Acharyaji please ek video visarg ke uccharan ke niyam pe bana dijye kyuki samajh nhi aarha visarg ka uccharan kaise kre sub apne apne tarike se krte hain ....aur shlok ke bech mein visarg ka uccharan kya hoga isme bhaut confusion hota hain jai mata di 🙏🙏🙏
Kya ye path aap de sakte h aap sahi shudh path denge mkt ma wrong printing hoti h books ma Aur aap ke batay brahd sidhkunjika path ka pdf hota dijy kya aap ka number mil sakta h ?
Aacharya Shri bhrahd sidhkunjika path diksha prapt sadhak ko hi karna chahiye hi aisa Google par likhit ma dia h aisa ma hum konsa path krna chahiye Geeta press kunjika path ya aap ka bataya hua margdarshan kare???
jinka yagnopavit nai hua ho....kia wo iss mantra ko bol ya sun saktey hai....ya sirf sun saktey hai...ya bina yagnopavit k koi nai sun sakta.. kripa marg darshan bataye
Thank you Acharya ji I received kunjika file can you send shiv atharvshirh Aur ye batane ki kripa kare ki brahd kunjika ko path krne ma diksha jaruri h ya nahi Aur Geeta prees ki kunjika ma aur aap ke sidhkunjika ma kya antar h ? Kripa batay