Reply karoge bhai? Luminous optimus 1250 ka power off hone par beep ka sound ata h har bar aur light flicker karta h. Ye shine wave me toh ni hota h na? Ye setting kaise hoga? Ata h toh batana. Ni ata toh koi baat ni
Sir mera luminous sakti charge 1450 Ka charge nahi ho raha main on hota hai 5sec ke liye cherge indicator on hota phir band hota hain isme kiya kharabi hain
Luminous ka yahi inverter hai Yaha electricity ka voltage 280 chala jata hai to inverter electricity connection apna band karta hai Phir 230 aya to chalu ye barr barr hone ki wajah se awaj karta hai To isme kya kar sakte hai ?