Bilkul sahi baat hai aapka ustad ji Panchi Kitna masoom hai ki iska port fata hua hai aur yah chilla bhi nahin raha hai kuchh bol bhi nahin raha hai Insan hota Insan hota to abhi chillata sikhate chillate aur khoon bechara bejuban hai yah kuchh bol nahin pa raha hai
Is video mein humne sikha ki hamen kabutar Baji se pahle to hamen karobar kam per Dhyan Dena chahie tabhi kabutar acche kar payenge ghar mein nasl rakh payenge aur ghar bhi Khush rahega
To is video mein humne yah sikha ki hamara ustad ji to vaise doctor imran Khan hai aur is video mein doctory ka hi kam kar raha hai Jaise doctor log operation theatre mein operation karte Hain to hamara doctor sahab bhi kabutaron ka operation kar raha hai ilaaj per Lage hue hain
Is video mein humne yah sikha ki agar kabhi kabutar aisi jakhmi Ho jaaye to usko tanke lagane ke 5 minut bad usko 5 ml Pani lana hai aur isko halka sa Parle-G biscuit isko Pani mein gholkar khilana hai
Bhai ji agar kabuttar ko baj ya billi fad de to usko avil 25 thodi de do jisse kabuttar ka dhiyan bhatak jayega fir uska titment kr do usko pta bi nhi chalega aek thra se kabuttar sun ho jaega?
To is video mein humne yah sikha ki agar kabutar ka kahin se bajane faad Diya aur usmein ham agar isko tanke Laga rahe Hain to hamen pahle Bal saaf karna hai FIR tanka lagana hai
To isko kabutar ko agar aisa kuchh Ho jaaye ki bajane faad vagaira Diya to tanka lagane ke bad isko medicine aati hai aaj through machine ya FIR Azithromycin to tanka lagane ke 5 minut ke bad isko medicine dena hai aur FIR 5 minut ruk ke 5 ml Pani bhi dena hai
Agar Bal saaf kiye bigad tanka lagaya to iska andar ka Jo tili hota hai Paro ka vah agar usmein rah jaaye Jahan Taka lagaya vahan se FIR Pani leakage Karta hai FIR jaisa vagaira ho jata hai vah theek nahin hota
Pls hlp sir pls hlp pls😭😭😭taka lagaya tha but fir se pta nhi sada hua lag rha h or sad gya h aisa lag rha h o Jaha ki thi silay wha fir se whi hal ho gya h pls pls nmbr de skte h sir help kaise thik hogi
Is video mein humne yah sikha ki agar kabhi kabutar aisi jakhmi Ho jaaye to usko tanke lagane ke 5 minut bad usko 5 ml Pani lana hai aur isko halka sa Parle-G biscuit isko Pani mein gholkar khilana hai