Тёмный

Ahmad Nadeem Qasmi Poetry - Ab To Barson Tera Deedar Nahi Ho Sakta - Urdu Shayari 

Bazm-e-Rekhta
Подписаться 87 тыс.
Просмотров 4,3 тыс.
50% 1

Welcome to our RU-vid channel dedicated to the enchanting world of Urdu Poetry and Shayari! Dive into the depths of sad love poetry and explore the richness of the best Urdu poetry. Our channel offers a variety of Urdu poetry status, romantic poetry, and the best Urdu poetry collection. Find solace in sad ghazal, sad poetry in Urdu, and sad Hindi poetry. We bring you timeless words from legendary poets like Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz, Mirza Ghalib, Jaun Elia, and John Elia. Enjoy deep lines and quotes about life in Urdu that touch the heart.
Discover our golden words, Islamic golden words, and powerful quotes. Our poetry channel features mushaira, open mic sessions, and the latest viral Urdu poetry. Stay tuned for poetry shorts, shorts, and much more to quench your literary thirst. Experience the charm of deep poetry, attitude poetry, and heart touching poetry. Our channel also features broken heart Urdu shayari, Urdu shayari WhatsApp status, and 2 lines shayeri.
Don't miss out on classic old poetry, old mushaira, and very sad poetry status. We showcase Urdu ghazal, urdu gazal, and poetry status that resonate with your emotions. Our collection includes Urdu heart touching poetry, 2 line sad Urdu poetry, and sad status poetry. Enjoy the best of Rahat Indori best shayari, Ahmad Faraz mushaira, and Imran Ashraf poetry. Celebrate with us at Jashn e Rekhta and enjoy our Urdu poetry videos that go viral.
Subscribe now to immerse yourself in the world of love shayari, deep shayari, and shero shayari. Join our community of poetry lovers and stay updated with the best Urdu poetry collections! Explore the beauty of Hindi poetry, new shayari, and new poetry. Stay connected with our new WhatsApp status updates and enjoy viral poetry and TikTok shayari. Don't forget to check out our collection of deep quotes and deep quotes about life. Enjoy the finest works of Tahzeeb Hafi shayeri, Ali Zaryoun shayeri, and many more.
Ahmad Nadeem Qasmi poetry "Main ne bheja tujhe aivaan e hukoomat main magar Ab to barson tera deedar nahi ho sakta" urdu shayari.
#UrduPoetry #Shayari #BazmeRekhta
-
میں کسی شخص سے بیزار نہیں ہو سکتا
ایک ذرہ بھی تو بیکار نہیں ہو سکتا
اس قدر پیار ہے انساں کی خطاؤں سے مجھے
کہ فرشتہ مرا معیار نہیں ہو سکتا
اے خدا پھر یہ جہنم کا تماشا کیا ہے
تیرا شہکار تو فی النار نہیں ہو سکتا
اے حقیقت کو فقط خواب سمجھنے والے
تو کبھی صاحب اسرار نہیں ہو سکتا
تو کہ اک موجۂ نکہت سے بھی چونک اٹھتا ہے
حشر آتا ہے تو بیدار نہیں ہو سکتا
سر دیوار یہ کیوں نرخ کی تکرار ہوئی
گھر کا آنگن کبھی بازار نہیں ہو سکتا
راکھ سی مجلس اقوام کی چٹکی میں ہے کیا
کچھ بھی ہو یہ مرا پندار نہیں ہو سکتا
اس حقیقت کو سمجھنے میں لٹایا کیا کچھ
میرا دشمن مرا غم خوار نہیں ہو سکتا
میں نے بھیجا تجھے ایوان حکومت میں مگر
اب تو برسوں ترا دیدار نہیں ہو سکتا
تیرگی چاہے ستاروں کی سفارش لائے
رات سے مجھ کو سروکار نہیں ہو سکتا
وہ جو شعروں میں ہے اک شے پس الفاظ ندیمؔ
اس کا الفاظ میں اظہار نہیں ہو سکتا
احمد ندیم قاسمی
-
main kisi shaKHs se bezar nahin ho sakta
ek zarra bhi to be-kar nahin ho sakta
is qadar pyar hai insan ki KHataon se mujhe
ki farishta mera mear nahin ho sakta
ai KHuda phir ye jahannam ka tamasha kiya hai
tera shahkar to finnar nahin ho sakta
ai haqiqat ko faqat KHwab samajhne wale
tu kabhi sahab-e-asrar nahin ho sakta
tu ki ek mauja-e-nikhat se bhi chaunk uThta hai
hashr aata hai to bedar nahin ho sakta
sar-e-diwar ye kyun nirKH ki takrar hui
ghar ka aangan kabhi bazar nahin ho sakta
rakh si majlis-e-aqwam ki chuTki mein hai kya
kuchh bhi ho ye mera pindar nahin ho sakta
is haqiqat ko samajhne mein luTaya kya kuchh
mera dushman mera gham-KHwar nahin ho sakta
main ne bheja tujhe aiwan-e-hukumat mein magar
ab to barson tera didar nahin ho sakta
tirgi chahe sitaron ki sifarish lae
raat se mujh ko sarokar nahin ho sakta
wo jo sheron mein hai ek shai pas-e-alfaz 'nadim'
us ka alfaz mein izhaar nahin ho sakta
Tags:
ahmad nadeem qasmi,
ahmad nadeem qasmi shayari,
ahmad nadeem qasmi poetry,
ahmad nadeem qasmi ghazal,
ahmad nadeem qasmi best poetry,
ahmed nadeem qasmi,
ahmad nadeem qasmi poetry status,
ahmad nadeem qasmi mushaira,
ahmad nadeem qasmi poetry in urdu,
urdu poetry,
ahmad nadeem qasmi sad poetry,
ahmad nadeem qasmi afsanay,
ahmad nadeem qasmi naat,
urdu shayari,
ahmad nadeem qasmi poetry whatsapp status,
ahmad nadeem qasmi status,
pathar by ahmad nadeem qasmi.

Опубликовано:

 

16 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 28   
@FhvbjJkvbgh
@FhvbjJkvbgh 3 месяца назад
❤uistad parveen sshakr
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 3 месяца назад
❤️❤️
@NazirAhmed-ny7mz
@NazirAhmed-ny7mz 4 месяца назад
Bhoot khoob ❤❤❤
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
Boht Mohabbat.. ❤️
@atifhayat4034
@atifhayat4034 4 месяца назад
Legend🎉🎉🎉🎉❤❤❤
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
Indeed.. ❤️❤️
@tariqvains797
@tariqvains797 2 месяца назад
Awesome
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 2 месяца назад
Thanks! ❤️
@sarimgamers9846
@sarimgamers9846 4 месяца назад
wahhh,,,,,,,wahhhh
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
❤️❤️
@misbahsuleman7403
@misbahsuleman7403 4 месяца назад
Vaah vaah ....kea baat ha Ahmad Nadeem apki shairy ki❤❤
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
Jee.. ❤️❤️
@salaihaasghar
@salaihaasghar 4 месяца назад
❤❤
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
❤️❤️
@Gulistan-e-Shairy
@Gulistan-e-Shairy 4 месяца назад
لاجواب انداز بیاں ❤❤❤
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
Koi shak nahi.. ❤️❤️
@musmanminhas9702
@musmanminhas9702 4 месяца назад
واہ، بہت اعلی۔ اللہ مغفرت کرے ان کی، آمین
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
آمین!! ❤️
@sarfarazanwar7903
@sarfarazanwar7903 4 месяца назад
Aameen
@ikstudio43
@ikstudio43 4 месяца назад
Waooo..
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
❤️❤️
@R..RiazOfficial
@R..RiazOfficial 4 месяца назад
لاجواب شاعری
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
شکریہ! ❤️
@muntasirabbasi5905
@muntasirabbasi5905 4 месяца назад
بہت عمدہ کلام ۔۔ندیم قاسمی صاحب نے پڑھا صحیح ہے لیکن لکھنے والے نے شاہکار کو شکار غلط لکھ دیا ہے۔
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
اس غلطی کے لیے معذرت چاہتا ہوں!!
@sarimgamers9846
@sarimgamers9846 4 месяца назад
abbas tabish sab ny in ki zameen pr likha ha ya in ny abbas tabish ki zameen pr? kuobsorat ha wafadar nhi hoskta is ghzal ki baat kr raha hun....
@Bazmerekhtaa
@Bazmerekhtaa 4 месяца назад
Mere khayal se zameen kisi puray shaair ki hai.. In donu ki nahi.. Albataa Tabish sahab ne Qasmi sahb ke baad hi ye ghazal kahi hai..
@sarimgamers9846
@sarimgamers9846 4 месяца назад
@@Bazmerekhtaa sahi
Далее
Deewan e Ghalib | Voice by Zia Mohiuddin | Pure Urdu
12:48