Aapane jis tarah se video mein bataya tha usi tarah se Maine koshish ki khane mein bahut testi Laga, is recipe ko hamare sath share karne ke liye thank u so Mach
Aap ko bhuhat bhuhat jazak Allah aap ne mera kaam aasan kar diya aaj maine bhi aap ko dekh kar Sam vaise hi bana ya but achha bana aur swadhis bhi thanks 😊 you
ittefaaq se mere bhabi ammi ka naam bhi fatima hai, aur kal rath wo aise hi daal banay, mujhe bhook lagi is daal ko khane ka man kar raha, aur aapka naam b fatima hai☺️ Allah aapko lambi umar den baaji