@@unknowgreeb__ lmao,he was easily the best all format bowler before injury in 2023. he was fastest 100 test odi wickets etc. his form in 2023 wasnt bad either. hes struggling this year and needs some rest
1. Abdullah Shafique 2. Saim Ayub 3. Shan Masood 4. Babar Azam 5. Saud Shakeel 6. Muhammad Rizwan 7. Salman Ali Agha 8. Abrar Ahmed 9. Mir Hamza 10. Naseem Shah 11. Khurram Shahzad
Shaheen is ordinary test bowler.his test bowling performence was too bad in aus(39.77avg),eng(51.66avg),nz (42avg) Never got single 5wk haul in sena,where pacers get lots of help
@@Thefitfan-e9mnice na 😂 sala Zimbabar 🔔 last 14 innings se ek bhi 50 nahi banaya,,khele haaaaa raha hai duniya ke sare matches 😂 baitneka naam nahi leta 😂 Bada insecure 🔔hai zimbabar 😂
@@PerryPerry-l1v pehle pata karo pakistan ke kitne Khiladi test cricket khelna chahte hai khas kar fast bowler's sab T20 aur jyada se jyada ICC Odi tournaments khelna chahte hai test koi nahi example Mohd Aamir ne test se retirement 7 saal pehle le liya tha, Haris rauf ka jab Australia series se pehle test selection hua wo mana kar gaya asli baat ye hai inke fast bowler's agar 4 khelte hain aur sab Mila kar sare din main 90main se 50 over's dalte hain main challenge karta hu agar 20 over yani 40% delivery charo milakar 140km/h - 150km/h ke speed ke bich pheke Maan jaunga nahi kar sakte wo isliye inki body 4-6 over's ke liye use to hain 20-25 over's in a day ke liye nahi.
If Pakistani Cricket Test coach didn’t want Shaheen Afridi to play in the first Test against Bangladesh, why was he included in the squad? Was there external influence on the team selection for the first Test? In my previous posts before the Test series, I frequently emphasized the importance of a rebuilding process. I advocated for resting a few senior players and strengthening the bench by giving opportunities to talented players from domestic cricket. Specifically, I suggested resting Babar Azam, Shaheen Afridi, and Mohammad Rizwan. Alternatively, Rizwan could play as a middle-order batsman, with Haseebullah taking on the wicket-keeping duties. Additionally, I proposed that Kamran Ghulam should replace Babar Azam, and Hamzah should take Shaheen Afridi’s place. To further strengthen the squad, I recommended including Abrar and Mehran, or another spinner, to add depth and variety to the bowling attack.
Kia, Saim Kabarya agla match bhi khailay ga? Yea Charyea kis kharpainch ki perchi hay, kay Test squad main in the first place shamil huwa, aur ab aik dismal performance kay bawajud bhi jan chornay ko tayyar nahin? Kia Shan nay koi KHI group bana dala hay, aur isi liay Saim Charyea ko team main Huraira jaisay longer format kay in-form batsman ki jaga ghusaira hay. Saim Kabaryea nay T20 main hi kia gul khilay hain, kay longer format main kuch karay ga? Kon sa future, kahan ka future, jab-kay is chareay say international level per khaila hi naheen jata? PAK team main anay ka koi merit naheen hay? Yahan trainee programs chel rahay hain? Aisay phateechar players ko sirf aik mazeed match ki warning denay ki zarooret hay.
Listen to mohd Asif in his latest podcast he was absolutely right that after ur bad form u will have to go back to ur domestic o club cricket and start again..
Asal masela khilarion kay behtar stats nahin hain, balkay un ki dimaghi halet hay. Puri ki puri team ghurbon say bhari huwi hay. Sawal hay, kay ghurbay cricket main a hi kion rahay hain, blkay team main anay kay liay kion maray chalay ja rahay hain? Kion-kay mashray kay nichlay tabqat say taluq rekhnay walay in larkay/larkion kay liay agay berhnay, yani social ascent ka, yea hi aik zarya hay. Inhain maloom hay, kay agar koi jugar leg gai, aur chand matches bhi khail liay, yan Reserves main bhi nam a gaya, to waray-nayaray ho jain gay, aur shohret kay sath acha-khasa rokra bhi kama lain gay. In bay-izzet logon ka cricket kay sath koi lena-dena nahin hay, yea in kay nazdeek mehaz dhayari laganay ka aik forum hay. PCB ko in ghurbon kay is self-centered business model aur fake social ascent model ko bust ker dena chahyea, yani in khilarion ki salaries bare minimum per ker di jani chahyain, takay pesay ka bhoot, jo in ghurbon kay hawason per sawar hay, uter jay, aur yea yea faisla kernay per majboor ho jain, kay kia waqai in ka cricket kay liay 'ishq' itna uncontrollable hay, kay yea taqreeban muft main bhi khailnay kay liay tayyar hain, yan inhain mal kamanay kay liay kisi aur shobay ka rukh kerna chahyea.
बाबर आजम को ड्रॉप करना सही नहीं है लेकिन छोटी टीमो के खिलाफ नए लडको को मोंका देना फि जरूरी है बाबर को बड़ी टीमों के खिलाफ मैच खेलना चाहिए न कि छोटी टीमों के 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Saim Kabaryea ki 25 matches kay bad aik 50 aur ab is 50 ki bunyad per mazeed 50 matches! Yea kia bakwas hay? Yani Hureira ko ab koi chance nahin milna. Ab Hureira, balkay puri cricket community, is Kabaryea kay unfit honay ki Duain karay? Aglay match main her sooret main Huraira ko chance milna chahyea, takay is series main us ki bhi performance dekhi ja sakay. Saim Kabaryea ka koi bhetta to nahin dena.
Why do you, there is no option for Babar? Don't fear losing, when you have been doing so badly in his presence for almost two years. Bring in new talent like Huraira.
Yah dusri series Hai jismein huraira Ko squad mein liya lekin chance hi nahin diya kam se kam Ek chance to Milana chahie Babar Kuchh kar Nahin Raha usko Ek match Bitha do
Babar Azam ke badle backup mein Abu huraira aur Kamran gulam Umar Amin bahut sare bekar hai Sana bhai bahut chalenge Khiladi Pakistan ki team mein ek Cup mein Umar ameen❤❤❤
Afridi ka bahar hona or babar ka bahar na hona clear indication hai ke management abhi bhi babar ko support kar rahi hai bawajud iske ke babar ne har tarah as a captain or as a player Pakistan ko jaleel kiya hai. Jab tak niyyat or equality nahi hogi Pakistan bahar to Jaleel hoga hi but Ghar me bhi choti team ke sath harke jada Jaleel hoga. Advance me Jalalat Mubarak ho pakistaniyo ko 😂😂
Dohre maapdand hai shahin aaur babar ke hwale se, babar ki parchi bahut jyada strong malum hoti hai, agar babar India me hote to club team me bhi jagah nahi pate, test me 14 pariyan bahut jyada hoti hai kiunki test me runs banane ke liye bahut wakt milta hai run rate ka masla nahi hota.
@@JackJack007-x3t abe andhbhakt hindu ladkiya raste paar nahi padi hai, apne hi maa bahenon ko kiyu badnam kaar rahe ho, hindu maa bahenon ko aaur hundu community ko kamjor kiyu bata rahe ho? 😡