@@ArmyBhartiChaupal koi call Kiya tha hamre pass mera rmds number bol rha tha ki tumra merit nahi bn raha hi Kam karna hi to bol do hm kuch nahi bole hi
Sir ma Agra aro sa hu or mara physical or madical ho gaya ha mara name documents ma Amit Sharma ha lakin mara mulnivasi ma Amit Kumar ha physical clear hona ka bad jo documents check hota hai uska Amit Kumar name wala mulnivasi ki vagha sa mugha documents ma fale nahi Kiya gaya tha ab mana apna adhar card ka hisab se new mulnivas banva lia ha or ak affidavid bhi banva lia ha name karaksan ka mara 175+ number ban Raha hai kuch dikkat to nahi hogi na final marit ma please bata dijiye sir bhot parasan hu 😢😢😢😢😢😢