Allah ke siwa koi bhi hume kuch de nahi sakta aur na hi le sakta hai, lihaza shirk se bacho, Allah ke alawa kisi se madad ya dua ko na pukaro Ye maine ek musalman hone ka farz nibhaya hai, shirk se warn kiya hai Allah hume tauheed par qayim rakhe Aameen
Walion ky Darbar hy Roshan na Hokom rano Badyshaon ya shanshaon ky na Nawabon ky Darbar Roshan hy Allah waalon ky Mano ya na Mano Buss Wahan par Biddathi Kam na koro
Aji khala .tum khud raste se bhatke huwe hai aur public ko kiun gumra karren.Namaz ki bath quran ki aur hadees ki bath karo.dargha dargha bhatakna kia ye hamara islam hai Allah ke rasul ne ye faramaya thah mere ummatiu tum darga pe Jaya Karo bolke.isliye bolte deeni talim rahitoh Deen ki hi bath karte .tumar kuch dekhlo din me kitne time ki namaz padte.allah hum sab ko hidayat de ameen summa ameen.