Тёмный

वसीयत की गई जमीन कब दाखिल खारिज होती है और कैसे होती है | वसीयत की जमीन संपत्ति नाम कब आती है? 

Law advice.Adv.Akshay
Подписаться 624 тыс.
Просмотров 270 тыс.
50% 1

फोन पर एडवोकेट सर से कोई भी सलाह लेने के लिए Whatsp पर SMS या फोन कॉल करके इस नंबर पर कॉल बुक करवा सकते हैं और कुछ फीस देकर इस नंबर पर 7906821877 पर सलाह के लिए संपर्क कर सकते हैं
** सलाह लेने कॉल बुक के लिए फीस ***-
10 मिनट तक के लिए 150 रुपए फीस
10 से 30 मिनट तक के लिए 250 रुपए फीस
₹300 शुल्क अगर जमीन के डॉक्यूमेंट, खसरा ,खतौनी, ऑनलाइन रजिस्ट्री, जमीन केस स्टेटस , अन्य कोई भी डॉक्यूमेंट चेक या कोई प्रार्थना पत्र शिकायत पत्र लिखवाना ड्राफ्टिंग कर प्राप्त करना है तब ₹300 शुल्क
**** इसी व्हाट्सएप नंबर 7906821877 पर S M S करके या कॉल करके कॉल बुक करवानी पड़ेगी और इसके बाद हमारे ऑफिस से आपके पास फोन जाएगा
अथवा-***
ONLINE संपर्क करने के लिए callme4 एप से बात कर सकते हैं callme4 एप्प कैसे यूज़ करते हैं वीडियो लिंक
• जमीन दाखिल खारिज रजिस...
दोस्तों दाखिल खारिज और जमीन से संबंधित बहुत ही महत्वपूर्ण वीडियो की लिंक दी गई है आप वीडियो देख सकते हैं
अपनी जमीन से तत्काल कब्जा कैसे हटाए प्रशासनिक कार्रवाई कैसे करें
• जमीन खेती से कब्जा तुर...
गलत दाखिल खारिज सही कैसे करवाएं दाखिल खारिज के विरुद्ध अपील कहां करें
• गलत दाखिल खारिज(Mutati...
दाखिल खारिज कितने वर्षों तक हो सकता है दाखिल खारिज कराने का सही समय
• Mutationदाखिल खारिज कर...
दाखिल खारिज क्या होता है दाखिल खारिज कराने की प्रक्रिया
• Video

Опубликовано:

 

19 авг 2020

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 379   
@perdeepthakur1029
@perdeepthakur1029 5 месяцев назад
Great knowledge sir.. thanks a lot
@rajneeshkumarsharma3181
@rajneeshkumarsharma3181 3 года назад
Very interesting case nice .
@skmusic959
@skmusic959 3 года назад
Thank you
@nareshyadavtechnical5972
@nareshyadavtechnical5972 3 года назад
Very nice video Sir
@ramg39116
@ramg39116 2 года назад
Thank you sir
@avinashsahni6906
@avinashsahni6906 3 года назад
Thanks
@DilipPatel-dq7jy
@DilipPatel-dq7jy Год назад
Good information
@panwarkishansingh8251
@panwarkishansingh8251 3 года назад
Very nice sir ji thanks
@dreamstar586
@dreamstar586 2 года назад
Nice video 👌👌
@AkashThakur-vu1jg
@AkashThakur-vu1jg 3 года назад
NICE POST BHAI
@ghanshyamsh5746
@ghanshyamsh5746 Год назад
सर एक पिता के तीन लड़किया और एक लड़का हे और चारो ही शादी शुदा हे लड़किया अपने अपने ससुराल मे रहती हे और लड़का पिता के मकान मे अपनी पत्नी के साथ रहता है ये मकान पिता ने अपनी स्वय की कमाई से खरीदा है । अब अगर पिता किसी एक लड़की के नाम मकान की वसीयत करता है तो उस मकान को लड़का कब खाली करेगा ।
@arunsingh390
@arunsingh390 3 года назад
Kya jab registered will meray naam hai aur mai jameen apnay naam karwana chahata hu aur uska dakhil kharaj chadhwana chahata hu to kya aur bhaai bahno say affidavit dilaana jaruri hai kya
@electricianabhay
@electricianabhay 8 месяцев назад
Sir mere dada ji ne papa ke name par vasiyat kiya tha notry wala par us vasiyat ko 12sal ho chuke hain kya hum apil kar sakte hai
@AnilKumar-bx3ex
@AnilKumar-bx3ex 3 года назад
Sir ager wasiyat aaur wrast n ho aaur nabalik se hi apni jamin kisi aaur ke name se kar diya ho aaur 1960 se unka hi name aa rha ho to kya unke bhaiyo ka bhi hissa banta hai ki nahi jarur reply dijiyega sir
@iia4815
@iia4815 2 года назад
sir (indragandhi)( alatment jamin) 1972 ko ek mere dada ke naam se jamin alatment (alat) hui thi . wo basiyat mere father akele ko karke gye the par uska intkal 2017 me sabi bhaio ke name kar diya gya kya wo jamin hume mil jayegi kabja 40 saal se humare pas hai aj bi humare pas hi hai himachal pradesh ke rool ke hisab se
@laxmiguptalaxmigupta2259
@laxmiguptalaxmigupta2259 2 года назад
Sir ji ager aptti lagi ho tb kaise dakhil kharij Kraye,aur kya aptti lagne per khet ki buai krwa skte hai? Sir ji plz ,reply
@muhammaddilshad8271
@muhammaddilshad8271 3 года назад
Mujhe lone lane me dikkat aa rhi he wo registry mang rhe he wasyat ko mana kr rhe h
@dharmavyas2890
@dharmavyas2890 3 года назад
Sir bahut sal pehle relation se sirf pese lekar jmin bechi ho aur unke name jmin nhi huyi ho aur paise lene vala ab jmin unke name n kare to kya krna chahiye ?
@anupyadav3742
@anupyadav3742 2 года назад
Yadi basiat white page me ho and uspr witness and with stamp ho to kya uska mutation possible h. Ydi wasiat krta ka death ho gya ho
@umadevikuswaha775
@umadevikuswaha775 3 года назад
Sir ji plz tell me dakhil kharij nahi hua vasiyat kar di pote ko to kya wife apna hissa le sakti hai
@arhanansariarhanansari3791
@arhanansariarhanansari3791 3 года назад
Sir mere Nana nai Meri maa ko kheti ki 600gaj zameen wasiyat ki thi Nana ki 4 saal pehle deth ho chuki hai magar humane abhi Tak dakhil kharij nahi karai Kiya usmai koi problem hosakti hai Mera Matlab dakhi khariz karana jaruri hai. ans me pls
@ankithpquit
@ankithpquit 2 года назад
Sar Agar Ham Kisi Ki Seva Pani karte hain aur vah apni Jameen Hamare Naam musibat kar deta hai aur Fir Bhi Uske Parivar wale uska matlab dekhbhal bhi nahin Karte aur uske Mar Jaane per vah log virodh Karte Hain Ki jaban Jameen Hamen de do aur uski Seva Pani bhi nahin Karte to usse Jameen per se apni dakhil kharij kaise karen
@ankithpquit
@ankithpquit 2 года назад
Vasiyat kar deta hai
@shobhitgarg5707
@shobhitgarg5707 3 года назад
Good
@ushakapoor917
@ushakapoor917 3 года назад
Agr maine will bna di or baad m apni property sale krna chahu to kya m uss property ko sale kr skti hu. Please reply me . Thank you
@saurabhgupta269
@saurabhgupta269 2 года назад
Sir kya basiyat mai kisi jagah ki chouhadi galat Dali ho to kya ho sakta hai
@sharmaji8198
@sharmaji8198 3 года назад
Some properties is as wasiyat of my wife from her mama now what can I do now case is etawah city
@yatishpandey2362
@yatishpandey2362 3 года назад
Sir ka dakhil kharij hue 3 sal ho chuke hnn kya ab bhi usme koi sudhar ho sakta h
@dhamalladduke5890
@dhamalladduke5890 3 года назад
Sir ji ager nisantan vyakti apne bhai ke beton ko vasiyat karta hai. To us par kaun kaun vyakti objetion kar sakte hain. Aur kya objection manya hoga
@pradeeppathak-pf9nq
@pradeeppathak-pf9nq 25 дней назад
Vaseeyat se jameen nahi liyagaya pharji tareekese jameen nam kara liya panchayat se vaseeyat mai hamare man ka nam hai hamare ma keval ek ladki thi kesh deevani ka hai hamara chal raha hai result kya hoga please bataye
@Kshahabahmad
@Kshahabahmad 3 года назад
Wasiyat m frji singnature k istemal hua frji batein likhi gyi tb ???
@vipinff9953
@vipinff9953 2 года назад
Comisnari m sachh ki apil ki h. Kya file rimaind ho sakti h
@raismohammad1194
@raismohammad1194 3 года назад
Sir tell me about will kharij
@sby3414
@sby3414 Год назад
Vasiyat 30 year old hai,2 gwah bhi hain , vasiyat karta ka death ho gya hai,court kharij kar sakta hai kya sir,ptta bhi ban chuka hai,
@sharmaallinone468
@sharmaallinone468 3 года назад
Agar vasiat krta vsiat tudaye bina uski rjistry kisi aur k naam kr de ton ???plz answer🙏🙏🙏🙏
@pavip3099
@pavip3099 Год назад
Very nicely explained. Thank you sir.
@subhashbadoni1393
@subhashbadoni1393 Год назад
Sir koi wasiyat 2009 me banayi gayi jisme koi sampatti 4 logo ko di gayi jisme se 1 bhai ko 2 beegha land aur baaki 3 bhayiyo ko 1-1 beegha land mili aur 2014 me uska daakhila unke naam par chadhaya gaya jinko wasiyat mili hai aur 2021 me uss sampatti ka bantwara naama ragistry office se stamp sulk dekar karwaya gaya to wo sampatti ka benifit indivisual kabse count hoga ?
@msvpbusiness
@msvpbusiness 2 года назад
महोदय क्या कोई जजमेंट है कोर्ट का की ग्रामीण इलाके में आबादी में बने घर का पानी घर मालिक अपने ही जगह में उतारे आँगन में घर के या सामने plese share
@sohanshrivas3507
@sohanshrivas3507 2 года назад
Sir Makaan Zameen mere nam h vasiyat k anusar parantu meri step mother ne kabzq Kiya h kya karu
@kamlakarpandey5813
@kamlakarpandey5813 3 года назад
Sir agar wasiyat pe gwah jo hai wo mana Kare ki mai gwahi nhi dunga. Gwahi dene Ke badle paise ki mang Kare to kya Karna chahie. Paise bhi bahut jyada
@jugalkishornambeo5247
@jugalkishornambeo5247 3 года назад
👍👍👍🙏
@vishalshukla8337
@vishalshukla8337 Год назад
सर मेरी एक जगह की सम्पत्ति वसीयत में ओपेन लेकिन दूसरे जिले की जगह की ओपेन नही की है लेकिन उसमें ये लिखा है सम्पूर्ण चल अचल संपत्ति लिखा है कृपया बताइये
@ad.radheshyamgupta8531
@ad.radheshyamgupta8531 3 года назад
Sar meri dadi apni sw Arjit bhumi mere charo bhaiyo ke nam motei ke samksh kar gai thi ab dadi brenhamrej ki vajah se 6 ,9 ,2020 ko diwangat ho gai .daada ji tahsil jakar ham charo bhaiyo ke nam karane ka aavedan de diye .jisme 1viswakarma dusre jati ka bina kisi dstavej ke 2 panne ki aappti laga diya .kaya vasiyat karta ki vasiyat samapt ho jayegi.
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
वसीयत पर अदालत का प्रोबेट ऑर्डर जरूरी है। इस मामले की सुनवाई के दौरान जिसके पास वैध आपत्ति हो, पेश कर सकता है
@mamtajalam4297
@mamtajalam4297 2 года назад
sir agar koi admi marne se pahle apna wasiyat karta hai to wasiyat karne wale ke nam ka zamin v wasiyat ho jayegi
@Nehajaisoni
@Nehajaisoni Год назад
Sir mere papa or maine ek mkan adhe adhe pese mila kar liya tha... Jiske papers papa or mere nam hai... Mere papa ne apni adhe hisse ki registered will mere bete k nam kar di thi mere papa ki death ho chuki h ... Ghar ka lite pani gas bill sab kuchh mere nam par h ... Or mera beta 5 sal ka h abhi ... To humko will ko probate krana hoga ya fir jb beta 18 sal ka hoga tb khud usko krna hoga
@brijeshthakur3029
@brijeshthakur3029 3 года назад
Vasiyat karane khuchh sal bad rajisatri kra sakte
@nisha9100
@nisha9100 Год назад
Sir mai do bahan ek bhai hu mere bhai ke koi bche nahi hai to usne meri bahan ko total hmare papa ke sampati jo bhai ko mila o sbhi sampti meri bahan ke name ka wasiyat kar di hai kya ye kharij hoga
@rajeevkumarsingh4017
@rajeevkumarsingh4017 Год назад
Maine apni Jamin apni beti ke nam wasiyat kar dia,wo single uttaradhikari hai, Jamin bechne ke lie usko kya apne nam dakhil kharij karwana parega?
@rashidanjum949
@rashidanjum949 3 года назад
Sir apni bibi ke naam se dakhilkharij kiya huwa wasiyet tikega ya nahi
@trilochanswain2564
@trilochanswain2564 3 года назад
Mera ek quation hai... Mere dada nai swaarjit property mre sautele dadi k name kar di hai or dada ji ka death ho gaya hai.... Yadi mere sautele dadi ne basiyat likh k death ho jaye to..... Property mere father k name par hogi ya jiske name par basiyat ki gyi hai?
@rajumeena8381
@rajumeena8381 2 года назад
Vasiyat ko kitne time tak challenge kar sakte h please replay
@mukeshkumarmahto8220
@mukeshkumarmahto8220 3 года назад
Sir man liya jay agar Maine basihat karwai hai to Bina basihat cancill kiye Kisi our ko registry Kar Sakti hai ya pahle basihat cancel Karna jaruri hai kripya bataaye please
@ronnyc9836
@ronnyc9836 3 года назад
Vasiyt marne ke bad lagu hoti h...
@sharmaallinone468
@sharmaallinone468 3 года назад
Mtlab agar other prsn ko rjistry ki ton vo manya hai, vo b blood relation mein
@Linkupyourstory
@Linkupyourstory 3 года назад
Bahut jaruri hai
@cmsharma1437
@cmsharma1437 10 месяцев назад
Sir agar vasiyat karta ki death ho gayi hai to vasiyat ko kaise register karva sakte hai
@purnimajaiswal5406
@purnimajaiswal5406 3 года назад
Agar koi person apni jameen kisi k naam vasiyat kare Lekin vasiyat registered nhi h or jiske naam kiya h WO person apni vasiyat banwakar usme us unregistered vasiyat wali jameen ko bhi kisi ko likh de or baad me dono ki hi death ho jaye to kya last me jiske naam per unregistered vasiyat wali jameen h use mil jayegi
@shahidashrafy600
@shahidashrafy600 Год назад
Sir mere dada ji zamin mere name se wasiyat kiye hain Aur unka death ho gya hai to aise me mai us zamin ko apne name kaise krwa skta hun
@sonupandey5822
@sonupandey5822 3 года назад
Sir agar washiat dakhil kharij ho jati hai aur nam chada jata hai khutuni me thesildar ke adesh ke bad fir usko Kisi ne kisi Ka dusare Ka nam registar se chadwa let's likin adesh Nahi hota jai to usko correct kaise karwa thesil me .
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
एक बार प्रोबेट ऑर्डर मिल जाए, तो आप मालिक होते हैं
@RakeshPatel-zf7of
@RakeshPatel-zf7of 3 года назад
Sir, जमीन saiyuct याने sabhi chach a ke लड़के लड़की का naam hai, एक चाचा unmarried थे उन्होंने ne अपने छोटे भाई ke लड़के याने मुझे Ragister will kiya tha. उसमे जमीन का सर्वे नंबर पुराना लिखा था. कुछ साल ke बाद सर्वे नंबर सर्कार बदलते है. Mamlatdar साब ne सर्वे नंबर सुसंगत होने के कारण रद कर दिया. One witness मौजूद है इस problam मे kya ho सकता है please reply देना और ho sake to एक वीडियो बनाए sir.
@SonuYadav-uf4zt
@SonuYadav-uf4zt 2 года назад
Sir Maine ek vasihat ki jamin khareedi hai per kabja nahi mil raha hai
@rohitsaini5561
@rohitsaini5561 2 года назад
Waseeyat pariwar k kis kis sadashy ko ki ja sakti hai.?. Kya bhai bhateeje ya restedar ya padoshi ko bhi waseeyat kiya ja sakta hai
@Shivnendra
@Shivnendra 2 года назад
Sir mai wasihat me gawah hai to gawah ke bare me samjhaye
@ayaziqbal4746
@ayaziqbal4746 2 года назад
Vasiyet aur 40 intkal kya hota hai is ka bhara ma video banwo
@vinittyagi7332
@vinittyagi7332 3 года назад
Patrak sampatti k bhi vasiat ho sakti h
@rxtechnical9828
@rxtechnical9828 3 года назад
Vaseyat per hue namantran ko SDM nirnay Kar sakta hai
@SandeepGupta-nw1ud
@SandeepGupta-nw1ud Год назад
Sir Maine ek jameen karida tha apne paise se lekin pita ji ke naam par liya tha lekin mere pita ji ne register wasiyat mere bade bhai k ladke k naam par kar Diya hai kya isko court m challenge kar sakte hai ????
@deepakmehta8454
@deepakmehta8454 3 года назад
Vasiyat ko probait krana jruri h kya
@RameshKumar-oc7cn
@RameshKumar-oc7cn 8 месяцев назад
Paitrick sampati wasiyat se mili hui hai usko kaise paitrick maane.
@raghunandankumar9950
@raghunandankumar9950 3 года назад
Sar meri Nani ne basi Kari thi mere bade bhaiya ko aur usne Mera janm nahin thaFIR vah vasiyat ka Adhikar chhote Bhai Ko hoga ya nahin hoga ya FIR kya Kiya jaega sar please bataiye vasiyat Karta abhi Jinda
@BhupendraSingh-pt9nl
@BhupendraSingh-pt9nl 3 года назад
Sir mere dada ne vasiyat me puri property mere chacha k naam kar di hai uss vasiyat me mere chacha k sasur ji gawah bane hai to kya wo gawah ban sakte hai
@iia4815
@iia4815 2 года назад
tumare dada ko jamin kaha se mili thi wo kya uski khud ki kharidi gyi thi ya pushtenik thi
@ABHIJEETSINGH-ii2rk
@ABHIJEETSINGH-ii2rk 2 года назад
Kya paitrik sampati ka vasiyat nahi kiya ja sakta h
@alkatyagi5986
@alkatyagi5986 3 года назад
Pote k nam vsiyt hone k ager wo bhechna chahe to kya koi family members case ker skty h ya nhi plz btao
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
Court she probate order me kar beach sakta hai. Koi objection nahi kar sakta
@shahzadshaikh5422
@shahzadshaikh5422 4 года назад
Other state ki wasiat ke gawah other state me ane mana kare to kya kare
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
अदालत वारंट जारी कर सकती है
@jitendrachauhanchauhan898
@jitendrachauhanchauhan898 3 года назад
Sr g .agar ham 3 bhai aor hmare dada g ka 3 jgh makan hae khi thora kam hae khi thora jada hae hmare dada g ne alg alg tino bete ko vsiyt kar ke chle gaye jisme 1 jagh usne apane dam par khridhe the aor 2 jaggy pustheni makan tha tino bete ne apane rahte hae kya kabhi koi pre sani ho skti hae bataye ga
@ronnyc9836
@ronnyc9836 3 года назад
Kisi ki niyat palte der nhi lagti... Par ha ap ke hisse me jo makn h phele wo ap apne nam krwa lijye bhetar rhega
@shivmohan3336
@shivmohan3336 3 года назад
Sir main do Bhai hu mere 04 Ladkiya hai mere beta nhi h mere bade Bhai ke ak ladka hai aur meri maa bade Bhai ke name Janeen ker rhi hai kya mai isme objection ker Sakta hu
@dineshankit9297
@dineshankit9297 2 года назад
Sir meri zmeen meri mata ji kay nam hai mera koi bhai nahi hai mata ji zameen mera nam krna chati matlb mere nam dhakil kharig mere nam ho sakti hai
@saurabhsoni2445
@saurabhsoni2445 7 месяцев назад
सर किसी वसीयत करता ने अपनी संपूर्ण संपत्ति विक्रय करके दान करना लिखा है। और इसके लिए एक निस्पादक भी अधिकृत। तो इस संपत्ति का विक्रय करने के लिए। उसे संपत्ति पर नामांतरण किसका किया जाएगा।
@MS-ju3rs
@MS-ju3rs 3 года назад
Bhumi Card online kaise banega
@vishalawasthi6467
@vishalawasthi6467 3 года назад
Vasihat agar ghar ki hai to kya dakhilkhatij hogi kya
@narottamtiwari6765
@narottamtiwari6765 2 года назад
Sir wasiyat ho gai hai ya nahi iska pata kaise lagayen.
@SantoshKumar-pq9sb
@SantoshKumar-pq9sb 2 года назад
Or vasiyat chachere baba ne ki ho chote Nati ko or bada nati ka kabja ho toh kya vasiyat cancel ho sakati h or nahi ho skti toh use kaie dakhil kharij karway..
@Yashkaurav401
@Yashkaurav401 2 года назад
Agar vasiyat karta mar gaya ho aur vasiyat ka kisi ek pacch ko na pata ho aur uska dakhil kharij ho gaya ho to uss par kya hoga please batane ki kripa karein Thank u
@kunwarsanjeev9581
@kunwarsanjeev9581 2 года назад
vasiyat karne wale ki death ke baat kitne dino me vasiyat ko execute karvana padta hai
@Kshahabahmad
@Kshahabahmad 3 года назад
Agar wasiyat frji h tb kese challenge kre usko???
@sharmaji8198
@sharmaji8198 3 года назад
Can I take suggestions about city property
@maheshpal2127
@maheshpal2127 3 года назад
क्या पट्टे की भूमि की वसीयत हो सकती है और पट्टे
@raismohammad1194
@raismohammad1194 3 года назад
Sir will me jis viykti ke naam hui h us ke sage Bhai gabha ban skte h
@ronnyc9836
@ronnyc9836 3 года назад
Ap show hi mat krna ki wo ap ke bhai h...
@absarhandloom1172
@absarhandloom1172 2 месяца назад
Pahle kisi ko jamin heba kiya baad me kisi dusre ko registry Kar diya hai to kiska value jiyada hoga
@ANANDKUMAR-ui2ko
@ANANDKUMAR-ui2ko 3 года назад
Sir mere papa ji ke dada ji newasiyat kr diye the aur mere papa 3 bhai the jisme mere papa sabse bde the to sir kya dono bhai ka hisab milega jamain me
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
अगर दादाजी की कमाई हुई संपत्ति थी, तो कोई आपत्ति नहीं कर सकता
@wbvvg
@wbvvg 2 года назад
सर समजो के दो खेत थै अलग अलग ओर दोनो खेत पैत्रिक संपती थी ओर ऐक खेत बडे बेटेने बेचकर पैसे लेलीये ओर दुसरा खेत सोटे बेटेके नामपर वसीयत है ओर उसमे ये उलेख है की बडे बेटेने ऐक खेत बेचकर पैसा रखलीया है तो कया उस पैत्रिक संपती मे वो अपना हिंसा मांग सकता है
@shivangigupta7673
@shivangigupta7673 Год назад
सर वसीयत कर्ता की मृत्यु होने पर अगर सम्पत्ति उनके (वसीयत कर्ता) नाम से वरासत नहीं कराई गयी थी तो क्या होगा ?
@satyamkumarv6859
@satyamkumarv6859 2 года назад
Sir vasiyat me koi badalaw bad me ho sakta hi
@Mohitkumar-yk2fw
@Mohitkumar-yk2fw 3 года назад
Third party wasiyat kaise dakhil kharij kasie hogi
@SonamKumari-yi2vo
@SonamKumari-yi2vo Год назад
Ji ser namaskar ji
@prafuldubey5203
@prafuldubey5203 2 года назад
Agar will me Paitik our swaarjit sampatti Ko 1 hi bate lo de Di Ho to Kya will prabhavi mani jayagi, ya sirf Swaarjit SamPatti ke liye woh will prabhavi Rahegi ya nacho?
@narayanshukla9766
@narayanshukla9766 2 года назад
Vashisht agar kar deta hai lekin gavah Ghar ke aadmi kimanua hota hai ki nahi
@rajuraju-zj9lh
@rajuraju-zj9lh 3 года назад
बसीयत की संपत्ति को सीधे बेंचा जा सकता है?
@DhirajKumar-zh8sz
@DhirajKumar-zh8sz 3 года назад
Sir meri dadi ne mere name vasiyat kri thi, Dadi expire ho gyi but vasiyat ka dakhil kharij nhi hua, Court me case h
@RajYadav-oz7ji
@RajYadav-oz7ji 3 года назад
Oz LLC LVO
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
कोर्ट से प्रोबेट ऑर्डर मिलने के बाद ही
@sonuthakur4472
@sonuthakur4472 4 года назад
Bhai virasat jamne m kitna time lagta h
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
मतलब ?
@deepakkumarbunty8081
@deepakkumarbunty8081 Год назад
सर अगर वसीयत दाखिल खारिज हो चुका हो और नया टाइटल के साथ उनके उत्तराधिकारी को मिल चुका हूं तो क्या उसके बाद भी वसीयत खारिज हो सकती है
@mahijaiswal5885
@mahijaiswal5885 3 года назад
Sir mere dada ne mere naam par vasiyat ki hai vah ragistred hai fir baad me sade stamp me vasiyat ko amanya kiye aur jamin ka batwara apne beton ko Kar diye ..to ab Mai apna vasiyat ko challenge kiya hun kyonki vasiyat ragistred hai aur jo khandan kiye vah saada stamp hai jise dada ne nahi kharida hai aur na hi use notry karaya gaya hai to Kya Mai dava Kar sakta hu
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
कोई अपनी वसीयत कितनी भी बार बदल सकता है। वसीयत रजिस्टर्ड होना अनिवार्य नहीं है। पुश्तैनी जायदाद की वसीयत नहीं हो सकती। वसीयत किसी को भी किया जा सकता है। हर वसीयत होशो-हवास में सोच-समझ कर ही लिखा जाना चाहिए
@hemlatawadikar3469
@hemlatawadikar3469 3 года назад
Sir meri daadi ki zamin unke bhai k ladke ne matlab bhatije ne joothi vasiyat or fake deth sartificat karvakar apne naam karva li he jabki asli deth sartificat hamare pass he or vasiyat me hamare naam bhi nahi likhe he or 20 saal beet chuke he to vasiyat ko hum cort me challenge kar sakte he kya please sar replay
@ganeshbanerjee9841
@ganeshbanerjee9841 3 года назад
बिलकुल
@raviraviravibaghel1924
@raviraviravibaghel1924 2 года назад
Sir koi solusion plesh
Далее
How to challenge will in court
9:20
Просмотров 433 тыс.