Sir, mere rapid ke radiator fan mai thoda play hai, uski wajah se steering ko aaur body ko vibration aate hai. Can we repair that? My local mechanic is saying we can replace bearing. Pls guide me what can be done. Fan mai sirf hawa mara tha. Uske baad vibrations chalu hogaye. Aaur kuch option hai kya? Thanks
Hi bhai Main apke sabh video dektha hun I'm your fan Mere Tata Manza diesel ka glow plug maine change karvaye Phir bhi Scan mein p0683 open circuit Bathara Kya karun Aur mera car Starting 20-40 km distance thak jerk hokey chal raha hei aur black smoke bahut zyada Aara Plz help me solution bathao I'm from tamilnadu
Bhai mai engine flush 2 time use kar sakta hu kai Bohat log bolte hai ki engine flush karane pe 1000 km pe engine oil change karna hota hai mai 1 time engine flush karne par fir cheap oil me flush kar sakta hu kya
Sir meri vw polo start karne ke baad hulka hulke vibration ho raha h mean sounds sab thik h lekin jhtke lag rahe h start karne ke baad kya problem hogi isme plz reply
WAGONR k10 P0171 and idle rpm flactuation after throttle body cleaning ,how to set TP sensor and iac valve after cleaning please solve my problem . Guide for proper calibration after disturbing whole throttle body for cleaning
Abhinit bhai, mai apni santro ka rediator aaap ka video dekhne ke baad claean karwaya, iske baad se hi head ke bagal se leakage ho raha, ek baar fir jis saaf karaya uske pass le jakar paste wagarh lagakar seal karaya, but fir bhi kahi kahi se drop type aa raha hai, ab mai pareshan ho gya hoon
pehle thermostat valve nikal do, uske bad baking soda 100gm aur vinegar / sirka 1 bottle ko radiator me dal kar engine on kar do 30mins k liye , isko flush kar do , uske bad 1 ya do bar pani dal kar is process ko repeat karo, aur saaf pani se flush kar do, jab pani saaf aa jaye to valve dobara laga do , radiator bina khole bikul clean ho jayega.
@@khansarfaraz1742 bahar se clean karne k liye AC COIL CLEANER liquid market me available h, ac repair shop se mil jayega, , 500ml pani me 70ml AC COIL CLEANER LIQUID dal kar condenser aur radiator ki grill par spray karke 15-20 mint k liye chhor do , usme se foam bankar dust , insects aur other blocking material apne ap bahar aa jayega, uske baad ap usko pani k halke pressure se wash kar lo, bilkul clean ho jayega.