Mujhee bahut pasand h ye ..... Magar aab se me isko khana kaam kar dungaaa ..... Kyouki DUE TO PALM OIL ..... in heavy quantity ..... woh bhi bhar bhar k dalta h ismee😮😮😢😂😂😂😂
Mai mithai rarely kabhi khata hu aur soanpapdi boring hai. Asli mithai toh kolkata me milta hai bilkul shuddh aur reasonable rate par. Delhi me jyada paisa de kar bhi quality nhi milta.
Aaj se Soan Papdi band. Is maida, palm oil, dher saari sugar khaane se kahi achha hai ki ghar par hi kuch achha bna lo! Hume lagta tha ki Soan Papdi besan se ban rahi hai, par yahan to mamla hi alag hai.
Bhai, haldiram ki bhi maida se hi banti, tabhi uska colour light yellow hota hai aur baaki doosre colours k liye woh flavoured colour daalte hain. Humaare Hathras ki famous hai, yaha pe besan ki banaate hain maida ki nahi. Health k mamle main haldiram se better hi hai.
Nahi bhai. Aapko galatfehmi hui hai. Jo soan papdi ki video 3 saal pehle daali thi vo desi ghee aur besan wali thi. Ye palm oil aur maida wali hai aur iski making bhi different hai.
Besan aur desi ghee bhi use karke soan papdi banate hai Lekin woto mehenga ata hoi garib or middle class Lok afford nhi kar skate but palm oil or Maida sasta hai issiliye sab afford kar skate hai issiliye ye bhi bikta hai