I personally use moisturiser, sunscreen, and face serum from litlleeextra riceberry, and when I noticed my dark spots faded and dull skin appeared bright, I recommended it to 4 of my closest friends as well, and they also noticed the same results. Riceberry has black rice water and vitamin c, which really helped my skin regain the glow that I lost from pollution. And, I ensure I get enough rest and cleanse my face twice a day with a mild cleanser.
Weekly skincare routine( maximum 2 days in a week) Cleanser, Scrub for face and lips, Mask for face and neck, Toner - Rose water, Moisturizer - Aloevera jel, Icing and steaming ( optional)
💫 There's something magical about *Whiteoncream* It's given me a permanent glassy glow and a complexion that's permanently white. It's like a dream come true! ✨💖
bleach is never a good option to care your skin .. natural bleach is okay like tomato or curd .. but bleaching activators just make your skin very bad ..
Mam aapne jo weekly routine ke steps btaye hai .. Wo steps follow krte time next product kitne time k vaad apply krna hai?? Weekly routine me kitna gap rkhe next product k liye?? Plz mam reply.....☺️
Ma'am I'm too lazy but rly want to strt skin care my i follow this steps Daily skincare🌺 1. Cleanser 2. Sunscreen or (any other ) cream 3. Lipbalm or Vaseline Night skincare 🌺 1. Cleanser 2. Ice rubbing 3. Moisturizer 4. Vaseline Weekly skincare 🌺 1. Cleanser 2. Scrub 3. Mask I don't like to do makeup instead of makeup I always Use moisturizer Ponds powder Lip balm Ma'am is this oky ?? I was really searching this typ of video and plz reply me !!🥺❤️
Im confused that ye toner cleanser moisturizer sare porduduct ek sath hi apply krna hai kya back to back ya break lekar apply karna hai like toner ke baad 5 min baad moisturizer apply karna hai aisa hai kya
Didi oily skin k liye ponds wigth beauty face cream kya sahi rahega kya? Ha to iss cream ko kab or kaiche istemal kare? I mean to say cleansing k bad sidha iss cream ko istemal kre ya pher cleansing k bad rose water or something lagay usk bad iss cream ko istemal kare? Please reply diziya
Jese ab mujhy ye nhi pata ky mask kistni der lagana hy kese lagana hy or jitni bhi apny cheze batai na usmy se Aloevera or rose water ke ilawa sub purchase krna pry ga mujhy
Daily bahar jane k wakt mujhe make up karna pachand nahi. To ab daily use karne k liya kuch simple products suggest karsaktiho kya?Example face wash k bad kuch cream or something simple use karna?
Use products shown in this video ⬇️ ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-YIy8puwku7U.html Do watch this video as well ⬇️ ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-PmKsSukuX64.html
Sab routines me nhi sab steps me gap hona chahiye, product me depend karta hai kitna kitna wait karna hai next product ko apply katne se phele. Daily skincare routine apne roz karni hai, weekly week me 2 din aur monthly 1 month me ek din 🤗
Sister daily routine ki morning routine jo hy wo subha jese college jana hy ya kahi nhi bhi jana ho phir bhi karni hy? Or college ua school jany se pehly krni hy? Please reply me
G morning skincare routine roz karni hi karni hai, agar ap ghar par raho yeh kahi jao karni hi karni hai, subha utha kar karni hai 🤗 college/school jane se phelay
Mam muje bachpan mein cheek per cut lga tha je baat koi 13 sal pehle ki hogi aur uska Nishan abi tk hai toh isliye mai kuch pareshan hu 😔 toh mam kya mai kuch aisa kr skta hu jise je Nishan 1 mhine badh mitt jaye ya phir is Nishan ko mitane ka koi ilaj hai ? Please reply 🙏🙏🙏 please guide me
Mere Mann Mein Kuchh Sawaal Hai. Kripaya Karke Mujhe In Sabhi Sawaalo Ka Jawaab Dijiye . 01. Garmiyo Ke Din Cheeks, Upper Eyelids, Forhead Aur Nose Oily Rehta Hai. Aur Sardiyo Ke Din Pura Face Dry Rehta Hai. Sirf Upper Eyelids Hi Oily Rehte Hai. To Mujhe Batayiye Ki Meri Skin Type Kya Hai? 02. Jab Chehra Baar - 2 Oily Hota Hai To Mujhe Kya Karna Chahiye? Kya Baar - 2 Uthkar Chehra Pani Se Dhona Chahiye? 03, Aapne Sunblock Kehi. Kya Sunblock Aur Sunscreen Ye Dono Ekhi Chiz Hai? Ya Alag Chiz Hai? 04. Aapne Icing Aur Steaming Ka Jikar Ki Hai. Ye Kaam Mujhe Kya Roj (Daily) Karni Hai? Saptahik (Weekly) Karni Hai? Ya Phir Mahina (Monthly) Pe Karni Hai? Aur Kaunse Face Step Ke Baad Ye Do Kaam Karne Hai? 05. Face Mask Aur Peel Ye Dono Ekhi Chiz Hai? Ya Phir Alag Chiz Hai? 06. Aapne Lip Scrub Naam Ka Jikar Ki Hai. Ye Kaam Mujhe Kya Roj (Daily) Karni Hai? Saptahik (Weekly) Karni Hai? Ya Phir Mahina (Monthly) Pe Karni Hai? Aur Kya Ye Kaam Pehle Karna Hai? Ya Phir Face Ka Pura Step Ho Jane Ke Paschaat Karna Hai?
1. Apki combination skin hai 2. Ap asa facewash use karo jo oiliness lo reduce kare jaise ponds ka face wash 3. Sunblock and sunscreen ek hi chez hai 4. Icing and steaming weekly skincare routine me karna hai, aur ma ne video me bataya hai kis step ke baad karna chahiye ap video phir se dekhlo 5. Face mask ki type hai peel off mask. Dono alag hai 6. Lip scrub weekly karna hai, jab face par scrubbing karo tab hi lip par b karlo
@@rreviewblog Dhanyabaad. Kripaya Karke Mujhe In Sawaalo Ka Bhi Jawaab Dijiyega . 04. Icing And Steaming Aapne Jikar Ki Thi Weekly Skincare Routine Mein Step 05. Moisturizer Ke Baad. Ardhaat Mujhe Moisturizer Karne Ke Baad Hi Icing Aur Steaming Karni Hai. Hai Na? 05. Sorry Sister Main Aapki Ye Line Bilkul Nahi Samjhi . 07. Face Wash Kya Lukewarm Water Se Hi Karna Chahiye? Ya Nahi? 08. Scrub Kya Halke Haatho Se Hi Karna Chahiye? Aur 09. Iceing Aur Steaming Inme Se Sabse Pehle Kaunsa Karna Hai? Aur Dono Chiz Kitne Samay Tak Karna Hai?
Mam me morning me clenser toner. Vitamin c serum and mousturizer apply karti hu or night me ration clenser uske bad retinol serum lagati hu mam meri age 23 h me ration use kar sakti hu or mam. Yr jo routine h sahi h Mera mam please tell me mam please meri shaadi hone wali h isliye meri skin achi karna chati hu mere face p dark spot h
Sister mere face pr sirf ik hi side open pores hyn wo bhi 3 tou kia ap isi weekly skin care routine mai koi open pores remove ki product bata den jese weekly skin care karo tou usky sath hi ye product use krlon?
Scrub exfoliate your skin. It helps in the removal of dead skin cells from the surface of your skin. Jase face wash karte hai na, waise hi scrubing karni hai face par Circular motion me 30 seconds ke liye. Zor zor se scrubing nhi karni 🤗
Kya ap sahi facewash use kar rhi ho according to your skin type ? Redness kam karne ke liye use rose water. Apni skin ko Moisturise rakho 🤗 daily moisturiser lagaya karo
hi sis mai confused hi skin type ko leke... forehead nose or cheeks pr bht zyda small pimples type hn... wo dikhte nh hai but touch krne par feel hote hnn.. or skin wash krne k naad dry feel krti h.. kis type ki skin h meri
Agar face wash karne ke baad apki skin dry feel hoti hai tu iska matalb hai ap sahi face wash nhi use kar rhi, change your face wash. Aur is tarah apko apni skin type nhi pata chale gi. Kya apki skin dry hoti hai yeh oily hai hai yeh normal hai, pimples ka skin type se koi link nhi hai
Mam meri chin chicks orr forhead prr black head or white heads hn orr jb mai niklny ki try krtti o tu pimple bn jta h .. plz koi tip bta dyy home remedies e bta dy
Sis mere shadi ha 6,7 months tk to tb tk mein isy follow kr skti hon....koi side effect to nahi ho ga... Mein ny phly kabhi koi formula cream wagaira use nahi ki
Guys pls dont use physical scrubs , it will destroy your skin barrier and happend with me in long run. Pls use chemical scrub for twice a week which gives you good results with out harming skin barrier.
@@rreviewblog thank u so much ...mjy bht Khushi hoe ap Ka msg seen KR Kay.. actually meny skin routine start ki h ....but am confusing k Kia lgao Kia nae
@@rreviewblog actually mam Me Jo b use krti ho us Ka effect just one month hota h ..phr sy wohi hal to meny DIY use Kia h to plz suggest me something plz...
Mam i ak new here before subscribe your chanel i have a question ❓ plz tell me my skin type or any recomanded cream or remedy mari skin k color dark hai m jo use kr lo acne ho jata hai skin color saf n hota hai mari dono checks p 2 white acne hai