Bhaiya goals ke bare me problem aarahi hai like kya Karu kya nahi Karu abhi main clg student hu 3Rd year engineering but n samaj nhi Raha ki kya Karu like kabhi youtube dekhta hu to aaisa lagta hai ki isme kuch kare business ke bare me dekhta hu to lagta hai usme kuch Karu nhi to fir competitive ke liye prepare Karu aur aaisa bhot confused ho jata hu...