Bhai RTC cisf training center bhilai ke lia parcel bheja tha 1 may 2024 ko aaj 8 may 2024 ha ab tak deleverd nhi hua ha. Na ko contact ho para ha company se. Bhai bhilai ecom ka contact number ha to plz help karo
Vai mai v Ecom express mai join kiya hai aur 6 din hogaya kam karke yar yar parcel se paisa kaise kamaye yar dimag kharab horaha hai customer phone resive nahi karta yar faida nahi per parcel ka 16 rupis deta
Duniya ka sabse ghatiya job hai. Sbse jyada pareshan customer karte hai . Banda call kar kar ke pareshan ho jata hai lekin customer ko koi frk nhi prdta .to jakh marane order krte ho. Mene abhi abhi pareshan ho kar Flipkart cart ki job chor di . Jab customer call nahi uthate ya address par jane ke baad order cancel karate hain to itna gussa aata hai k pucho mat.