Ye technique mai har din akele me 10 min practice karunga. Aur jab khud ko purane habit ko repeat karta paunga to mai phir se patience ke sath aur deep intentional reason ke sath practice karunga.😊 Himmat , Harkat, Hoshiyari. Hum Jeetenge 😌 THANKYOU
Mindset is more important मन के जीते जीत है मन के हारे हार .. यदी कर्म तेरे पावन है सभी डूबेगी नहीं तेरी नाव कभी .. हमारी खुशी, ईश्वर, सफलता, सब भीतर है, इसे उजागर करना ही सच्ची एजुकेशन है .. हम जीतेंगे आभार आपका आदरणीय 🙏
Thank you❤ Mai isse roz karunga jab tak change 100% na ho jaaye. Mai saaf aur pavitra ho jaunga, mai nirdosh aur nirvikar ho jaunga. Mai badal jaunga.🙏💪
Apki video dakthe hi dil dimag shant ho jata hai Aaj se mein bhi WHOOSH techenic ka use karuga kabhi galti ho jae to phir se WHOOSH karuga himmat harkat hushyari hum jeetege Thank you for your new lesson sir
Main pichle ek week se padhai m struggle kar raha hu. Yt shorts unproductive videos dekh raha hu. Sirf 2 , 3 hour padhai kar paa raha hu ... Ab iss technique ka use karunga
Kal rat me hi soch raha tha, ek meri galt adat hai, bas kayi dino se bahut koshish kr rah hu kese badlu, lo bhiya ka video bhi aa gaya jaha chah hai vaha rah hai,,,,hum jeetege😎
Yaar Abhinav bhaiya Bhagwan ho kya aap ..kasam se ye 4 ya 5 th time ho raha hai ki me jis situation me us exact situation pe vedio aapka milta hai aur obviously solution bhi de rahe hai...pata nahi bhagwan maddad kar raha hai...kasam se Just a few min back me gande mood me tha kyoki kisi ne kadawahat se baat ki aur aapka vedio mila...❤❤❤
Sir aap ki sabhi video ko bhaut hi aaram our dhyan se dekhte hai our Iska himare jiwan per bhaut hi positive our ghara asar perta hai Iske liye dhanyawaad Lekin ek choti si request hai please aise hi video hume diyea kigiyea Is baar kafi dino ke baad video aai hai Please sir
Thank you so much bhaiya …..your each and every videos are contributing a lot in my life. I am following you consistently since 5 years and it has helped me in bringing tremendous positive change in my mindset. This is my first comment in 5 years. AAP ISS SEVAKARYA KO AISE HI AAGE BADHATE RAHE….. GRATITUDE🙏❤️🇮🇳
"सही समय पर अपने विवेक से निर्णय लो और कर्म पर ध्यान दो" - इन शब्दों ने मेरा जीवन बदल दिया है इसलिए Video to aapki help kar dega ... agr aap khud ke help karna chahe to.... jeevan badlne ke lie kuch shabd hi kafe hai ... or agr aap badlna nahi chahte ya baahre madad ka wait kar rhe ho to koi bhi video aapki help nahi karega
@@gajendraParmar-sq7jo yarr bhai tere liye bura lag raha hai, maine pc pe quickheal se sites pe block laga rakha hai nd password dal ke fadd diya for phone ,ratio app and freedom app use karta ,
How to meditate for long hours , meditation benefits and hame kaise pata chalega ki ham sahi tarike se meditate kar rahe hai because youtube par bohot sari video hai lekin details me nahi bataya Sir, Pls make video on this or reply karke bhi bata sakte hai thank you 😊😊
I am addicted with po*n. 4 saal se try karne ke bad nahi chhod pa raha hu. 😢😢😢her 10 se 5 dino me tut jata hai😢. Aaj 3 day pure huye hai bramchatya ke 😢
i am addicted with daydreaming for 6 year but i am cofused ki es tecnic ka use me kese karo kiyuki ye 24 hours mere ander rehti hai esliye ham eska trigged pta nhi kar pa rhe hai plz help सर answer me 😢
Why ko Strong kaise kre? Solution :- jis bhi bad habit ya mental state se paresaan ho uske effect ko 100 se multiply kro aur uske effect ko 10 yr baad visualize kro.