@@Ridhavluthra13hote to gore bhi videshi hai but India akar sab Indian banjaatey hai yahi kamaal hai India ka yahan Chinese bhi different taste krti hai China se.
Kuchh nhi hota. Jis din ghar par banta hai tab poora overload wala pizza khaa jate hain. 2 log mil ke 3 pizza khaa jate hain bada wala. 100gm cheese padta hai har ek me.
@@posteaccll Bilkul pata hai. Daily kaun khata hai? Pizza ke size par depend karega kitna cheese dalega. Sabse chhote wale me 20gm hi padta hai. Jumbo size jisko farmhouse bola jata hai uss me 70gm se upar lag hi jata hai. cheese me 18 se 30% tak fat hota hai. Maheene me ekadh din khaa bhi loge toh koi dikkat nhi. Daily 100gm khaoge toh jald maroge.