Hello mam..aap ki ye recepie maine banai bhut hi achchi bani..mere husband ko bhut pasand aai...aapki sab recepies bhut achchi aur easy to make hoti hai.. Thanku maam...
I tried this sabzi itni Lajawaaab sabzi bani nobody believed ke ye tinda hain bhot tareef hui guest se ur amazing ma'am Thankuuu so much all credit goes to you❤️❤️❤️❤️❤️😘❤️❤️❤️
Supper sbji tinde vaise to nahi pasand h pr y tarika dekh kr bnane ko mn kr gya itni badhiya bn gai hm Aaj hi bnate h bilkul amazing lg rhi sbji wow 👌👍❤️❤️ kya baat h 🙏🙏 kasuri methi bna rkkhi h will try 👍 video bahot accha lga 👌👍❤️❤️🙏
amazinggg recipe mam...mene apni life m sirf ek bar tinde ki sabji khai thi...mum k hatho ki...uske baad khane ko nhi mili...or na hi mujhe bnani aati thi...or co incidence ye...k aaj main tinde layi..but bnani nhi AA rhi thi...apne aisi sikhai k lga k Meri mum hi smjha rhe ho...or apki muskurahat...pure video m jaan daal deti hai...thank u so much mam🙏🙏🙏🏼🙏🏼🌹🌹🌹🌹🌹🌹💝💝💝💝💝💝💝💝
Wah ... Bahut badiya aur lajawaab ... Excellent " Subzi with A Shahi Twist " 😋👍 .. Jo mujh jaise log seasonal green vegetables ( tinda , ghia, torri ) nahin khana pasand karte .. unke liye to yeh recepie sahi mayne mein kamaal hai 🤠... mujhe to Ghia , Torri , Tinda ke naam sunnte hi dheron bahane khana na khane k us waqt dimaag mein aate hain jis din in mein se kuch bhi bana hua ho ...😁🤭 Mujhe yeh recepie behad pasand ayi hai .... its v v flavourful... main zarur banayungi yeh subzi .. khud bhi khaungi aur ghar mein baki sabko bhi khilaungi ..( Humare ghar mein Masala Tinda , channa dal + Tinda .. aur regular tomato gravy wala Tinda banta hai ) Laccha Parantha , Rice k sath kafi acchi lagegi yeh subzi ... Thank you so much Aunty ji mujh jaise logon ki dushmani summer green vegetables k sath khattam karne k liye ...( Meri Mummy khush ho jayengi jab main Tinda khayungi .. vo bhi mazey se )✌👍😄😅💐
Namah shivay maa aap to kamaal ho or pata nahi kya keya ho ye sabji bani aap manogay nahi ki kamaal ho gya sab nay pucha ki ye keya hai maja aa gya sab ko kha kar thanku so much maa love you 💕💕😘😘😘😘
Mene aapki method se malayi tinda banya or mere ghar m sbhi ko ye sbji pasand aayi Be mine meggi masala extra add Kiya ishse too sbji m char chand LG gye
Aunty Mai iss gravy se aalu parwal ki sbji bnayi aur sbne bahut ache se khaya ..mere ghar p koi parwal pasand ni krte..fr v sbne khaya...bas tinde ki jagah parwal ko fry krke..aur aalu ko halka sa fry ki aur pani daal k fr uske boil type ka krke sbji m daal di 🤗