Lawyer ma'am kisi farishte se kam nahi h farishta ban k aaye dhanyawad ma'am apko bhagwan dher sari khushiyan de❤ thank you ma'am ek aurat ki dard ko samajhne k liye
Apne hi jaal mein fass gaya bechara. Soch raha hoga high court mein jaunga to shatabdi toot jayegi par dekho bhagwan ki mahima. Bhagwan ne ek farishta bhej diya shatabdi ko sahara dene ke liye. Aur woh bhi jis waqt high court se papers aye ussi waqt ye farisha bhej diya bhagwan ne. Jai mahadev🙏jai bajrang bali🙏
Ek written me behavioural letter raipur court se judge ko bol k letter le lo ki judge k samne us person ki activity, action, talking way, bounding with child, usk bare m le lo bahut kaam dega psychology tarike se judge isko lenge bahot achha hoga aapke liye
Kuch nahi hota hai didi india me , karnataka ka eke case study check Kiya usme 20 years after 3 years punishment huva 5 people keliye judgement have ke time m 3 person mar gaya, aur 2 person supreme court se stay leke Aya, just take compensation for your child and close the case, useka galti hai tho Bhagwan uskha dekeha , karma sabko ayega, indian courts are just time pass day after day now also you lost 4 to 5 years in court, don't lose more time just grow in front of him ,
Aapka ye pattern ban chuka hai...aap ek decision pe rehti nhi hain..kbhi aap poora video ispe bana deti hain ki divorce dungi Divorce dungi... Maine bola tha na...2 din baad aapka video aa gya ki High court, supreme court jaungi... Aap bahot super confused hokar case lad rahi hain..ek decision pe nhi tikti aap.