Bhai mere kabootar ne ande rakbhaye hai 3 din ho gaye hai kya me us ka joda kisi or se laga sakta hu kya or nahi laga sakta hu to kab laga sakta hu kisi or madi se joda plz riply dena bhai
Bhai mere kabutar nar nar Ka joda lag Gaya tha ab Maine dono ko alag alag Madi ke sath laga Diya hai jab unka joda lag Jaye to unhe samne laa sakte hai kya