Тёмный

Majaz* - Shanne Naqvi ki awaz - junoon e shauq ab bhi kam nahi hai 

mahakavi
Подписаться 126 тыс.
Просмотров 14 тыс.
50% 1

Majaz* ki Ghazal,
Shanne Naqvi Sahab ki awaz meiN.
Courtesy: Hussain Afsar - Shahernaama
Junoon-e-shauq ab bhi kam nahiN hai
Magar woh aaj bhi barham nahiN hai
Bahut kuchh aur bhi hai is jahaaN meiN
Yeh duniya meHz Gham hi Gham nahiN hai
Bohat mushkil hai duniya ka saNwarna
Teri zulfoN ka peich-o-Kham nahiN hai
Taqaaze kyuN karooN paiham na Waaez
Kise yaaN fikr e beish o kam nahiN hai
Abhi maiN kya uThhuN bazm-e-tarab se
Abhi tO aaNkh bhi pur_nam nahiN hai
PaiiN sayle gham o sayle hawaadis
Mera sar hai ke ab bhi kham nahiN hai
Majaaz* ek baadah_kash tO hai yaqeenan
jo hum sunte thEy woh a'alam nahiN hai

Опубликовано:

 

9 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 17   
@zohaibbali
@zohaibbali Год назад
Meri khuwahish ha aap yahan mera ye comment parh rhi hon or israr ul haq majaz ka ye sher sun rhi houn "Majaz ik bada kash to ha yaqeenan Jo hum sunty thy wo alam nhi ha" Khush rahiye!
@trueindian2234
@trueindian2234 4 года назад
Bahut khoob ماشااللہ بہت خوب
@Avinash4369
@Avinash4369 8 лет назад
SubhaanAllah! Kya aawaaz hai aapki Shanne Naqwi sahab aur Majaz ki shairi ka to zikr hi kya.
@pavanmishra3128
@pavanmishra3128 5 лет назад
बहुत कुछ ग़म उठाए जा रहे हैं, ये मेरी आँख यूँ ही नम नहीं है।
@mahakavi
@mahakavi 10 лет назад
Junoon-e-shauq ab bhi kam nahiN hai Magar woh aaj bhi barham nahiN hai Bahut kuchh aur bhi hai is jahaaN meiN Yeh duniya meHz Gham hi Gham nahiN hai Bohat mushkil hai duniya ka saNwarna Teri zulfoN ka peich-o-Kham nahiN hai Taqaaze kyuN karooN paiham na Waaez Kise yaaN fikr e beish o kam nahiN hai Abhi maiN kya uThhuN bazm-e-tarab se Abhi tO aaNkh bhi pur_nam nahiN hai PaiiN sayle gham o sayle hawaadis Mera sar hai ke ab bhi kham nahiN hai Majaaz* ek baadah_kash tO hai yaqeenan jo hum sunte thEy woh a'alam nahiN hai
@taskeenahmed463
@taskeenahmed463 5 лет назад
Superb ghazal goyee
@rafatalamalam
@rafatalamalam 10 лет назад
Beautiful ghazal of Hazrat Majaz...bahut mushkil hai duniyaa ka sawarna...
@mahakavi
@mahakavi 10 лет назад
Shukriyah Rafat Sahab, Iss Ghazal meiN 2 ashaar aur haiN jo Shanne Sahab ne nahiN padhey: Udhar mashkook hai meiri sadaqat Idhar bhi bad'gumani kam nahiN hai Meri barbadiyoN ka, hum'nasheenoN TumheiN kya, khud mujhe bhi gham nahiN hai
@s.m.akhtarnaqvi3975
@s.m.akhtarnaqvi3975 4 года назад
Bahot khob
@waqarhussain5470
@waqarhussain5470 6 лет назад
Beautifully recited!
@arifsamma2847
@arifsamma2847 2 года назад
Thanks for sharing this👍🌹
@sadafsadiq110
@sadafsadiq110 10 лет назад
Great voice and geest ghazal.wah wah wah
@mahakavi
@mahakavi 10 лет назад
Bahot Shukriyah Sadiq Sahab.
@sameemazahra
@sameemazahra 10 лет назад
Beautiful..
@taskeenjamali
@taskeenjamali 10 лет назад
Jamal Bhai Adaab.... Aaj pehli martaba is asal naam se log in kiya aur in sha Alla ab isi naam se haaxri diya karoonga.... Aligarian hone ke naate humara aur Majaaz sb ka ek ajeeb o ghareeb rishta hai....khoobsoorat ghazal ka shukriya.
@mahakavi
@mahakavi 10 лет назад
Shukriyah Taskeen Bhai, 'Uthi hai aapke rukh se naqab aahista aahista' Yaqeenan Aligarians, AMU aur Majaz* ka bahot gehra rishta hai.
@taskeenjamali
@taskeenjamali 10 лет назад
Jazak Allah khair Jamal bhai...
Далее
The mystery around Majaz’s death: Who killed Majaz?
19:47
Kaleem Ajiz  -Main faqeer-e -Khana Badosh hoon -1981
7:05
Mark Rober vs Dude Perfect- Ultimate Robot Battle
19:00
Kisi ko de ke dil koi - Mirza Ghalib (all couplets)
9:47
ShayerEFitrat Hoon Mein
5:14
Просмотров 29 тыс.
Khanak Joshi SingsGhazal                 "Junoon e Shouq ab bhi kam "
13:02