Sab log mava jyada rkhte hai or aap panir jyada Samaj me nhi aaya Aapke namber mil sakte hai kya Muje kuch daut hoga to me puch lunga jyada preshan nhi krunga Mera nam dinesh jat hai Me iskcon mandir me bhagvan ke lie khana bnata hu Hmare yha bade bade program hote hai usme muje bhut kuch bnana padta hai Me aapse kvantti hi puchuga Me har bar comment nhi kar skta