад
Wo pilot nahi ban sakta
@reshpalsinghkhatakwal6481
@reshpalsinghkhatakwal6481 Год назад
Agar koi cli lobby me sharan peekar (cc)staff ke sath badtmeezi kar rha h to usko kya karyvahi kar sakte h
@is-fd2es
@is-fd2es Год назад
Reason या rejan
@Mukulkumar-ih1rt
@Mukulkumar-ih1rt Год назад
Mera ek sawal hai. Mana ki mujhe delhi se mubai jana hai .maine ek tikat delhi se hi kharid liya aur koi aisa train pakda jo mumbai nhi jati ho to kya us tikat se main 2-3 train badal ke mumbai aa sakta hu
@Mukulkumar-ih1rt
@Mukulkumar-ih1rt Год назад
Aapke jabab ka intjar rahega
@tanmaysamanta2697
@tanmaysamanta2697 Год назад
Nice
@lalitdasmahant4812
@lalitdasmahant4812 Год назад
Mere Sawal Ka Zawab Dene Ka Taim Nahi Hai Utkal Tren K Bare Me Pucha Tha Tooo Uske Aalawa Bhi
@lalitdasmahant4812
@lalitdasmahant4812 Год назад
Jo Tren 1500 Se 2000 Kilomitar Tk Jati Hai Aur 24 Ghnte Se Jada Taim Leti Hai Wo Roz Kaise Chalti Hai Jaise Haridwar Se Puri.....
@Panda-nf2fl
@Panda-nf2fl Год назад
4-5 trains hoti h same naam se , ekhi single train roj up down nhi krti hai
@sayyedshazeb8412
@sayyedshazeb8412 Год назад
Bhaiya yeh bataye ki railways me jo inspection car hotein hai usme hota toh pantograph bhi hai lekin vo phir Dg se kyu chalty hai..
@indianrailloverbynikhilvats
Inspection car agar working condition me hai toh possible si baat hai ki usse oopar ki wire me current nahi hoga , yahi reason hai ki use diesel se chalna padta hai
@DurgeshTiwari-bv5bt
@DurgeshTiwari-bv5bt Год назад
सर मुझे ये जानकारी चाहिए थी अगर हम काउंटर से रिजर्वेशन कराए और वो टिकट किसी कारण से गुम हो जाए तो क्या होगा
@DurgeshTiwari-bv5bt
@DurgeshTiwari-bv5bt Год назад
क्या हम फिर यात्रा कर सकते है या नहीं
@ashimkumarkundu9842
@ashimkumarkundu9842 Год назад
Can I take pillow from train
@ashutoshrajak01
@ashutoshrajak01 Год назад
Sir first please comment pin kardigiye 🥺🙏
@Radhemobil835
@Radhemobil835 Год назад
Sir mai hamesha aap se ek hi sawal bar bar pucha raha hu lekin aap jawab nahi dete, mera sawal hai ki 200 vande Bharat jab patriyon par chalne Lage gi tab baki ke normal traino ko band kar diya jayega ya vo bhi chalengi agar vo bhi traine chalengi to patriyon par trafik jayada nahi hoga.
@indianrailloverbynikhilvats
Abhi ke time pe ek hi track pe passenger aur goods , dono train chalti haiiii . Par ab goods train ke liye alag se track banaye jaa rahe hai . Toh bas ab traffic toh aise hi kam ho jaayega , toh passengers train ki counting aur badhane me koi problem nahi
@Radhemobil835
@Radhemobil835 Год назад
@@indianrailloverbynikhilvats Thanks for information
@Ultimatetruth91
@Ultimatetruth91 Год назад
Shatabdi band ki ja rhi hai... jyadatar jgho par.. or dfcc semi govt hai usme pvt jyada chalegi goods train
@gauravrathore7132
@gauravrathore7132 Год назад
Ye glt btaya apne ki loop line me dal kr punishment dete h asa nhi. Perioty Vali gadi ko prefrence dete h kya pya glt jankari n de ak gadi ki ki speed fix hoti h goods me bhi bhut gadi h jinki speed alg alg hoti h
@anwaygaikwad2087
@anwaygaikwad2087 Год назад
Sir loco pliot ka Unka Uniform Unko Compalsari hain kya ?
@solivagantsat
@solivagantsat Год назад
yes
@tech-train-transformer7297
@tech-train-transformer7297 Год назад
Please tell me vaid reason of the locomotive that which reason he/she can says
@solivagantsat
@solivagantsat Год назад
mainly if loco has some defects
@Innocent_boy_rr
@Innocent_boy_rr Год назад
Brother metro rail ki trha passangers trains ko bridges pr kyn nhi chalaya jata 1 question hai mera? Rail bhi upper bridges pr chal skti hai jisse accident kmm hoge but aisa kyn nhi hota
@Saurabhkitchen07
@Saurabhkitchen07 Год назад
Pehle he Indian Railway 100 rupees gain krne ke liye 150 expense krti hn aur route metro ki Tarah elevated hoga 150 ki jagah 1000/- ka expanse hoga.
@Innocent_boy_rr
@Innocent_boy_rr Год назад
@@Saurabhkitchen07 ye reason muje thik exact ni lga
@Innocent_boy_rr
@Innocent_boy_rr Год назад
@@Saurabhkitchen07 apka point galat nhi ha but muje exact reason nhi lga
@Saurabhkitchen07
@Saurabhkitchen07 Год назад
@@Innocent_boy_rr kahana mein yh chahata hu utna profit nii hoga Ho sakta hn profit baad mein Ho pr kaafi investment ki jarrurat hogi aur technically dekhe toh utna Sahi nii elevated aur underground pr Indian Railways ko rakhna asa Mera sochna Ho sakta hn aap sahi yh infuture Indian Railway ispar shift Ho jaye.
@indianrailloverbynikhilvats
Bro railway track jab pehle Bane the tab veh situation thiii tab toh metro bhi nahi the , par ab dedicated freight corridor ban Raha hai , vaha kafi railway track section ko elevated hii banaya gaya hai And haa poore route section ko bridge pe banana me sach me bhut time aur bhut investment chahiye aur iski koi jaroorat bhi nahi hai City me metro isiliye elevated aur underground hai bcoz of road rush in cities, otherwise elevation ki koi jaroorat nahi itni
@aslamk.7776
@aslamk.7776 Год назад
Bihar mei mann marzi Se Train Chaley Gatiya hi Gatiya Chaley U P or W. B. Sahi Chalti hai
@indianrailway9480
@indianrailway9480 Год назад
Thx sir 😱😱😱🛤️🤔🇮🇳
@akashbhajannetwork3588
@akashbhajannetwork3588 Год назад
First view'🤗🤗👍👍👍👍👍
@ashimkumarkundu9842
@ashimkumarkundu9842 Год назад
Kolkata
@golapihasda451
@golapihasda451 Год назад
Train accident
@rfavisharma
@rfavisharma Год назад
Hloo bro
@Rustammusicianofficial
@Rustammusicianofficial Год назад
First view
@amitsaxena1014
@amitsaxena1014 Год назад
Aisa bullshit sawal aata kaise hai logo ke dimag me
@ashimkumarkundu9842
@ashimkumarkundu9842 Год назад
First
@mohitbanodha1806
@mohitbanodha1806 Год назад
1st view
Далее
ВЫЖИЛ В ДРЕВНЕМ ЕГИПТЕ!
13:09
Просмотров 211 тыс.