Es bar agr sharma gya to dhuaa nikal dega qki pichli bar ajeet bhai ni de dj pr agr hote to ek trfa mela tha haridwar ka light ke sath sath sound b tgdi thi sharma ki agr ajeet bhai hote to kahani khtm kr dete sharma book ho gya to kch na rahega akela kha jyga sb ko rk dj b aara h es bar ❤
Bro kasana jub 3 salll tk sorry 4sall Tak hara tub Tak bhi main kaha ki kasama ko vasi karni padegi or usne karimeri ummed khari utri 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@@ankitgurjar3110 bhai ma muhjori to karta nhi is bar dono aaynge amar bhe or kasana bhe dhek lange kisme kitna dam h bss bhane mat banana phir ki bass fuk gyi ya or kuch
@@ankitgurjar3110 sahi bole bhai ye akash 532 balak h abhi balak tu kasana kya h public se puch sb chalte h use sath or tere laal thele k sath bus Bheem army
Kitna bolra yo Umesh 😂.. mai khud khra hu iss baar Amar ki bass halki reh gyi Prr.. iss Kasana se toh vo tb bhi Acha bjraa thaa.. Amar suar bnade iska Hrr baar fir bhi bolta rhta hh😂..