Bhai me khet teyar kiya hu .80 acar jisme khera lagana chahta hu VNR KRISH lene geya to dukandar VNR ka sana de raha tha or chitra konsa accha hoga. Keh raha he abhi krish ka jamab nahi hoga sahi se krish lagane he to 15 din ruk jao. Kya keru
bhai jungali baingan ka bij Kahan milega mein kheti badi ka Chhota sa Kisan hai lekin aap ka video ko dekhta ho to bahut motivate milta hai bhai aapka mein bahut bada fan hun ki aapke pass Ho Gaya to jarur batana bhai jungali baingan ka bij main le lunga district se bol raha hun,