Brother pahle baar kabutar laya hu 5 joda lekar aaya hu mkt se usne nar madi bolkar diya ki ye hoda h ye joda h but 3 joda aisa diya h poore ghum ghum kar gutakta h mujhe aapka video dekhne se pata chal raha h 3 joda bolkat diya h sab male h ab kya karen