Тёмный

Asli Hero VCI Scanner Complete Details।ऐसी इन्फॉर्मेशन पूरे YouTube पर नहीं मिलेगी  

MechaniK TV (Hindi)
Подписаться 25 тыс.
Просмотров 6 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

21 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 73   
@newsly_yt4111
@newsly_yt4111 10 месяцев назад
please hero vci के बारे मे और बताईए जितनी info हमारे engineer के पास नही होती उतनी info आपने दि #LoveFromHeroShowroom
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Dhanyawad 🙏🏻, aapka sujhav note kar liya gaya hai.
@newsly_yt4111
@newsly_yt4111 10 месяцев назад
@@mechaniktvhindi Thanks
@ajazbaig959
@ajazbaig959 10 месяцев назад
Very nice sir ji Thank you so much ❤❤❤❤❤❤❤
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Ji Dhanyawaad
@amitnariya2863
@amitnariya2863 10 месяцев назад
Thank you so mnch sir
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Welcome
@Bantywashim
@Bantywashim 9 месяцев назад
Sir kiya vci tool lactop me connect kar sakte hai
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 9 месяцев назад
Ji nahi ise laptop se connect nahi kiya ja sakta
@Bantywashim
@Bantywashim 4 месяца назад
Sir lacptop se connect kar sakte ha kiya
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 4 месяца назад
Ji nahi. yeh scanner online application ke jariye update hota hai.
@Bantywashim
@Bantywashim 4 месяца назад
Showroom me to lactoop se connect karte ha
@prasadmirajkar26
@prasadmirajkar26 7 месяцев назад
Sir Honda par vci tool konsa he
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 7 месяцев назад
Honda ka VCI dealership ke paas hi milta hai jisme full feature hote hai aur honda ki gadiyon me hi support karta hai, aftermarket OBD scanner me sabhi gadiyon me support karte hai. jyada jankari ke liye mechanik tv ke number 9324903583 per sampark kijiye.
@mayurchoudhary6633
@mayurchoudhary6633 9 месяцев назад
Ek video ECU software update pe banaiye kaise ecu update kare
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 9 месяцев назад
Aftermarket scanner se yeh possible nahi hota. ECU software update karne ke liye aapko dealership scanner lagega sath hi usme dealership ke authorized technicina ka login id bhi chahiye hota hai.
@patidarautogarage5556
@patidarautogarage5556 8 месяцев назад
Hero vcl
@dhanjitkachari8386
@dhanjitkachari8386 10 месяцев назад
Iese scanner Kise milega sir Botswana????
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Is scanner ki jankari aapke najdiki hero dealership me mil jayegi
@ramji3221
@ramji3221 7 месяцев назад
Sir all baik ne nhi lag sakta sirf hero me hi isken hoga
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 7 месяцев назад
Ji, yeh sirf hero ke models me hi supported hai.
@azharazharuddn3520
@azharazharuddn3520 7 месяцев назад
V3 11 obd2 kaisa hai
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 7 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-P3ec86XjASY.html v311 ki jagah aap latest v519 scanner bhi le sakte hai. video me uska detail diya gaya hai. jyada jankari ke liye mechanik tv ke number 9324903583 per sampark kijiye.
@mayurchoudhary6633
@mayurchoudhary6633 3 месяца назад
Vehicle ka software update kaise kare uske bare me bataye
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 3 месяца назад
Ji aapka sujhav note kar liya gaya hai.
@uniqueknowledge3941
@uniqueknowledge3941 10 месяцев назад
Can we do ECU Reset/ ECU Update With this Scanner ? Sir.
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Yes it has reset and update feature.
@govindchaudhari6376
@govindchaudhari6376 10 месяцев назад
Nice video and good information kya price scanner ka sir ji
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Thank you @govindchaudhari6376, Iska price 10000 hai, aapke najdiki hero dealership me iske bare me aur jyada jankari mil jayegi.
@MATHEMARTHIN
@MATHEMARTHIN 7 месяцев назад
Vci tool praise ketna hosaktahe
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 7 месяцев назад
10000 /- Rs.
@vasantrokada7119
@vasantrokada7119 10 месяцев назад
काय सर
@santanunath4852
@santanunath4852 7 месяцев назад
Kaha pe melega vci scanner?
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 7 месяцев назад
yeh sirf hero service centre me milega ya fir agar aap hero ke spare parts me deal karte hai to hi aapko mil payega.
@bhaskarchandole5618
@bhaskarchandole5618 10 месяцев назад
सर हम हिरो VCI टुल लेना है तो कैसे मिलेगा
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
इस स्कैनर की जानकारी आपको हीरो डीलरशिप में मिल जाएगी।
@sathyanarayanan716
@sathyanarayanan716 2 месяца назад
This tool available sir
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 2 месяца назад
This tool can only be available from the hero motocorp.
@vasantrokada7119
@vasantrokada7119 10 месяцев назад
Hi sir
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Hello
@saifuddeenkazi7483
@saifuddeenkazi7483 8 месяцев назад
S
@kuldeepallcontent3403
@kuldeepallcontent3403 10 месяцев назад
brother ye scanner Kha Milega
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Is scanner ki jankari aapke najdiki hero dealership me mil jayegi.
@khusimohmmad835
@khusimohmmad835 10 месяцев назад
Hii sar❤❤
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Hello
@popibikerepairfatehpurbilloch
@popibikerepairfatehpurbilloch 10 месяцев назад
Hero VCI KAHA SE MILEGA SIR
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Hero VCI scanner ki jankari aapke najdiki hero dealership me mil jayegi
@Bantywashim
@Bantywashim 9 месяцев назад
Kiya apko vci chiya mera sath sampake kare
@SantoshPandit-us3ml
@SantoshPandit-us3ml 10 месяцев назад
Sir Hero expert app ko hum apne Mobile me use kese Kare Batao plese
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Hero expert app use karne ke liye aapko username aur password chahiye hoga jo sirf dealership ke employee ke paas hi hota hai.
@SantoshPandit-us3ml
@SantoshPandit-us3ml 10 месяцев назад
@@mechaniktvhindi sir hero expert app chalane ke liye aap Kuchh upay kijiye please
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Iske liye hero ke technician ka login id aur password chahiye, agar aapki pahchan ho to aap uska laabh utha sakte hai.
@ArifSk-xl7fn
@ArifSk-xl7fn 10 месяцев назад
A scanner online milega kya
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Is scanner ki jankari aapke najdiki hero dealership me mil jayegi.
@kuldeepallcontent3403
@kuldeepallcontent3403 10 месяцев назад
hero SPL+ me code no P1531 bata rha hai kansa sensor ka code hai
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
is code ka matlab roll over sensor jo ki frame per laga hota hai usme malfunction hai uski wiring aur sensor dono check kijiye.
@rameshyadav558
@rameshyadav558 10 месяцев назад
Scanner ka price kitna
@kvs358
@kvs358 10 месяцев назад
10000
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
OBD Ka price 10000 hai, aapke najdiki hero dealership me iske bare me aur jyada jankari mil jayegi.
@rameshyadav558
@rameshyadav558 10 месяцев назад
Obd scanner V311 se accelerator pass kar sakte hain kya bs6 gadi mein
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Ji nahi, sirf sensor ke working aur usse jude fault code ki jankari hi yeh scanner apko batata hai.
@skbike.
@skbike. 10 месяцев назад
Yah scanner kaise
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Is scanner ki jankari aapke najdiki hero dealership me mil jayegi
@vinodlohar2174
@vinodlohar2174 10 месяцев назад
Ye hame mil sakta hai kya
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Is scanner ki jankari aapke najdiki hero dealership me mil jayegi.
@Bantywashim
@Bantywashim 9 месяцев назад
Hero vci khase milega
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 9 месяцев назад
Aapke najdiki hero dealership me iske bare me aur jyada jankari mil jayegi.
@tapasmandal8273
@tapasmandal8273 10 месяцев назад
Sir price
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 10 месяцев назад
Iska price 10000 hai, aapke najdiki hero dealership me iske bare me aur jyada jankari mil jayegi.
@utkarshsinghchauhan3602
@utkarshsinghchauhan3602 10 месяцев назад
Ye scanner bhi Hero ne hi Provide kiya hai Sabse pahle
@rajeshmalla8985
@rajeshmalla8985 7 месяцев назад
Hero vci milega. Nahi milna sa video bhi nahi chahiye. Or. Apki pas to ECM ko programing and Confirmation karna ki Device bhi nahi hai. Hum log Kam kacha Kara.
@mechaniktvhindi
@mechaniktvhindi 7 месяцев назад
Filhal ke liye company ke scanner se hi programming ki ja sakti hai, agar aap programming wala scanner le bhi lete hai to programming ki file ke liye aapko company ke paas hi jana hoga.
@son_of_mahamaya_mahoni_cm
@son_of_mahamaya_mahoni_cm 2 месяца назад
​@@mechaniktvhindicompany ka security protocols hote hai software par fingerprint writing kiye hote hai jiske bina usko change karna possible nahi hai
Далее
aespa 에스파 'Whiplash' MV
03:11
Просмотров 16 млн
Наши дети захватили кухню!
00:59
Просмотров 230 тыс.
iOS 18.1 RC Released | What’s New?
13:17
Просмотров 17 тыс.