Assalamu alaikum Bhai jan aapka bahut shukriya kya aapane hamare Hazrat ke upar video banaya. Hazrat ki full biography nuqushe tajushshariya mein mil jayegi aapko ye kitab is waqt kisi ke pas nahi hai hum students jo Hazrat ke madrasa me zere taleem hain unhi ke pas hai . Aap kahe to send kar dunga Jazakallah