Bhai aap kariger ho isliye aasani se thik kar diya aam aadmi Nahin kar Sakta jisko technical ka gyan na ho maine to bazaar m thik Karwa liya 20rupay m thanks sir
Indection power supply me kon kon se components lage he or unki proper kitni Velu honi chahiye mack my next video i am waiting ..help ful video tq boos❤nex video lcd tv 24 inch🎉😮
Sir Video Bahut hi useful ho gayi hai, maine bhi aapka vidio dekhkar mera heater thik kiya hai , pehli bari me ye thik hua par uske bad hater 2/4 bar wahi wire jalne ki problem aa rahi hai. please iska permanaant solution bataiye. aapke reply ka wait kar raha hu.
@@ashokatech सर सर मेरे मन में एक idea आया है कि क्यों न वाटर हीटर के थर्मोस्टेट लगा दिया जाए कोई जुगाड़ करके ताकि जब कभी ड्राई वाटर हीटर चले तो current ऑटो कट हो जाए और रोड बच जाए
@@ashokatech Brother mera water heater Immersion me kuchh special tarah se bana hua hai Jaise koi kisi liquid me barf ki tarah jamaa hua hai jiske bich me se taar join hai. Kya ban sakta hai . Apki dukaan kaha par hai
सर सर मेरे मन में एक idea आया है कि क्यों न वाटर हीटर के थर्मोस्टेट लगा दिया जाए कोई जुगाड़ करके ताकि जब कभी ड्राई वाटर हीटर चले तो current ऑटो कट हो जाए और रोड बच जाए
Goverdhan ji agar rod ka heater crack ho gaya hai to vo repair nahi ho Sakta, or isme aapko bhi risk nahi lena chaiye ise pani me current aayega, agar rod creak ho gayi to aapko naya immersion le lena chahiye
Shivam ji, jahan conection jude hain vahan par dekhiye koi wire body se touch to nahi kar rahi hai, agar aisa nahi to element ander se body ko touch kar raha hai, or thik karna sambhav nahi hai, aise me aap heater naya hi le le
Meter ki wire sidhe niche se alag se laga rakhi hai, kyunki meter ki prob baar baar kharab Hoti hain, yahi se pata chalta hai ki machanic professional hai ya sirf video banane vala, ye jo meter par kala pan jama hai na ye bhi batata hai ki ye meter ak din me kitna Kam karta hai