Lyrics : Hook : Kabhi kabhi mujhe apno se dar lage Kabhi kabhi mujhe mere sapno se dar lage Kabhi kabhi lage har koi dar par hai Kabhi kabhi lage har shaksiyat me garbar hai Kabhi kabhi sochu koi na kareeb ho Kabhi kabhi sochu ke hum itne gareeb ho Ke phek ke hum paisa dafna na pae sach ko Jhoot agar bolu to kabar na naseeb ho Verse 1 : Naseeb na ho kabar me bolu agar jhoot ek 19 saal kee zindagi me dekhi duniya two faced Rooh pesh log kar dete laakh me Ginta apne aib kesa kaatu raate daag me Awaaz de or me hazir madad ko Tu panne ghumata me parhta sabak ho Tum haq lo agar haq ke haqdaar Me kese karu baat tujh se badkirdaar Teri thaali se kuch khaya nahi to kese haq jataega? Kamate paise kaise mujhe tu bataega? Han 14 saal kee umar se kar raha hustle be Hath tha tight tabhee paise kee qadar hai Zamaane mujhe daad de han jab bhi likhu haadse me Kasam se soya nahi hu pichle 2 3 raat se me Ye mere kutte mujh se seekh mujhe hee kaatte Bhalai ka zamana nahi hum phir bhi kala baatte hai Azaadi Sheher me ye jhoot tujh se kon bola? SHO se setting to kar qatal agar mood ho raha Maazrat agar tujhe lag raha ke me rude hora Paise tera gayab ye naseeb nahi ye Sood Bola Khoob bola baap mera parh likh ke aage bhar Kyun meri raate phir bhi guzri hai in naako par Ya to is Sheher se hai pyaar kaafi ziada Ya to fatiha parhne kee adat hogai hai yaha laasho par Samjh nahi aati mujhe baat ek haan 6 afraad 2 roti bhara un ka kaha pait ? Baap kama nahi paa raha ghar chala nahi paa raha Bete maare taane agar mili un ko half plate Dil to dukhega na sharam se wo jhukega na Dhoop me paidal chal raha qadam us ka rukega na Hisaab rupe ka na tabhee chora subeh khaana Ghar me roti deni to mobile to wo lootega na ? Likhta me haadse tu keh le is ko Aap beeti Khuda hai gawah kese kese meri Raat beeti Dhoke pe dhoke ye duniya galti maanti nahi Jeena seekha thore me ayashiyo kee maang nahi kee Na kisi ke jor ka na koi mere jor ka hai Mene to seekhi hee toote dilo ko jorna hai Aleem tu sach bol yaha koi nahi bolta hai Aleem jab sach bole khoon in ka kholta hai Hook : Kabhi kabhi mujhe apno se dar lage Kabhi kabhi mujhe mere sapno se dar lage Kabhi kabhi lage har koi dar par hai Kabhi kabhi lage har shaksiyat me garbar hai Kabhi kabhi sochu koi na kareeb ho Kabhi kabhi sochu ke hum itne gareeb ho Ke phek ke hum paisa dafna na pae sach ko Jhoot agar bolu to kabar na naseeb ho Verse 2 : Khuaisho pe taale maare parwarish aulaad kee Me bhoola nahi hu kese kese guzri un kee raat thi Kamata apna khaata apna kyun fikar samaaj kee Me aage nikla larke kyun ke soch ye azaad thi Mujhe bata mat idhar kon kidhar kiya keh raha hai Mujhe pata hai kon mere baare kiya keh raha Aaj sab sath hai to tu bhi mere sath dera milne de hate me bhi dekhta hu kon sath dega Kabhi kabhi lage sahi raah pe jaa raha hu me Kabhi kabhi lage ghar me betha kha raha hu me Par Kabhi kabhi lage jitna mil raha bohot hai Par kabhi kabhi lage itna kum kyun kama raha me Jala dia poora apna maazi mene Ab har koi tayyar mujh se raazi kehne Seekh liya duniya me jeete jee sab kuch Ek cheez nahi seekhi mohtaaji mene Azaad me awaaz de me haazir hu bhai Namazo me sajde me ja giru bhai Log pooche bhai tu milega kaha Me bolu jaha wafa ka dera waha milu bhai Na me kisi ke jor ka na koi mere jor ka hai Mene to seekhi hee toote dilo ko jorna hai Aleem tu sach bol yaha koi nahi bolta hai Aleem jab sach bole khoon in ka kholta hai han
Chorus] Kabhi kabhi mujhe apno se dar lage Kabhi kabhi mujhe mere sapno se dar lage Kabhi kabhi lage har koi dar par hai Kabhi kabhi lage har shaksiyat me garbar hai Kabhi kabhi sochu koi na kareeb ho Kabhi kabhi sochu ke hum itne gareeb ho Ke phek ke hum paisa dafna na pae sach ko Jhoot agar bolu to kabar na naseeb ho Flau’jae 'Came Out A Beast' Official Lyrics & Meaning | Genius Verified [Verse 1] Naseeb na ho kabar me bolu agar jhoot ek 19 saal kee zindagi me dekhi duniya two faced Rooh pesh log kar dete laakh me Ginta apne aib kesa kaatu raate daag me Awaaz de or me hazir madad ko Tu panne ghumata me parhta sabak ho Tum haq lo agar haq ke haqdaar Me kese karu baat tujh se badkirdaar Teri thaali se kuch khaya nahi to kese haq jataega? Kamate paise kaise mujhe tu bataega? Han 14 saal kee umar se kar raha hustle be Hath tha tight tabhee paise kee qadar hai Zamaane mujhe daad de han jab bhi likhu haadse me Kasam se soya nahi hu pichle 2 3 raat se me Ye mere kutte mujh se seekh mujhe hee kaatte Bhalai ka zamana nahi hum phir bhi kala baatte hai Azaadi Sheher me ye jhoot tujh se kon bola? SHO se setting to kar qatal agar mood ho raha Maazrat agar tujhe lag raha ke me rude hora Paise tera gayab ye naseeb nahi ye Sood Bola Khoob bola baap mera parh likh ke aage bhar Kyun meri raate phir bhi guzri hai in naako par Ya to is Sheher se hai pyaar kaafi ziada Ya to fatiha parhne kee adat hogai hai yaha laasho par Samjh nahi aati mujhe baat ek haan 6 afraad 2 roti bhara un ka kaha pait ? Baap kama nahi paa raha ghar chala nahi paa raha Bete maare taane agar mili un ko half plate Dil to dukhega na sharam se wo jhukega na Dhoop me paidal chal raha qadam us ka rukega na Hisaab rupe ka na tabhee chora subeh khaana Ghar me roti deni to mobile to wo lootega na ? Likhta me haadse tu keh le is ko Aap beeti Khuda hai gawah kese kese meri Raat beeti Dhoke pe dhoke ye duniya galti maanti nahi Jeena seekha thore me ayashiyo kee maang nahi kee Na kisi ke jor ka na koi mere jor ka hai Mene to seekhi hee toote dilo ko jorna hai Aleem tu sach bol yaha koi nahi bolta hai Aleem jab sach bole khoon in ka kholta hai [Chorus] Kabhi kabhi mujhe apno se dar lage Kabhi kabhi mujhe mere sapno se dar lage Kabhi kabhi lage har koi dar par hai Kabhi kabhi lage har shaksiyat me garbar hai Kabhi kabhi sochu koi na kareeb ho Kabhi kabhi sochu ke hum itne gareeb ho Ke phek ke hum paisa dafna na pae sach ko Jhoot agar bolu to kabar na naseeb ho [Verse 2] Khuaisho pe taale maare parwarish aulaad kee Me bhoola nahi hu kese kese guzri un kee raat thi Kamata apna khaata apna kyun fikar samaaj kee Me aage nikla larke kyun ke soch ye azaad thi Mujhe bata mat idhar kon kidhar kiya keh raha hai Mujhe pata hai kon mere baare kiya keh raha Aaj sab sath hai to tu bhi mere sath dera Milne de hate me bhi dekhta hu kon sath dega Kabhi kabhi lage sahi raah pe jaa raha hu me Kabhi kabhi lage ghar me betha kha raha hu me Par Kabhi kabhi lage jitna mil raha bohot hai Par kabhi kabhi lage itna kum kyun kama raha me Jala dia poora apna maazi mene Ab har koi tayyar mujh se raazi kehne Seekh liya duniya me jeete jee sab kuch Ek cheez nahi seekhi mohtaaji mene Azaad me awaaz de me haazir hu bhai Namazo me sajde me ja giru bhai Log pooche bhai tu milega kaha Me bolu jaha wafa ka dera waha milu bhai Na me kisi ke jor ka na koi mere jor ka hai Mene to seekhi hee toote dilo ko jorna hai Aleem tu sach bol yaha koi nahi bolta hai Aleem jab sach bole khoon in ka kholta hai han