Mai Hun q k Mai Dunia k doky ko Samaj Chuka Hun aap k bayanat sun sun k q k ye sarreee Zindagi sirf or sirf 50 ya 70 saaal ki hai likn akhirat Mai tu sirf qayamat ka din 50 hazar saal hai is k baad koi bara bewaqoof hi Hoga Jo is Dunia kilie planning kary or akhirat ko chor dy
Assalam walekum pata nahin ji imam Sahab desi ghee uski smile bhi acchi Nahin lagti g uski smile sunte hi vomiting sajate Hain hamare Liye Ham Kya kar sakte hain ismein hamari kya galti Hai boliye😢😢
Assalamu alaikum, mufti saheb, akkalmand admi pakistan me kush jiyada hi hai. Jo sahi samay me Mazsid me bomd lagate hai.up logo ko kasht hotà hài yà nahi pata nàhi, mgar muje bahut kàsht hota hai.
Ek Hakeem sahab nae saddar mae majma lagaya hua thaa aur taqat ke dawa sale kr rhae thae unhonay majmay sae mukhatib ho kr kaha dekho meri age 500 saal ho gayee hae aur mae yeh dawa kha kr aaj bhe jawan hun. Un sae thori dur un ka shagird ladka kuch jari buti koot raha thaa ek sahab nae chupkay sae ja kr us ladkay sae puchha kia tumharay ustad 500 years k haen ? Shagird nae jawab diya mujhay nahi pata mae tau sirf 150 years sae in k saath hun.
To kya ho jaye ga viral bhi hojaye ga to samne screen pe jo banda pak pak pak pak kr rha hai ye koi machine nhi hai insan ka bachcha hai jo deen duniya ki baat kar rha hai nahi aai baat samajh khopadi me bahut muskil hai
@@watchmeister007 Because you click the video of second marriage or related with it. Search other bayan of this Mufti sahab. Such as " Paighambaro ka Silsila". What a great bayan of the history of islam and as well as prophets.