@@dipakkrprasad5178Bhai mann ajgar ki tarah hai.baitha hai iska matlab ye nahi shant hai kabhi bhi lapet sakta hai isliye satark rahe......hare Krishna
@@nevaan7281 tumhara baat shj nikla bhai sawan mahine ke bbad fir se bhogo ke taraf chLa gya is baad socha tha na chahe brahmacharha bhi nSh sala maya ka khel he maharaj jj bole the
Same........ prabhu ji Kabhi Aisa Hota hai ki Jana hi Padta hai to sochati hun Ki Kyon aai Achcha Hota Ghar per raha kar time per soti aur time se Utha Kar japa session attend Karti.😂😂😂 Honestly saying Kuchh aur morning ke Japa session ki timing bigade ya na bigade per yah Raat Ki shadiyan Jarur bigaad Deti Hai.😅😅😅
It's his fault. Yes, because u are a human being, a part of society, there's no wrong in worshipping Krishna or any other god , but if on doing so u must adopt certain rules and like abide by them which make u to get apart from doing things that general humans do. Then why ? ...
Kyunki bhagvad gita me teen prakar ke khane ke bare me bataya gaya hai 1.satvik 2.rajsik 3.tamsik Hume satvik bhojan khana chahiye , pyaz lehsun baingan non veg , ye sab tamsik me ata hai Jo ki humare brain ko effect karta hai jiski vajah se humare andar angerness , ego or anxiety bahut jaldi aati hai . Iske upar aapko scientific study bhi mil jayegi aap vo bhi padh sakte hain . Kyunki sanatan dharma me har ek chiz logical or scientific hai . Phle log samajhte nahi the ki pyaz lehsun ke andar aisa kya hota hai isliye bola gaya hai ki vo rakshas ke khun se uge hain.❤